Aslam o alaikum dear members. Umeed hai k ap kheriat sey houn gey, aur forex par achi learning hasil kar rahy houn gey. Pakistan forex forum aik real platform hai jahan hum trading k rules aur market current ki situation ko analysis karna sekh sakty hein. Aj mein ap sab k sath aik boht he important topic discuss karun ga. Aj mein ap sab ko round bottom pattern k bary mein btaun ga.
* What is Round Bottom Pattern ?
Dear forex members round bottom pattern aik aisa pattern hai jo hamesha downtrend k baad banta hai. Yeh market price mein long term ki reversal ki waja sey banta hai. Is pattern mein long term trading k bary mein and time frame weekly or monthly istemal kea jata hai. Round bottom pattern cup and handle k similar pattern hai. Is mein temporary downtrend handle portion mein nahi hota.
Round bottom ki initial decline slop market mein sell ki power ko zada show karti hai. Yeh market price mein downtrend hota hai. Market mein uptrend us time start hota hai jab buyers market ko control mein lety hein. Is k baad he market mein increase ana shuru hota hai.
* Explanation of round bottom pattern:
Dear members yeh pattern (U) shape mein hota hai. Is k andar market sab sey pehly down movement start karti hai and aik long downtrend mein ja kar apny bottom level ko touch karti hai. Then is k baad market apna trend reversal start karti hai and apni movement ko bullish trend mein change kar k upward ki taraf chali jati hai. Yeh pattern bht he useful hai and is pattern ko samjhna bht zada zaruri hai.
Rounding bottom jab banta hai tou us sey pehly hamen wait karna chaiye and jaisy he last point break hojaye then hamen market mein buy ki entry ley kar market mein enter hojana chaiye. Is tarah hum apna take profit more than hundred pips bhi hasil kar sakty hein. Mostly expert traders is pattern ka wait krtt hein and jab wo downtrend mein apna point touch karti hai tou expert traders usi time entry ly lety hein.
* Conclusion :
Dear forex members jaisa k ap sab janty hein k round bottom pattern aik trend reversal pattern hai jo market mein bht nechy tak jata hai. Yeh pattern market mein us time banta hai jab market up series mein move karti hai. Is k baad market nechy ki taraf ati hai aur jab U shape banti hai and then again upward ki taraf jati hai . Is tarah ki movement ko hum technical movement bhi keh sakty hein. Is k elawa market mein aur bhi kafi zada patterns banty hein. Yeh pattern boht he useful and strong pattern hai. Umeed karta hun k ap sab is pattern ko dehan sey samjhen gey and is par working zaroor karen gey.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим