kia forex islam me halal he haram.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    My dear friends is bare main main zaida bat nai karon ga but mujhe jitna knowledge ha wo yhe he ke forex ek trading business ha or yhe ek online international market ha jis main hum apne money se selling and buying karte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      jaha tak forex ka is business me halal ya haram ka talluw hai hume yeh bat mind me rakhtay howe sochna hoga k kesay hum kiss tarha say trader ban saktay hain or apnay mind ko ek set kartay howe sath sath sub kuch kiya ja sakta hai.humari khud ki planing bhot ahm kirdar ada karti hai.
       
      • #1233 Collapse

        g bhai g ap ny bht e achi bt yahan share ki hy k agr hm stop loss k use kren tu hmen kafi faida hota hy is sy, q k sto loss he hy k jiski waja sy agr kbhi KHDA NA KHASTA trend against achala jay tu apko loss zada nahe hoga or apki trade apk lgay hue point pr pohnchte he khud ba khud he close ho jay gi.
        • #1234 Collapse

          deyar jnab forex Islam min halal hy kun kah him ko is biznees min mehnat nuhat hi zyda karni hoti hy is lie ye halal hy mere kyal ke mutabik to
          • #1235 Collapse

            kaya ap bhi pakistan forex forum trading my work karty ho to ap is my slow slow bhot achy earning kar skty ho ap
            • #1236 Collapse

              forex main trading kay liay hamain kuch muskil hoti to zaroor hay mager ham jald he ias ka hal nikaal laitay hain jaisay kay ham forex main say ager experience kay sath trading karain to ham kuch he dair main acha kama saktay hain yahan say
              • #1237 Collapse

                jaha tak mera khayal hai dear har wo kam helal hai jis main loss or profit 2no hain forex ek risky business hai jis main jitna profit hai utna he loss bhe hai
                • #1238 Collapse

                  Bhai mein na internet par kisi jaga aik fatwah dekha tha jis mein currencies trading ko halal qaraar diya gaya tha, forex mein aisi koi burai nahi ha jis ki bunyaad par isay haraam kaha jaa sakay, han trading account banatay waqt SWAP FREE ka option zarur select karna chahiye.
                  • #1239 Collapse

                    ji bhi ji humm forex trading islam ma mujy jaha tak pta hy forex islam ma halal hy or is ma hum apny mahnat sa or apny passy sa trade krt krt or is tarha ya halal ho hy
                    https://t.me/pump_upp
                    • #1240 Collapse

                      Brother is ke bare me koi kaya bate ga yaha pe koi aalam to ni heee ye bat ap ko kisi ache danish war se pochni chyeee...........
                      • #1241 Collapse

                        G bilkul foerx islam men halal ha is waja ye ha k hum jaisy student ko aik aisa platform dete ha jis par hum kaam kr k apne paon par khara ho saken. is men hum menhnat krte ha paisa invest krte han . is lye ye halal ha. forex bussiness berozgaro ko rozgari ka platform dete ha or greebi ko khatam krta ha.
                        • #1242 Collapse

                          allaha hat sy kam kerny walk ko pa sand kerty hn to forax ko halal ya haram khna ya to abi kuch ni kah sakty kun k is py abi resurch ki bht zaida zarort ha dakhny ma to ya aik halal kam hi lagta ha kun is ma him work kerty hn apna time lagty hn.
                          • #1243 Collapse

                            kaafi sary loog essy bhi hain jo kehty hain kay Forex trading haraam hai or wo loss kay baad trading choor daity hain.jahan tak main nay iss baat pay researh ki hai to forex trading ko halal he qaraar dia gya hai.ye ik tejarat hai or hum iss field main apna experience use kar kay earning karty hain.
                            • #1244 Collapse

                              There are many mulism peoples are work it. So that wecan say that the Forex is a halal. So that you can work the market.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                ji han halaal hai arab mulk bhi hain is business me bas yeh samajh len aap ke agar yeh halaal na hoti to is me musalmaan mulk shamil na hote is lye yeh halaal bhi hai or is me aap ki sari kamayi jaiz hain aap be fikar ho kar is me kaam kar sakte hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X