what is bullish Hammer

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is bullish Hammer
    what is Bullish Hammer



    forex markt mein bullish hammer aik single candle stick pattern hey j keh forex market mein price kay chart par pai jate hey jo keh forex market mein bullish trend kay reversal janay ko identify karte hey kunkeh forex market mein es ke single candle stick aik kame kay trend ko indicate karte hey
    hammer kay nechay ke tashreehcande stick kay khas tor par pen , close low or high level ko identify karte hey forex market mein new low ko kam karnay kay ley price k pehlay wazah tor par selling karna chihay tahum forex market mein es kame kay bad price mein nomayan tor par ezafa hona chihay jes ke wajah say price aik chote body rakhte hey or forex market mein es ke ebtadai price kay close ho jate hein
    Click image for larger version

Name:	trading-the-bullish-hammer-candle_body_2019_05_07_09_38_06_IG_Trading_Platform_Spread_Betting.png
Views:	14
Size:	2.3 کلوبائٹ
ID:	12565839
    yeh yad rakhna zarore hey keh fex market mei bullish hammer candle stick pattern ke lambai or kam say kam double long wick hone chihay es kay elawah candle stick red ya green ho sakte hey jo keh frex market mein reversal jana ke strength par depend karta hey
    zyada bullish hammer candle stick pattern bearish hanging man candle stick kay sath olajh jata hey kunkeh dono candle stick aik jaice ho sakte hein chonkeh en candle stick kay darmean farq forex market mein trend saz market mein on ke jagah ka tayon karta hey forex market mein yeh aik chote body or long wick hote hey lakin yeh forex market mei upper trend kay end mein hanging hove hote hey or long wick yeh serf nechay kay trend mein nazar ate hey



    trade with bullish hammer candle stick pattern



    bullish hammer candle stick pattern charts or mokhtalef kesam kay time frame say mell kar banta hey AUD/USD kay daily chart par hammer ke aik mesal ko identify kea jata hey 31 Ma tak AUD/USD 892 pips tak ger jata hey forex market mein es kame kay trend ka end bullish hammer candle stick kay sath kea geya hey or price nay aj kay price actin kay zarey say total 792 pips ka ezafa kea hey
    Click image for larger version

Name:	trading-the-bullish-hammer-candle_body_Bullishhammer.png
Views:	15
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12565844
    chonkeh forex market mein hammer ke strength graph par es ke jagah par depend karte hey aam tor par trader es ke jagah ke pemaish support or dosray indicator ke madad say kartay hein es mein tols ka estamal karna bhe shamel hota hey Pivot point, Fibonacci, retracement shamel key jatay hein Hammer ke wick support level mein ghus jay ge laken forex market mein body support kay par break ho jay ge frex market mein buying ka new chance kay sath or es kay bad support kay nechay new chance bananay kay ley nechay stop ka intakhab kar saktay hein
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is bullish Hammer

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Hammer Candlestick


    Hammer candlestick aik long lower tail k sath short body ki candle stick pattern banti hai. Candle ki open aur close price aik dosre k qareeb hone chaheye. Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji candlestick se mukhtalif hoti hai, q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai. Hammer ki aik long lower tail is baat ka ishara karti hai, k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat (reversal) change nahi hoti hai bulke jo candlestick hammer banti hai us k tail ki reversal trend shoro hoti hai. Hammer candlestick pattern bullish aur bearish dono tarah ki candle main ho sakti hai, lekin market aur prices k ziada lower area main hone ki waja se ye bullish trend reversal k leye ziada mashahoor candles hai.

    Click image for larger version

Name:	images (88).png
Views:	65
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12429824

    Candles Formation


    Hammer candle prices k bottom main ziada supply aur kam demand k natijay main wajood main ati hai. Ye candle aik strong reversal k leye jani jati hai, jo k downward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se ho sakti hai;

    Click image for larger version

Name:	hammer-1024.jpg
Views:	37
Size:	51.1 کلوبائٹ
ID:	12429825

    Hammer [COLOR="#006400]Candle:[/COLOR] Hammer candlestick agar prices k bottom main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, ye bullish candle hi tasawar ki jati hai, q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai. Candle k leye prices k position zarori hai, color nahi hai.

    Explanation

    Hammer candlestick price chart par aksar bottom ya top prices par nazar ati hai aur aksar issi position prices reversal ho jati hai. Ye candle aik spike ki sorat main nazar ati hai, jab bhi kisi strong news ki waja se prices teezi k sath downward fall karne k baad wapis apne upper open price k qareeb ja kar close hoti hai. Ye candle aik long lower shadow k sath hoti hai, jiss k upper side psr aik small real body hoti hai. Candle k upper side par small wick banne se candle ki performance par koi asar nahi parta hai, lekin ziada lamba shadow banne se candle ki hososeyat neutral ho jayi hai. Real body ka color kisi khas pattern ka hona zarori nahi hai, lekin iss candle ki lower prices main hona ziada aham hai. Dekhne main ye candle bottom prices par banne wali dragonfly doji candle ki hi tarah lagti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (89).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12429823

    Trading

    Hammer candle prices k bottom main ziada bearish pressure parne par banti hai, jiss se aik small real body ki candle k lower side par aik lamba saya hota hai, jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta hai. Ye candle aik strong bullish signal genrate karti hai, jiss par confirmation k baad buy ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle ka bullish real body main hona zarori hai, jab k bearish candle banne se ye candle invalid ho jati hai. CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main trade karni chaheye, jis se confirmation aur bhi ziada mustehkam hoti hai. Stop Loss pattern k sab se lower position ya candle k shadow k lower side par jo k prices k leye support level hoti hai, se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (87).png
Views:	45
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12429822

    اب آن لائن

    Working...
    X