Explain Evening star candlesticks pattern:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain Evening star candlesticks pattern:
    Evening star candlesticks pattern:

    Dear Friends evening star pattern Hamesha up trend ke bad hi Banta Hai Jab market Mein satrong up trend hota hai to Uske bad Ek reversal candle banti hai jisse aapko market Mein Pata Chal jata hai ki aap market Mein reversal trend ban raha hai aur uske bad aap confirmation candlestick per entry lete hain aur usmein aap bahut jyada profit Le sakte hain Kyunki Jab aap is Jagah se entry Lete Hain To Uske bad market Apna trend continue takti hai aur bahut jyada movement karte hue aapko maximum profit dene ke liye apni movement downtrend Mein Jari rakhti hai.

    Click image for larger version

Name:	tryty.png
Views:	8
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12565875
    Important Points about Evening star pattern:

    1.Iss mai pehli candle bullish honi chaiye.
    2.Jab dosri candle bany tu wo pehli candle ky Close proce ky upper ya Gap up open honi chaiye, iss ky nad kab yeh candle closed ho tu uss waqt wo pehli candle ky closed price ky upper hi band honi chaiye.
    3.3sri candle Bearish candle honi chaiye, or yeh Red colour ki honi chaiye, yeh dosri candle ky Gap down mai open honi chaiye or jab closed ho tu us waqt yh pehli candle ky darmiyan mai open price ky upper ya nechy band honi chaiye.
    4.3sri candle ko pehli candle ka Low nhi torna chaiye.

    Importance of Evening star pattern:

    Mere Pyare Dosto Evening star candlestick pattern bahut hi important Hota Hai yah Hamesha dusre patrons se different information deta hai aur yah dusre patrons ki nisbat Hamari bahut jyada madad Karta Hai market ko samajhne mein isiliye market ke sath sath hamare pass is patterns ke about knowledge Ka Hona Jaruri Hota Hai evening star candlestick pattern Hamen Hamesha chart ke top per Najar Aata Hai hamen bhi Jante Hain ki bahut se Patron se Aise hote hain Jin Mein Barish candlestick aur bullish candlestick banti hai aur candlestick mein maujud bearish or bullish bahut hi important role play Karte Hain market Mein maujud candlestick patterns bahut hi informative Hote Hain aur Market Mein Hamesha different types ki candlesticks Banti Hain Agar hamare pass ine candlesticks ke about knowledge Hoga aur ham Tamam Baton ko acchi Tarah Se samajhte Honge To Ham apne business se maximum profit Hasil kar Sakenge evening star candlestick pattern bahut hi strong pattern Hota Hai Agar hamare pass evening star candlestick patterns ke about knowledge Hota Hai To Ham market Mein acchi entry kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	eer.png
Views:	20
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12565876
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explain Evening star candlesticks pattern:

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Evening Star Candlestick Pattern


    Evening star candlestick pattern aik strong bearish trend reversal pattern hai, jo teen candles par mushtamil hotta hai. Evening star candlestick pattern main pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jiss ka baad aik Spinning top candle hoti hai, jiss k baad aik long real body main bearish candle banti hai. Ye pattern dekhne main same bulkul "Bearish abandoned baby candlestick pattern" aur "Evening Doji-Star candlestick pattern" jaisa hi hai, lekin bullish aur bearish candle k darmeyan main banne wali candle aik Spinning top candle hoti hai, jo k pehli candle se gap main below banti hai, aur dosre candlestick ka high Spinning top candle k low ko touch karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	77
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12429903

    Candles Formation


    Evening star candlestick pattern main shamil teeno candles aik dosre se mukhtalif color aur formate main banti hai, ye candle apas main gap banati hai, jiss se market bullish trend se bearish trend main badal jata hai. Evening star candlestick pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	23
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12429904

    1. First Candle: Evening star candlestick pattern main shamil pehli candle bullish trend wali hoti hai, jiss ka color white ya green hotta hai, ye candle normal real body ki candle hoti hai. Jis ka close price open price se ziada hota hai.

    2. Second Candle: Evening star candlestick pattern ki dosree candle aik Spinning top candle hoti hai, ziada tar ye candle aik small real body main hoti hai, jo k pehli bearish candle se above gap main banti hai.

    3. Third Candle: Evening star candlestick pattern ki teesri aur last candle aik real body long size ki bearish candle hoti hai, jo k dosree candle se below banti hai. Ye candle size main taqreeban pehli bullish candle k barabar ya uss k size k 50% se ziada bari ho sakti hai.

    Explanation

    Evening star candlestick pattern trading k dowran strong bearish trend reversal ka signal deta hai, agar ye pattern high prices ya uptrend main banta hai. Pattern teen mukhtalif qisam k candles par mushtamil hota hai, jo k bullish trend k baad paya jata hai. Ye pattern dekhne main bulkul " Bearish Abandoned Baby candlestick pattern" ya "Evening Doji-Star candlestick pattern" jaisa hota hai, lekin darmeyan main Spinning top candle ka pehle candle se gap main banne ki waja se ye unn pattern se mukhtalif ho jata hai. Pattern ki pehli candle bullish hoti hai, jo k bullish trend ki alamat hoti hai, jab k baad main aik Spinning top candle banti hai, jis ka open aur close bullish candle se above gap main hota hai. Last par aik bearish candle hoti hai, jo k bullish candle k parallel aur Spinning top candle se below main banti hai. Ye candle prices k trend reversal main aham kiradar ada karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	24
Size:	14.6 کلوبائٹ
ID:	12429902

    Trading

    Evening star candlestick pattern market main bullish trend main banne ki waja se strong bearish trend reversal ka signal deta hai, jo k trader k leye market main sell ki entry ki opportunity peda karti hai. Pattern k leye zarori hai k prices high price ya uptrend main ho. Pattern par market main entry karnne se pehle trend confirmation candle ya kisi reliable indicator ka istemal zarror karen. Aggar teesri candle k baad aik aur bearish candle banti hai to ye area market main sell ki entry ka signal deta hai. Stop Loss pattern k sab se highest position ya Spinning top candle k high price se aik do point above par set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	45
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12429901
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Explain Evening star candlesticks pattern:

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Asim900 پيغام ديکھيے
      Evening star candlesticks pattern:

      Dear Friends evening star pattern Hamesha up trend ke bad hi Banta Hai Jab market Mein satrong up trend hota hai to Uske bad Ek reversal candle banti hai jisse aapko market Mein Pata Chal jata hai ki aap market Mein reversal trend ban raha hai aur uske bad aap confirmation candlestick per entry lete hain aur usmein aap bahut jyada profit Le sakte hain Kyunki Jab aap is Jagah se entry Lete Hain To Uske bad market Apna trend continue takti hai aur bahut jyada movement karte hue aapko maximum profit dene ke liye apni movement downtrend Mein Jari rakhti hai.

      [ATTACH=CONFIG]149751[/ATTACH]
      Important Points about Evening star pattern:

      1.Iss mai pehli candle bullish honi chaiye.
      2.Jab dosri candle bany tu wo pehli candle ky Close proce ky upper ya Gap up open honi chaiye, iss ky nad kab yeh candle closed ho tu uss waqt wo pehli candle ky closed price ky upper hi band honi chaiye.
      3.3sri candle Bearish candle honi chaiye, or yeh Red colour ki honi chaiye, yeh dosri candle ky Gap down mai open honi chaiye or jab closed ho tu us waqt yh pehli candle ky darmiyan mai open price ky upper ya nechy band honi chaiye.
      4.3sri candle ko pehli candle ka Low nhi torna chaiye.

      Importance of Evening star pattern:

      Mere Pyare Dosto Evening star candlestick pattern bahut hi important Hota Hai yah Hamesha dusre patrons se different information deta hai aur yah dusre patrons ki nisbat Hamari bahut jyada madad Karta Hai market ko samajhne mein isiliye market ke sath sath hamare pass is patterns ke about knowledge Ka Hona Jaruri Hota Hai evening star candlestick pattern Hamen Hamesha chart ke top per Najar Aata Hai hamen bhi Jante Hain ki bahut se Patron se Aise hote hain Jin Mein Barish candlestick aur bullish candlestick banti hai aur candlestick mein maujud bearish or bullish bahut hi important role play Karte Hain market Mein maujud candlestick patterns bahut hi informative Hote Hain aur Market Mein Hamesha different types ki candlesticks Banti Hain Agar hamare pass ine candlesticks ke about knowledge Hoga aur ham Tamam Baton ko acchi Tarah Se samajhte Honge To Ham apne business se maximum profit Hasil kar Sakenge evening star candlestick pattern bahut hi strong pattern Hota Hai Agar hamare pass evening star candlestick patterns ke about knowledge Hota Hai To Ham market Mein acchi entry kar sakte hain.

      [ATTACH=CONFIG]149752[/ATTACH]
      Dear friend Jab Ham is market Mein evening star candlestick pattern per trade Karte Hain To Hamen yah Pata hone ke liye pattern bahut hi Achcha result deta hai agar Ham is market Mein sculping kar rahe hain to is pattern se Hamen Kafi Jyada help mil Jaati Hai Hamen is pattern ko use Karke Kafi Jyada acchi trades mil Jaati Hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X