kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    janab forex trading ma profit bhi ha or loss bhi or is ma hamari mehnat or pesa bhi lagta ha but is k bary ma mujy elam nhi ha k ya halal ha ya haram is k bary ma kisi mufti sy pochna pary ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      i think that you are a new trader like me and i would like to tel you that i am also new in forex tradinga nd i think that forex trade is the best and you should learn forex trading bsuienss and you will be succceded in your life
      • #738 Collapse

        g bhai jaan mje to yaha per nhe pata hai forex islam mai haraam hai kiu k maine to yaha per yahe suna hai k ap yaha per simple trading kar sakte hai kiu k ap yaha per trading karte ho apni mehnat say and simple trading ap k liye haraam nhe balke halaal hai and yaha per rebort trading ka maine suna hai k wo ap k liye mean hum muslims k liye haraam hai
        • #739 Collapse

          main nay kafi logo say sona ha kay forex trading islam main halal hay.kue kay is business main money ap apni mahnet say kamaty ho or mahnet say paysa kamaya howa halal hota ha.is liya main nay is business ko join kiya hay..
          • #740 Collapse

            well , ap ne jo pocha k yeh halaal hein ya haram tu mein yeh kehna chahoon gee k phelay b aesa aik thread ahea tha n wd fatwa ahea tha k yeh halaal hein, tu mein b yehe kahoon gee keh yeh halaal hee ho ga , qk yeh ghareebo ki mada b karta hein n hmko hmari mehnat ka sila daita hei.
            • #741 Collapse

              Forex mania bht se batain hore ha ka yha kam halal he haram but mara mana ha jis bhi busnie main apko loss bhi hota profit bhi hota ha tu business kabhi bhi haram nhi ho skata ha yah ek hallal business hay .
              • #742 Collapse

                Mujhy smjh nhi members ye sawal q pochtey hain Forex seedhi seedhi trading hai aur islam main kahin bhi ye nhi likha gayya k trading islam main haram hai phr humein is k baarey main itni confusion q hai?
                • #743 Collapse

                  Ghan dear ye forex ka ussines halalah ah kyu k is ma mehnat kari parhati ha inest karni pahrti ha is ma work kahrna parhata ah is ma net ki cost bpori karni hoti ha to phr ye lasy haram ho sakhta ah thansk
                  • #744 Collapse

                    men forex ko haram nahi manta qk ye aik business hai baqi business ki tarah or ham apni mehnat kar ke profit kamaty hain forex pe trading aik best business hai isme ap apni marzi se jitni chahen investment kar ke business start kar sakte hain or profit kamaty hain agr apke pass kafi knowledge hai or apne demo account men practice kar ke experience increase kia hai to zyada investment kare or agr apke pass zyada experience nahi hai to kam invest karen.
                     
                    • #745 Collapse

                      Bhai Forex kay hlal ya hram honay kay baray main sahi FATWA to koi ALAM E DENN hi day sktay hain iss forum per ap ko koi theek opnion nahi milay gee.sabhi humaray jaisay traders hain or trading hi kertay hain or iss kay jaiz honay kay baray main zayda nahi jantay hain.
                      • #746 Collapse

                        Dear every trader have a different views on them because different people think that forex is hallal and some people ask that forex is haram but i think it is better to not make our own idea about his matter we must need to go any religious specialist who have a good learning on islam can guide us better.
                        • #747 Collapse

                          Janab kuch countries me forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek kr lain kisi aalim se jo apko sahi guidline de
                          thanxs
                          • #748 Collapse

                            han g bilkul forex trading islam he halaal hai kynk haram ya soud wo kam hota hai js me hum sirf profit k hisy dar hoty hn or forex trading me to hume profit b hota hai or loss b kuch pta ni lgta ks wqt hume loss ho jaye to aisa business halaal hai
                            • #749 Collapse

                              Dear iSS MAIN HUM HALAL AUR HARAM KI KOI BAT NAHIO HA YAH AIK TRADE KI TARAH HA AUR JITNA YADA AUR BEHTAR TREEKY SAY HUM TRADE KARAIN GAY UTNA HI HUM KAMJAB HUN GAY ISS MAIN YAH HARAAM NAHI HA BALKY HALAL HAi...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                Is lam me wo haram he jo hum bagar mehant ke karye aur wo kam hilal ha jo hum apni maehnat se karye aur hum ia mein bhot meahanat kartue hai aur ye is traha hilal hai thanks

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X