Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai up side gap three method candlestick pattern kya hai Iske related important information aapke sath share Karogi.
Upside Gap Three Methods:
Up side gap three method price chart Mein banane wala Ek 3 candles ka bearish trend reversal pattern hai jo ki bullish trend ya high price area Mein banta hai candles take chart Ek technical tool Hain Jo traders ko bahut important Trend ke Hawale se information Dete Hain candlestick ka currency pair ke technical analysis ke liye bahut important hai jisse traders na sirf Inka use dusre indicators ke sath milakar karte hain balki yah Akele bhi Aksar Ek leading indicator ka kam karte hain aap side gap three methods ke pattern Mein Pahli aur dusri candle Jab Ke last wali candle Ek Bearish hoti hai jo ki trend reversal ka kam karti hai opposite direction Mein price ke bottom per Bullish trend reversal ke liye down side gap three methods pattern banta hai.
Candles Formation:
Upside gap three methods teen candles per Mushtaq Mele ek bearish trend eversal pattern Hai Jisko top area Mein banne per assets ki price ko down trend Mein change karta hai up side gap three methods do bullish aur ek bearish candal Se Milkar Banta Hai Jiski tafseel darja zail Tara Se Hoti Hai.
First Candle: up side gap three method ke pattern Mein Pahli candle Ek Bullish candle hoti hai jo ki long real body Mein banti hai yah candle price Ke maujuda Bullish trend ko jahir karti hai jo ki shadowsimat ya Shadow ke bagair ho sakti hai pattern ki Pahli candle ke closing price open se upar Hona chahie.
Second Candle: up side 3 method ki dusri candle bhi same Bullish candle hoti hai jo ki Pahli candle ke upper gap Mein banti hai yah candle bhi Shadow ya Shadow ke bagair ho sakti hai jabki candles ki close price open price Se Jyada Hona chahie dusri candle ka Pahli candle se upper side per gap Mein Hona jaruri hai.
Third Candle: up side gap three method ki third candle Ek Baarish candle hoti hai yah candle dusri candle ke real body mein open hokar Pahli candle ke real body Mein close Hoti Hai Teesri candle ka close price open price se kam Hona chahie yah candle trend reversal ka sabab banti hai.
Explanation Of Upside Gap Three Methods:
Up side gap three method price ke top Mein banne wala pattern Tasuki gap up se Milta julta Hai jismein price same Bullish trend Mein tasalsul Jari rakhti Hai Ab To side gap three method teen candles per mustamel Hota Hai jismein Pahli candle Ek long real body wali Bullish candle Hoti Hai Jiska close price open price Se Jyada hota hai pattern ki dusri candle bhi bullish candle hoti hai jo ki Pahli candle se upar gap Mein banti hai Pahli aur dusri candles Ke Darmiyan banne wala gap Hona chahie yani donon candles ke Shadow bhi gap mein nahin aana chahie pattern ki Teesri candle Ek bearish hoti hai jo ki dusri candles ke real body mein open hokar Pahli candles ke real body Mein close hoti hai aur dusri candles Ke Darmiyan banne wale gap ko cover karti hai.
Trading With Upside Gap Three Methods Pattern:
Up side gap three method price chart Mein banne per traders ko bearish signal deta hai Jis per market Mein Sel ki entry ki Ja sakti hai pattern per trading se pahle Ek confirmation candles ki jarurat hoti hai jo ki real body Mein bearish honi chahie aur Agar yah candles pahle candles ke bottom per close Hoti Hai To yah Aur Bhi reliable pattern hota hai pattern ke bad bullish candles Banane per trade ki entry Nahin Karni chahie pattern ki trend confirm indicator Se Bhi ki Ja sakti hai CCI RSI MACD Indicator or oscillator per value Over-Bought area Mein Hona chahie pattern ke top per stop loss Ka Hona jaruri hai jo ki pattern ke sabse upper position ya dusri candles ke close point Se two pips above set Karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим