kia forex islam me halal he haram.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    in fact dear i don`t know this information right because some traders have view and others have too but i don`t know
    the good right but only i know i see its not haram because its normal its my view
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      brother forex islam main halaal hai kyun kay hum yahan profit aur loss ki base pe trading kartay hain aur hum sood free trading kar rahay hain kyun kay insta forex nay muslims kay liye swap free account ka option rakha hai jis se hum sood free account bana kay safe trading kar saktay hain.
      • #33 Collapse

        forex trding par hum, apni mhnat kar k apna knowledge shaer katy hen . or logo ko unk salwao ka jawab dati hen. ye hamri mahnat hy to jo kaam jis maen mahnat ki jay to woh theek hota hy baki hilla harm ka mufti hazraat ko pata h
        Luck After Hard Work
        • #34 Collapse

          dear in my view forex trading is a business like other business of the world and it which we can earn profit on our investments and also bear loss on it like other business and there is no restriction against any kind of business in islam but we should consult by Mufti sahban which can give Fatwa about forex trading
          • #35 Collapse

            Mainy kisi sy fatwar tu nhe lya na hi discuss kya hai kisi alam sy k kaisa business hai but meray khayal main tu yeh halal lagta hai kyonk iss main hum loss bhi krty hain aur profit bhi krty hain aur issay apko fixed ration main na profit hota hai aur na hi loss lehaza ap ko chahye k isi point ko zehn main rakhyn takay apko trading hoti rhay.
            • #36 Collapse

              Bro forex trading islam men istrah halaal he ke jismen profit ki umeed ho aur loss ka andesha ho wohi job he pehle zamane ke logg bi tajarat karte the aur profit banate they bus farq itna he ke uswaqt ye zarai nai they aur ab ye zarai mujood he jese internet
              • #37 Collapse

                forex aghar haram hota tu mera khayal say koi bhi shaks iss par kam karnay ko tarjeeh na deyta bulkay koi dosra kam dhondta ,aur iss say dore hi rehta
                 
                • #38 Collapse

                  islam mai bhi forex halal hai aghar haram hota tu mai tu kam nahi kartii .na hi apna itna time deytii ,jo kaam sincerity kay saat kia jayay woh haram ho hi nahi sakta
                   
                  • #39 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: umar786 پيغام ديکھيے
                    is ke bare main koi kuch nhe keh ska ke ye halal hai ya haram hai . par mera point of view ye hai ke ye halal hai q ke abhi tk is koi aesa kuch nzr nhe aya ke is ko haram kaha jae.
                    yes dear i am a muslim forex islam me halaal hai kyun ke forex me profit or loss dono hai islm trades ko halaal kehta hai forex me koi ghalat bat nai hai jo haram ho
                    • #40 Collapse

                      Islamic actually account in the forex market from my point of view is better than any other accounts I best accounts free of any benefits
                      • #41 Collapse

                        muje is bare me kuch pata nahi hai but itna keh sakta hun kkoi bi business haram nahi hai or trading islam me haram nahi hai so app kisi islamic scholar se bo poch sakte hain is bare me ....
                        • #42 Collapse

                          shayad loss aur profit hona aur phir app ka mehnat kerna is bat ka zaboot hai k yeh halal hi hai lakin phir bhi agar kisi molvi shab sy jo k koi trusty insan ho us sy pocha jaye tou ziyada behtar ho ga app k liye bhi aur hamaray liye bhi
                          • #43 Collapse

                            mugy to legty hein ka yhe halal hein hum is mein mahnt kar ka kamnt hein hum ko humare mahnt ka selan milt hein or mahnt karn se kamn cheny gess kam mein mahnt karn phett hein wo halal hot hein .
                            • #44 Collapse

                              yah main clear to nahe kaha sakta k kia forex islam main jaize hai k nahe . is ka exact jawab ap ko ko alam-e-din he day sakta hai. jahan tak mery bat hai to forex main loss k chance mojod hai is lai yah interest nahe . or mazeed yah agr forex main aik regular trader banana chahty ho to ap ko consective mahnat karna parti ha. is bunyad per to yah jaizz lagti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                forex islam hala hai forex great job for you people can doing this working in home forex good for us people like it forex great job for you

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X