Dear friends, forex market main martingale strategy ko properly use Kartay hain to is main ap apne nuksan ko easily recover kar saktay hain, yeh aik boht useful strategy hay jis ki base par traders success hasil kar patay hain, is ki further details yeh hain,
Important features of martingale strategy:
Martingale strategy aik french mathmatician Paul Pierre Levy na introduce ki, is kay mutabik agar hmain trade ma loss ho to apni next trade ko double kar daina chaiay, ye investing kay liay aik risky method consider kia jata ha kiun kay is main already loss honay kay baad dobara trading margin ko increase karna aik bht bara risk hota ha, Martingle strategy forex main kafi importance rakhti hai aur khas tor par ye loss ko deal karnay main boht help karti hay
How to use and apply Martingale strategy:
Martingale strategy gambling ya betting ma use ki jati ha jab hmain loss ho jay to apni bet ko double kar dia jata ha ta kay jo kuch previously lost kia ho usay interest samait wapis hasil kar lia jay, jaisay aik trader koi perticular trade ma 500$ invest karta ha aur us ko loss ho jata ha next trade k liay wo 1000$ ki investment karta ha aur tab tk investment increase karta rehta ha jb tk apnay desired results na hasil kar lay, Trader jab loss ko recover karny kay liay trade size ko double kar lety hain to asa karny sy trader ko agr kamyabi ho jay to wo apna loss recover karny ma kamyab ho jaty hain laikin trader agr ye strategy use karnay main market k achy analysis hasil na kar sakyn to enka account hi wash ho jata hai.
Advantages of using martingale strategy:
Martingle trading strategy bahut useful hoti hay aur iska moasar hona kai market conditions main sabit bhi hay, kiun kay traders ki jab aik trade loss main hoti hay to uski yehi koshish hoti hay keh woh is loss ko sensible tarikay say recover karay na kay aggressive approach kay sath, is tarah trader maximum anaylisis kartay huay apnay new trading orders place and manage karta hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим