Dear Members
Dragonfly doji candle main prices bagher real body k sath upper side par aik long shadow banati hai. Ye candle bearish trend k dowran sellers prices ko waqti tawar par bearish le jane ki koshash karte hai, lekin ziada buying pressure aur low price area hone ki waja se aisa mumkin nahi hota hai. Lekin bearish trend main banne wali dragonfly doji candle prices k bullish trend reversal ka sabab banti hai. Dragonfly doji candle main real body shadow k muqabele main bohut zero hota hai, yanni candle ka shadow lower side par bohut ziada ho sakta hai. Dragonfly doji candle main prices ka open aur close same hona chaheye, q k aisa na hone par ye candle aik umbrella candle ban sakti hai.
Pattern ki Pehchan k Rules
Pattern ki Tafseel
Dragonfly doji candle jo k bullish trend main banne wale gravestone doji candle ki ulat shap main hoti hai, aik bullish trend reversal candle hai. Ye candle bagher real body main aik lower long shadow k sath banti hai. Ye candle bullish trend main banne wali small real body wali hanging man candle k jaisi dekhti hai, lekin bagher real body ki hoti hai. Candle ki bearish trend main lower prices main banna bohut ziada aham hai, jab k ye candle colourless hoti hai, aur aik line si nazar ati hai. Candle k upper side par wese role k mutabiq to koi shadow nahi banna chaheye, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi ye doji candle k mutabiq hota hai.
Pattern par Trading ka Amal
Dragonfly doji candle bearish trend main sellers ki taraf se aarzi koshash hoti hai, jiss main wo prices ko bearish push karte hen, lekin market main achanak buying dabao ki waja se prices wapis apne aghaz wali position par a kar close ho jati hai. Jiss se candle k bagher real body k sath lower side par aik long wick ya shadow ban jata hai. Ye shadow aik bearish trend k lower side par rejection ki alamat hoti hai. Trend confirmation ya market main entry karne se pehle aik white candle ya technical indicators ka oversold zone main hona zarori hai, jiss se prices k low hone ka ishara melta hai. Stop loss candle k sab se lower side par two pips below par set karen, jo mumkina support level sabit ho sakta hai.

- Dragonfly doji candle aik bullish trend reversal candle hone ki waja se prices k bottom ya bearish trend k baad banti hai.
- Candle bagher real body body ki hoti hai, yanni candle k open aur close prices same point par honi chaheye.
- Candle k open aur close price k nechay lower side par aik lamba shadow hona chaheye, jo prices ko support level par rejection zahir karti hai.
- Candle k upper side par koi shadow ya wick nahi hona chaheye, q k ye candle aik dragonfly insect ki tarah hoti hai.
- Candle prices k top par ziada tar trend continuations ka kaam karti hai, jab k ye candle aik small real body k sath bhi acceptable hai.
Pattern ki Tafseel
Dragonfly doji candle jo k bullish trend main banne wale gravestone doji candle ki ulat shap main hoti hai, aik bullish trend reversal candle hai. Ye candle bagher real body main aik lower long shadow k sath banti hai. Ye candle bullish trend main banne wali small real body wali hanging man candle k jaisi dekhti hai, lekin bagher real body ki hoti hai. Candle ki bearish trend main lower prices main banna bohut ziada aham hai, jab k ye candle colourless hoti hai, aur aik line si nazar ati hai. Candle k upper side par wese role k mutabiq to koi shadow nahi banna chaheye, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi ye doji candle k mutabiq hota hai.
Pattern par Trading ka Amal
Dragonfly doji candle bearish trend main sellers ki taraf se aarzi koshash hoti hai, jiss main wo prices ko bearish push karte hen, lekin market main achanak buying dabao ki waja se prices wapis apne aghaz wali position par a kar close ho jati hai. Jiss se candle k bagher real body k sath lower side par aik long wick ya shadow ban jata hai. Ye shadow aik bearish trend k lower side par rejection ki alamat hoti hai. Trend confirmation ya market main entry karne se pehle aik white candle ya technical indicators ka oversold zone main hona zarori hai, jiss se prices k low hone ka ishara melta hai. Stop loss candle k sab se lower side par two pips below par set karen, jo mumkina support level sabit ho sakta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим