kia forex islam me halal he haram.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mohsinali2211 پيغام ديکھيے
    me ap sab ye sawal pochna chahta ho k forex trading islam me haram he ya halal ya ye jaiz he ya najaiz he ager halal he or jaiz he to kese he
    g han dosot ap ko is bt k baray mai elam hona chaheyae kay islam mai forex hallal hai yae halal kam hai ham yhn per apni mehnat sy kam karty hain or apni mehnat sy earning karty hain............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      ji haan dear wesay mairay khyaal mai bhut saray log forex k haram kahtay hain mager jkahan tak mairi soch hay mujhay lagtaa hai forex aik bhut achi job hay yai haram kaam nahi hay ku kay is mai profit or loss dono ota hai is liye yai bussniss halal hai fore kaa...........................................
      • #828 Collapse

        i think ye aik business hain..............jis kam main mehnat ho wo haram nahi hota..........................or forex main bhi mehmat hain es liye forex haram nahi hain
           
        • #829 Collapse

          jee bhai forex business k bare main aap ko ilam hona chahye k ye aik acha or halal business hain
           
          • #830 Collapse

            well jnab , ap en jo thread kara ehin tu mein yeh kahoon gee k bai yeh thread boht purana ho chuka hein n kai bar btahea ja chuka hein k yeh halal hein , n iss k baray emin aik fatwa b posts kia gya tha
            • #831 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mohsinali2211 پيغام ديکھيے
              me ap sab ye sawal pochna chahta ho k forex trading islam me haram he ya halal ya ye jaiz he ya najaiz he ager halal he or jaiz he to kese he
              g bilkul forex hlal hai trading to islam main jaiz hai na to is main koi esa masla nai haiap sukoon se is main kam ker saktay hain
              • #832 Collapse

                g dear ap nay acha sawal kiya hay g meray khiyal main forex aik halal businees hay koun kay hum is businees main struggle kartay hain din raat mehnat kartay hain meray khiyal main tu ye businees halal hay forex bohat hi acha businees hay..
                • #833 Collapse

                  My dear, her woh kam halal nahi hua karta hae jis main mehnat ki jati ho ya ho rahi ho kiunk mander banane mein bhi waisi hi mehnat hoti hae jaisi k musjid banane mein, is liay plz is cheez ko hamesha mind mein rakhna chahiay k agar kisi point ka exact islamic knoeledge na ho to is pe apni taraf se kuch assume kar lena gumrahi ki taraf le jata hae.
                   
                  • #834 Collapse

                    maray khyal ma to halal ha .kiu k karobar m wasy b barkat hoti ha .ye to aik kisam ka karobar ha ap invest karty ho ye ap py ha is business ko deal kart ho profit ma la kar jaty ho ya loss ma sub kuch ap k apny hath ma hota ha.ap ko ye pata hi ho ga aik chota sa koe b business kholy woh kis behtareen plannig k sth apny business ko barhata ha aur forex ma b ye hisub kuch hota ha
                    • #835 Collapse

                      bahi jaan mai is baare mai kuch nahi keh sakta is ke liye hame kisi aalim ya mufti se rabta karna chahiye kiyun ke is baare mai hame ulmaa sahi bata sakte hain ke forex islam mai halal hai ya haram............
                       
                      • #836 Collapse

                        Han bhaei forex trading Islam min purely Hilal he es min hum har karobar ki tarha karobar hi karte hin es karobar min loss aur profit dono k hi chances mojod hin humin chahye ye k hum lagatar trading karin aur jeise hi profit ka moqa aaei to lalach se bachte hue thori si earning pe hi ektafa karin aur profit hasil kar k apni trade ko close kar din.
                        • #837 Collapse

                          yes bhai jan Forex business Halal han or man ny jahan tk is ki confirmation ki han us hisab sy yeh Halal han baqi har Insan ka apna mind hota han k woh is ko kaisy dekhta ho or is man working krty han ya is ko Haram kah kr chor deta han.
                          • #838 Collapse

                            forex islam main halal ha q k is main aap mehnat kartay ho aur us mehnat ka phal ap ko milta ha na k is main aap ko bethay bthaaye koi cheez mil jati ha yani jitnai zyada aap yaha mehnat kartay ho utna zyada hi phal milta ha so mujhe aisa hi lagta ha k forex islam main bilkul jaiz ha aur halal kam ha na k haram. aap bus mehnat kro aur earn kro .
                            • #839 Collapse

                              Forex is halal trading business in all over the world, that for getting the profit from the forex trading business we have to do the hard working, it is not bad for doing the muslims, so struggle and hard working is must in the forex trading business to get the success.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                Forex is halal in Islam in Forex have no things that we can say Forex is haram . . Forex is a real business . . In Forex we can invest our money and do hard work to learn we spend much time to do this trade . . So Forex is halal in Islam. .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X