Dear friends, jab forex market kisi direction main moment ker rehi hoti hai to iski moment aik specific range kay darmian hi rehti hai jo kay price minimum aur price maximum limits hoti hain jin kay darmian hi market by kabi minimum ki taraf movement kerna hoti hai aur kabi maximum ki taraf, is strategy ki details yeh hain
Opening range breakout strategy kay characteristics:
Jab market price range ko ko breakout kerti ha to trader apni trade ko active kerta hay, opening range breakout aik commonly use honay wali trading strategy ha jisay ziada tar traders prefer kartay hain, isko mukhtalif indicators k sath aur rules k mutabik use kar k wo achay benefits hasil kartay hain, is kay andar price level ko pehle indentify karna hota hai or wait karna hota hai k market jab us level ko break kary gi, us kay bad hamain break out ki nature kay mutabik buy aur sell ki trade open karna hoti hay
How to open trades with this strategy:
Is strategy kay mutabik kisi bhi pair ko us waqt buy karain jab wo opening range ki high say above ho aur us waqt sell karain jab wo opening range ki low say below ho, jab market trends ma ya aik taraf move kar rahi ho to break out trading ma hmain is tarah ki moves ko mis nhi karna chaiay, opening range hum usay kehtay hain jo pehlay 30 minutes tak market ki moment rahi ho chahay wo up ho ya down, 5 minutes charts 5 EMA aur 20 EMA k sath trading decisions liay jatay hain, 20 EMA system main use honay wala aik important technical indicator ha, lihaza is main entry point pehlay 5 minutes ki candle ki opening range sa outside par hota ha,
Helpful indicators in this strategy:
Is strategy kay liay MACD aur Stochastic indicators kafi useful hotay hain, is kay liay hmain market kay different sessions kay opening time ko mind main rakhna chaiay ta kay un kay open honay par trades set karnay main asani ho aur hm achi entering opertunity miss na karain, lihaza hmain market main entry k liay pairs ki moment aur routine ko bhi mind main rakhna chaiay aur apni learning ko use kar k acha entry point select karain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим