Forex main Cross Pair k baray main info ,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main Cross Pair k baray main info ,
    Cross Pairs ;-

    Forex main currency pair woh hota hai jo aap ko 1 currency ke dosri currency kay mukaablay main price ya us currency ke kise doosri currency kay mukably main qeemat btata hai. Aaj say kafi arsa pehly jab aik currency ko USD kay elawa kisi doosri currency main divert karna hota tha to pehly us currency ko USD main convert kiya jata tha or us kay baad un dollars say apni required currency ko tabeel kiya jaata tha. Maslan agar kisi ko1pound ko Japanese yen main tabdeel karna hota tha to pehly pound ko dollar main tabdill kiya jata tha or phir un dollars ko Japanese yen main tabdeel kiya jaata tha.

    Click image for larger version

Name:	images (14).jpeg
Views:	7
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12565770

    Forex Currency Crosses ;-

    Forex currency crosses ke invention karny kay baad ab kisi currency ko USD main convert karny ki zarorat nahi parti balkay ab ap ko directly US dollar ko involve kiye baghair 1 currency ko doosri currency main tabdeel kar sakty hain.

    Examples of Forex crosses ;-

    EUR/JPY, EURCHF GBP/JPY, EUR/GBP

    How To Calculate?

    Forex crosses ke calculations karney ki zarorat nahi hoti hai or aap ko meta trader 4 aur meta trader 5 main automatically forex crosses ki price calculate ho kay milte hain.Lekin agar khud sy calculate karna chahin to main aap ko bata deta hun.

    Click image for larger version

Name:	images (15).jpeg
Views:	2
Size:	39.2 کلوبائٹ
ID:	12565771

    Agar aap EURJPY ke price nikalna chahty hain to aap 2 usd pairs EURUSD or USDJPY ke price nikalin or dono ke bid price yani kay first wali price ko aapas ma zarab dain yeh aap ko EURJPY ke price mil jaay ge.

    Click image for larger version

Name:	images (31).png
Views:	3
Size:	13.2 کلوبائٹ
ID:	12565772

    EURUSD = 1.1800 USDJPY = 110.21 EURJPY = 1.1800 × 110.21 EURJPY = 130.04
    Jesa kay aap ne upper dee hui example main dekha k kesy humm forex crosses ki value ko calculate kar sakty hain. Forex crosses main trading aap kay liye achi sabit ho sakti hai. USD ki price sary pairs par effect karti hai lekin crosses kay apny fundamentals bhi hoty hain, aap un kay analysis kar kay major pairs ki tarha trading kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main Cross Pair k baray main info ,

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeza پيغام ديکھيے
    Cross Pairs ;-

    Forex main currency pair woh hota hai jo aap ko 1 currency ke dosri currency kay mukaablay main price ya us currency ke kise doosri currency kay mukably main qeemat btata hai. Aaj say kafi arsa pehly jab aik currency ko USD kay elawa kisi doosri currency main divert karna hota tha to pehly us currency ko USD main convert kiya jata tha or us kay baad un dollars say apni required currency ko tabeel kiya jaata tha. Maslan agar kisi ko1pound ko Japanese yen main tabdeel karna hota tha to pehly pound ko dollar main tabdill kiya jata tha or phir un dollars ko Japanese yen main tabdeel kiya jaata tha.

    [ATTACH=CONFIG]149514[/ATTACH]

    Forex Currency Crosses ;-

    Forex currency crosses ke invention karny kay baad ab kisi currency ko USD main convert karny ki zarorat nahi parti balkay ab ap ko directly US dollar ko involve kiye baghair 1 currency ko doosri currency main tabdeel kar sakty hain.

    Examples of Forex crosses ;-

    EUR/JPY, EURCHF GBP/JPY, EUR/GBP

    How To Calculate?

    Forex crosses ke calculations karney ki zarorat nahi hoti hai or aap ko meta trader 4 aur meta trader 5 main automatically forex crosses ki price calculate ho kay milte hain.Lekin agar khud sy calculate karna chahin to main aap ko bata deta hun.

    [ATTACH=CONFIG]149515[/ATTACH]

    Agar aap EURJPY ke price nikalna chahty hain to aap 2 usd pairs EURUSD or USDJPY ke price nikalin or dono ke bid price yani kay first wali price ko aapas ma zarab dain yeh aap ko EURJPY ke price mil jaay ge.

    [ATTACH=CONFIG]149516[/ATTACH]

    EURUSD = 1.1800 USDJPY = 110.21 EURJPY = 1.1800 × 110.21 EURJPY = 130.04
    Jesa kay aap ne upper dee hui example main dekha k kesy humm forex crosses ki value ko calculate kar sakty hain. Forex crosses main trading aap kay liye achi sabit ho sakti hai. USD ki price sary pairs par effect karti hai lekin crosses kay apny fundamentals bhi hoty hain, aap un kay analysis kar kay major pairs ki tarha trading kar sakty hain.
    Dear forex market Mein currency pair available hai jinmen Ham trading kar sakte hain Agar Ham is market mein currency pair Ki Baat Karen To Hamen yah Pata Hona chahie ki kaun si currency per Ham trade kar rahe hain aur ismein Kaisi movement Hoti Hai currency pair ke bare mein Tamam detail Pata honi chahie.

    اب آن لائن

    Working...
    X