Aslam o alaikum dear members. Umeed hai k tamam members achi working kar rahy houn gey. Pakistan forex forum aik real platform hai jahan hum trading sey related apny skills ko barha sakty hein. Aj mein ap logon k sath aik boht important topic discuss karun ga about shooting star candlestick pattern. Trading k liye aur market ko samjhny k liye is pattern ki knowledge har trader k pas honi chaiye.
* What is Shooting star candlestick pattern?
Dear members shooting star candlestick pattern aik single candlestick pattern hai jo prices k top or bullish trend mein banta hai. Yeh bearish trend reversal ka kam karti hai. Yeh candle aik small real body ki hoti hai. Is k open and close point aik dusry k qareeb hoty hein. Candle ki upper side par aik long shadow hota hai. Is candle ki lower side par small si wick k elawa koi shadow nai hona chaiye. Yeh candle normal prices mein neutral hoti hai.
* Explanation of shooting star candlestick pattern:
Dear forex members yeh aik single candlestick pattern hai. Jab prices high area ya bullish trend mein ban kar bearish trend reversal ka kam krti hai. Yeh candle aik small real body ki hoti hai. Iski upper side par aik long shadow hota hai. Yeh prices k liye resistance level sabit hota hai. Is mein prices upper side par aik long shadow banany k baad aik dusry k nazdeek close hoti hein. Is k andar aik small real body banti hai jab k candle ka shadow real body k double hota hai.
Is ko technical analysis k tor par use karny k liye prices ka top trend mein hona lazmi hai. Yeh single candle pattern hai tou is waja sey trend confirmation k liye aik black candle ka hona zaruri hai. Is par market mein sell ki entry li ja sakti hai. Is candle ka high shadow strong resistance level hota hai aur is par stop loss bhi lagaya ja sakta hai.
* Conclusion of shooting star candlestick pattern:
Dear members shooting star ki reliability ka inhisar price chart mein majood karda time frame par hota hai. Jitna zada time frame long select hoga tou candle ki value barhti jaye gi. Yeh bullish trend mein buying aur selling pressure ki waja sey banti hai. Is mein candle ki zada tar khasusiat bearish trend ki hoti hein. Yeh candle small real body mein hoti hai and is k upper side par aik long shadow hota hai. Is candle ki real body bullish ya bearish dono ho sakti hein. But ye candle bearish he shumar hoti hai. So members mein umeed karta hun k ap sab is pattern ko achi tarah samjhen gey and is par lazmi working karen gey.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим