kia forex islam me halal he haram.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    is k bary main aam insan kuch nai kah skta lekin halal rizq kaman to jaiz hai na is ley mujy jahn tak lgta bhai ya halala kun k ham khud mahnat kar k kama rahy hain is ley ya kam krna chaey
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      friends according to my knowledge the forex business is not the haram or the illegal or against the islam rules and the regulation that is why do not take it like the haram ,the forex carry the risk of loss and profit that is why it is not the haram
       
      • #153 Collapse

        forex lslm mein gaze nhe hein forex tarding mein hum tarde kart hein or tarde lslam mein gaze nhe hein tarde karn ek munslimn ka liye harm hein is liye forex be harm hein
        • #154 Collapse

          ji jarur forex busienss islam main bilkul halaal hia ku ki forex busienss main app ko asa kus bhi na hi karna parta hai jo ki app ko haram hia is lyea app ko forex busienss ko karna chyea hai. main bhi ek muslim hu or main bindas forex business kar raha hu .
          • #155 Collapse

            brother yeh sochne wali bat hai ke yeh haram hai yah halal waise is bare mai yahi kahu ga ke is business mai proift aur loss dono he hote hai aur proift be koi fix nhai hota aur loss be is liye mere mutabiq yeh haallal ho ga wiase is bare me ulma se malomat laini chaye
            • #156 Collapse

              ASSALAM O ALEIKUM hmmm forex islam mein bilkul halal hai is me koi esi cheez nh jo haram ho,,, or agr kisi ko lagta hai k forex islam me haram ahi to plz wo us wajah ko waxey kre k is wjah se forex haram hai or agr koi wjah nh to plz deen ko mushkil na banaen
              • #157 Collapse

                Forex islamic point of view se halal hai kun keh islam her us chez ki muzamat karta hai jis main fixation pae jaey matlab keh fix amount aap ko mile. Lehaza islam is ki ijazat deta hai keh pehle se aap ko pata nahi keh aap kitna profit karinge aur profit karinge bhi ya loss. Swap free account hi open karen to aap ka account islamic nuqta e nazar se halal hai.
                • #158 Collapse

                  forex islam main halal kaam hai aur forex main koi bhi masla nahi hai forex haram kaam nahi hai aur forex islam main halal business hai aur main es kaam ko bohat pasand karta hu aur yeh kaamal ka business hai.
                  • #159 Collapse

                    wasa to mian itna khas ni janta forex ka mutaliq par lagta ha kay is main hum kisi ka haq ni marty or na he black mony ha to is laiy halal ha ya sood main be ni ati or is main ek business ki tarha loss or profit dono ha to haram kay koi chance lagta ni ha so phr be ap apni satisfaction ka liay kisi alam sa poch lain kay ya halal ha ya haram ha
                    • #160 Collapse

                      jaha thak main ny suna hai ky forex main ab insta forex be islamic account ofeer ker choka haijes main swap wla box main kesi kasam ka intrest nahe lag jes waja sy muje lagta hai jaiz ho ga but is bare main ab be kesi mufi sahib sy rapta hona chiye
                      • #161 Collapse

                        bahi forex islam me halal he ya haram. ya koi nhi ke skta hy bahi jo log mehnat kr ty un ko to ya halal lg ta hy agy pata nhi bahi halal hy k nhi bahi...............
                        • #162 Collapse

                          yes dear forex islam mein hilal ha is mein abhi swap free islamic account bhe creat hoty hain is lye ye 100% halila hain is mein work kar k kam time mein bhe achi earning ki ja sakti ha
                          • #163 Collapse

                            mere khayaal se ye halal ha ku k isme hum mehnat karte hen inidicators use karte hen news k through trading karte hen so mere khayaal se ye bilkul halal ha lekin mene ispe koi fatwa wagera nai dekha ya lia......
                             
                            • #164 Collapse

                              Dear Hum Koi Ulema Nahin. Magar mein Ne Kahin Fatwe Parhe Aur Khud Be Pooche Apne Ulema Se. Current Trading Ya Spot Trading Currency Pe Without Swap Yani Swap Free Account Pe Jaiz Hai. Currency Ke Uper se Ka Itefaaq Hai ke Yeh Halal Hai Ba Shart Ke Swap na ho.
                              Commodities Ke Uper Mukhtalif Araa Hein. Behtar Hai ke App iss Ki tafseel Kisi Jaiyad Aalim Mufti Se Pooch Len.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                aghar forex haram hota tu yaha aik parha likha tabka hai jo forex par job kar raha hai woh pehlii fursat mai yeh kam karta hi nahi ,islam mai mehnat say kamayi hoyi dolat halal hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X