Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Trailing stop loss Kya Hai Isko kaise use Karke Hum trading mein Apni earning increase kar sakte hain Iske related Kuchh important information aapke sath share karungi.
Trailing Stop Loss:
Trailing stop loss Ek Khas types ka stop loss order hota hai jismein traders ke risk ko manage karte hue profit ko sev banaya jata hai yah strategy Kisi stock per trade ke open karne ke sath usse ek Khas percentage ke hisab se exact karne ke liye set Kiya jata hai training stop loss profit ki condition Mein stock price ke sath sath move karta rahata hai lekin Agar Kisi point per stock profit side per movement rok leta hai ya stock Pahle Se Hi loss Mein move karna start karta hai to use condition Mein trailing stop loss rok Jata Hai Jab tak ki yah to vah loss Mein hit Na Ho Jaaye aur ya market Dobara profit Mein move Na Karna start kar de.
Trailing Stop Loss Example:
Agar aap Koi XYZ stock ko hundred dollar per bye karte hain aur trailing stop loss ko 5% per data Karte Hain To Jab Bhi Agar in cause trade loss Mein jata hai to market ke 5% loss Mein Jaane Ke aapka order Khud automatically 5% ke loss per close ho jaega ab Agar aapki trade ko profit Mein move karte hain to use condition Mein training stop loss apni position ki bajay trades ke profit ke sath sath 5% ke difference ke sath move Karta Rahega Jaise Agar matlaba trade profit Mein $200 per Chala Jata Hai To training stop loss 5% ke hisab se 190 per automatically set ho jaega.
Trailing Stop Loss Ka Tareeqy Kar:
Trailing stop loss ko Aam Taur do tarikon SE set Kiya Ja sakta hai ek Hai automatically jismein brokers Apne software per Apne trades ko ya facilities provide karte hain aur Jiske set karne se trialing stop loss automatic Kari trades ke profit ke sath shift hota rahata hai jabki loss ki condition Mein yah Apni Jagah per rahata hai jisse Jyada loss Nahin Hota MP4 platform nahi hai jisse traders mustafi De Ya to brokers ko call Karke ya Agar broker ke Wapas mein maujud ho to uska use Kiya Ja sakta hai dusra Tarika manually Hai jismein trader Bar Bar apni trades ke nigrani karte Rahte Hain Jab Bhi trader ka trade profit Mein move Karta Hai To uske sath vah Apna stop loss ko Usi munajbat Se Khud shift karta hai Jab ki loss ki condition Mein vah Apne stop loss ko change nahin karta Hai Mt4 platform main sirf ISI tarike Se Hi trialing stop loss ka use Kiya Ja sakta hai.
Limitation Of Trailing Stop Loss:
Trailing stop loss Ek bahut hi best facilities hai aur yah trading ko profit Mein Hi close Karta Hai Jab Ke loss ki condition mein jyada loss se mahfuj banata hai lekin is ki bhi Kuchh limitation Hai Jiska Janna bahut jaruri hai trailing stop loss ko short term ki trading ya retressment ki vajah se use nahin kiya Ja sakta hai price kabhi bhi sem ek hi trend Mein musalsal move nahin karti hai balki yah retressment ke hisab se higher high aur Lo aur Lo ke mutabik upward ya downward move Karti rahti hai lekin trailing stop loss ki Sahi position ya Jyada short percentage per set hone se yah jaldi hit ho sakta hai jisse trading ka fayda Nahin rahata ya bahut kam profit Milta Hai trailing stop loss Ek automatically tarike Kar Ke mutabik set hota hai yani selection trader Khud Se karta hai lekin iski future movement trades ke sath Khud bahud hoti rahti hai Jab Bhi aap Trailing Stop loss set karen to uski position aur trade se percentage ko bhi position per lagaen Taki Jyada jaldi yah hit Na Ho.
Trading:
Trailing stop loss Har condition Mein Ek trader ke liye Jyada best hai agar trader iske liye Sahi position ka selection karte hain trailing stop loss ko apni trading risk reward ya trading plane ke mutabik set Karen yani Jis Tarah Se Aam stop loss ki position set ki Jaati Hai Uske mutabik trailing top loss ka bhi intekhab Karen Jis stock per bhi trade open karne ka Irada ho to use stock ki Pahle Se replacement position ka Sahi tarike se study Karen ke retressment stock Ke Kitne percent per hota hai aur dusra ustav ki reversal ko bhi dekh le trailing stop loss is position per Hamesha fayda dega.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим