kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Mary khal main jo business profit aur losss par hota hy wo hal hy kayo kay ya ap kay hath main ka agher ap ko loss ho rah hy to ap apni tread closed kar sakty hy aur apna balance bacha sakty hy as asb sy to hal ho sakta hy ,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ji ha bilkul forex halal hay is kay lye aap ko seap free account banana parayga jab aap instaforex ka account banatay ho to us may aap ko swap free account per chack zaror lagana chahiye agar aap musalman ho kyu ke jo account swap free nahi hota us per hame sood milta hay agar aap ki trade 24 hours tak lagi rahay.
      • #18 Collapse

        Forex aik legal business hai aur islam mein forex k business halal hain kyun k jis business mein fix profit hoti hai. ya fix loss hota hai tu wo haram business hota hai lakin forex mein koi fix nahi hai aap jtni ziada achy trading karu ga tu aap ko itni he ziada profit bhi mila gy forex mein jab s main working kar rha ho tu main ne aaj koi forex k bara mein easi koi bhi baat nahi suni hai.
         
        • #19 Collapse

          forex trading mery khayal mai aik halal business hai q k ham is mai apni mehnat sy kaam kar k earning karty hai or islam hamy mehnat karny sy ni rokta or islam mai mehnat sy ki gi kamai halal mani jati hai or ya aik jaiz business hai meri nazar mai forex trading aik halal or jaiz business hai
          • #20 Collapse

            es bary main mughy koi khas information nhi hay kush log es ko halal khty hain or kush log es business ko gambling khty hain lakin asl haqiaqat ksi mufti sahib say puchni chahye abhi tk main khud cofused hun es metter ko lay kr filhal kush nhi pta thek say mughy bhe
            • #21 Collapse

              dears,islam na hamy hilal eran karny ka asakhti sa hukum dia ha jis pa ham log koi tawaja nai dyty yahe waja ha ka ham taraki na kaer pa rhy or forex ak saaf buisness ha or jis kam ma mehnat ki jaye wo halal h ho ga or insan ko khud h sochna chahye ka kia halal ha kia haram.
               
              • #22 Collapse

                i think jaha tak may samjta hon forex trading aik halal bissness hay kuky ya aik real bissness hay or haram to vo bissness hota hay jo chop kar kia jauy vo bissness haram hota hay or forex trading may to loss b hota hain or profit b is liuy ya bissness haram nhi ho sakta hay ya aik halal bissness hay or sub log is ko like karty hay
                • #23 Collapse

                  brother kuch cuntery main forex trading ko haram krar dia hoa ha or kuch ne hram ni qrar dia mery khyal main nafa nuqsan ki buniad pr tu hilal qrar dia ja sakta liakun kuch chezen aisi hen jin ki waja say jaiz ni qrar de ja sakti
                  • #24 Collapse

                    Jee yahan koi satta bazi nahi hoti koi loot mar nahi hoti koi kisi ki jan nahi leta koi ghebat nahi hoti or galat kam nahi hota to yeh kahan se haram hogaya koi cheez haram nahi hoti jab tak ap uska galat istemal na kren agar kisi ko marte ho to kia hath haram hojaenge? nahi na ghalti apki thi hathon ki nahi to kia sab hath kat denge?
                    • #25 Collapse

                      according to my knowledge this fourm is halal with reason is that if you earn profit than you will be loose there this is the main fact of halal and haram because if just earn profit than you will think it harm and same other aspect but in this business both profit and loss there.
                      • #26 Collapse

                        i am doing work hard for the posting and giving my time regularly to get the bonus and then i will trade with this amount and finally i wiill get the profit so how can it be haram it is a business my dear there is no problem it is just a trade not any type of gambling
                        • #27 Collapse

                          Jnab ye sawal ap kisi mufti sb se pochin,wohi apko confirm bta skty hn,q k idhr to koe khuch kahega koe khuch kahega jis se apko smjna mushkil hoga.
                          • #28 Collapse

                            I think forex is a legal business for us because we use swap free accounts. So there is no need to worry about the legality of it in Islam. Thank you friend for the post.
                            • #29 Collapse

                              is k bare main sab log ki alag alag point of view hongen, par mere khayal sy to ye business bilkul halal hy, ismain hum apni mehnat sy khudh isko time dykar profit banate hain, na k kisi ghalat tariqe sy paisee lyte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                es amin sood wala kam nhn ho tu ye halal hai mare khayal main ager sood wala nazaam hai tu app ko es main loss hota hai aur app nakam be hostke ho so app ko sood free swap free account open karo tu ap ko es main faida hoga aur according to islam be hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X