Aslam o alaikum. Dear members aj mein ap sab ko aik boht he important pattern k bary mein btaun ga. "Dark Cloud Cover Pattern" . Dear members yeh aik boht he important pattern hai. Yeh pattern aik successful trading k liye boht zaruri hai. So mein umeed karta hun k ap sab is pattern ko dehan sey samjhen gey and is par zaroor working karen gey.
* What is Dark Cloud Cover Pattern?
Dear forex members dark cloud cover pattern aik bearish trend reversal pattern hai. Is ki bearish candle black or red colour ki and bullish candle white or green colour ki hoti hai. Yeh candle upward sey open hoti hai and then us candle ki upward point par close hojati hai. Yeh aik boht he important pattern hai kyun k yeh ulat sey nechy ki taraf changes ko show karta hai. Yeh pattern upward ki candle sey banaya geya hai. Mostly traders candlestick ki price kam krny k liye check karty hein and uski confirmation karty hein.
Dark cloud cover pattern aik candlestick pattern hai jo prices mein increase k baad kami ki taraf momentum mein tabdeli ko show karta hai. Yeh aik bearish candle par mushtamil hota hai , yeh dono candles normally long honi chaiye. Yeh traders ki bharpoor sharakat ko show karti hai. Yeh pattern jab small candles k sath hota hai tou yeh itna aham nai hota. Traders aksar dekhty hein k candle bearish k baad girti hui prices ko show karti hai. Isi waja sey yeh aik boht important pattern hai.
* Explanation of Dark Cloud Cover Pattern:
Dear members is pattern mein aik long black candle shamil hoti hai jo first candle white candle par dark cloud banati hai. Yeh bearish engulfing pattern ki tarah buyers opening mein prices ko oper ki taraf push kar dety hein. Sellers end par is session ko apny qabu mein kar lety hein and prices ko foran sey down kar dety hein. Yeh is bat ki taraf ishara karti hai k prices mein kami ahny wali hai. Mostly traders dark cloud cover pattern ko is liye use karty hein ta k wo is ko achi tarah analysis kar k market k trend ko achi tarah samjhen.
Is pattern par trading karty time traders technical analysis k doran deegar aqsam k sath mil kar dark cloud pattern ka istemal kar sakty hein. Traders 70 sey zada RSI search kar sakty hein. Yeh is bat ki confirmation karta hai k security zada buy ki geyi hai.
* Conclusion:
Dear members is pattern k liye zaruri hai k prices ka top ya bullish trend ho. Is pattern k top prices k reversal k chances zada hoty hein. Yeh two different candles par mushtamil hota hai.
* Is ki first candle aik long real body mein bullish candle banti hai. Yeh candle prices k top par ya high prices area mein buyers ki dilchapsi show karti hai. Yeh prices ko upward side par push krti hai.
* Is ki second candle aik bearish trend wali candle hoti hai, yeh prices ki direction ko change kar deti hai. Ye aik long real body mein banti hai , is ka open first candle k top oar gap mein open hota hai. Is ka close usi candle k center mein ja kar hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим