Successful Trading with Dark Cloud Cover Candlestick Patterns
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Successful Trading with Dark Cloud Cover Candlestick Patterns
    Dark Cloud Cover Pattern

    Jahan forex market ki movement per different candle stick patterns create hoty hain aur market same patterns ko follow kerty huey movement kerti hai wahan dark cloud cover pattern bhi create hota hai jo bahot important pattern hai ky agar ham isko follow kerty huey forex market main trade enter kerty hain tou hamari open trade main profit hasil hony ky chances increase ho jaty hai kuyn ky jab bhi same pattern create hota hai tou market apni fix direction main movement ko continue rakhti hai aut same movement per ham agar accurate time per trade open ker lety hain tou hamain short time main hi acha profit hasil ho jata hai

    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	11
Size:	271.4 کلوبائٹ
ID:	12565636

    Identifications of Dark Cloud Cover Pattern

    Jab aik candle uptrend main close hoti hai lekin next candle jab open hoti hai tou woh downward create hona shoru ho jati hai aur jab tak downward movement kerty huey close hoti hai tou previous candle ky middle level cross ker chuki hoti hai then next candle bhi down trend ki taraf movement kerna shoru ker deti hai tou aesy main jo pattern create hota hai usko dark cloud cover chart pattern kehty hain so jab bhi same pattern create ho raha ho tou hamain trade open kerny ky liay ready ho jana chahiay aur pattern ky complete hony per expected direction main trade continue ker leni chahiay

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	20
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12565637

    Trade with Dark Cloud Cover Pattern

    Jab hamain kisi bhi pair main dark cloud cover pattern milta hai tou hamain pehly yeh ensure ker lena chahaiy ky dark cover cloud pattern complete ho chuka hai aur market ab continue downtrend main movement kerna shoru ker chuki hai tab hamain sell main trade enter kerna hoti hai jab first bullish candle ky bahd second bearish candle create ho chuki hoti hai tab next candle per hamain trade open kerna hoti hai woh bhi jab downward movement kerna shoru ker deti hai warna aesa bhi possible hota hai ky market uptrend main movement kerty huey just one candle downward create kerti hai usky bahd market dobara uptrend ko follow kerna shoru ker deti hai tou aesy time per hamain bara loss ho sakta hai

    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	22
Size:	59.8 کلوبائٹ
ID:	12565638

    Recommendations for Successful Trading

    Forex market kisi bhi time kisi bhi direciton main movement ker sakti hai kyun ky jab market technical movement ker rehi hoti hai tou koi bhi fundamental effect technical movement ko change ker sakta hai isliay koi bhi pattern itna zyada reliable nehi hota ky market 100 percent usi ky mutabiq movement kerti ho lekin technical analysis ky mutabiq patterns effective hoty hain isi terha dark cloud cover bhi aik effective candlestick chart pattern hai jis ko follow kerny per profit hasil kia ja sakta hai lekin hamain her trade soch samajh ker apny balance ky mutabiq open kerni chahiay aur jo bhi trade open kerain usko secure zarur kerna chahiay ky ham stop loss aur take profit ko use kerty huey apni her open ki jany wali trade ko secure ker sakty hain jis sy hamain profit ya limited loss hota hai aur account wash hony sy bhi bach jata hai

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	32
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12565639
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Successful Trading with Dark Cloud Cover Candlestick Patterns

    I hop ke aap theek honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge simple si baat hai ki market mein agar aap kamyab hona chahte Hain to uske liye aapko market mein proper achcha kam karna hota hai aur FIR hi aap kamyabi ho sakte hain jaisa ki hamen pata hai ki yah business hamare liye ek bahut hi achcha online business hai jismein agar Ham daily achcha kam karen to bahut hi aasani se Ham kamyab ho sakte hain hamen is mein technical analysis aur fundamental anal se isko follow karke kam karte rahana important hota hai tab hi Ham kamyabi ho sakte hain hamen pata hai ki demo account hamari practis ke liye ek behtarin online account hai jismein Ham daily base per practis karke bahut hi acchi learning kar sakte hain.

    What is the dark cloud cover candlestick pattern?

    Forex member main aapko batana chahta hun ki market mein Koi bhi work hai usko Ham proper tarike se karenge to hamen kamyabi milegi best candle stick ki baat karen to ismein first candle bullish mein open hoti hai jab ke second candle down world mein create hoti hai aur mid mein cross ke andar open hoti hai to is sambhal ko Ham is candle stick ka naam dete Hain market mein aap pata hai ki koi bimar hai usko Ham proper karenge to hamen kamyabi milegi agar aap ko kam karne ke bare mein nahin pata to uske liye aapko important hai ki demo account ka istemal Karen demo account hamari practis ke liye hota hai is account mein Ham practical work Karke trading ke bare mein information Le sakte hain proper kam karenge to hamen fayda milega.

    Click image for larger version

Name:	images (41).png
Views:	27
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12429565

    Trading knowledge explanation

    Forex trading ka jitna achcha knowledge Hoga utani hi acchi hamen kamyabi bhi milegi hamen pata hai ki trading jab Ham karte Hain to hamen bahut hi acchi kamyabi milati hai daily market mein kam karne ke liye anil se isko follow karke kam Karen to hamen bahut hi aasani se kamyabi Mil sakti hai aapko pata hai ki koi bhi work hai usmein kamyab hone ke liye hamen proper kam karna hota hai is business mein successful man banne ke liye hamen successful kam bhi karna hota hai vah kamta bhi hota hai jab Ham market ko proper time dete Hain market mein proper apna work karte Hain to Ham is mein ek successful businessman Ban sakte hain koi bhi business hai usmein kamyab hone ke liye hamen proper usko time Dena hota hai uske bad hi Ham usmein kamyab ho sakte hain

    Click image for larger version

Name:	images (40).png
Views:	84
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12429566

    Aksar yah baat sunane ko Mili Hogi ke trading mein bahut jyada risk involve hota hai to yah baat bilkul theek hai trading mein bahut jyada risk hota hai lekin agar Ham trading ko samajhkar karenge ismein sabar se kam lenge to Ham aasani se kamyab ho sakte hain ismein hamen Apne account ko follow karke kam karna hota hai account ke hisab se ismein kam karna hota hai to Ham bahut acchi trading kar sakte hain koi bhi kam hai usmein kamyab hone ke liye ek proper tarike kar hota hai use per Ham chal ke kam karenge to hamen kamyabi milegi
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Successful Trading with Dark Cloud Cover Candlestick Patterns

      Yes friend, Dark Cloud Cover Candlestick pattern ek reversal bearish candlestick pattern hai is ki down candle red ya black hoti jai or phly wali candle normally green ya white hoti hai or yeh above me open hoti hai or ye upr ki candle midpoint me ja k close hoti hai ye pattern momentum change ko upar sy niche dekhata hai ye pattern ek candle k bad bnta hai or is k bad ek down candle hoti hai is tarah isko understand krna or candles ko samjhna bhut important hai is candlestick pattern main

      Appearence of dark cloud cover pattern:


      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221101_0742_18_1470.jpg
Views:	1
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12429597

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221101_0742_18_3051.jpg
Views:	1
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12429598

      Dark cloud cover candle stick pattern aik candle stick pattern hota hey yeh forex market mein up trend say upar zahair hota hey es mein aik bare green candle stick shamel hote hey or es kay bad red candle stick shamel hote hey jo keh pechlay green candle stik kay midway point say nechay ja kar close ho jate hay, candle stick kay pattern kay bohut melte julte hey laken bearish engulfing candle stick pattern kay sath mixup nhi honay chaiay yeh pattern mumkana trend kay reversal janay ka ishara kartay hein bearish candle stick pattern ziada kareb honay say zyada effective entry level paish karta hey

      How to identify dark cloud cover pattern:

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221101_0742_18_4402.jpg
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12429599

      Dark cloud cover pattern aik bullish trend reversal pattern hai, is waja se prices ka pehle se high price area ya bullish trend me hona chaiay, yeh pattern two candles par mushtamil hai, jis me pehle candle aik bari real body wali white candle hoti hay, first white candle market ki current situation yani bullish trend ko zahir karti hay, second black candle 1st white candle se above thoray se gap main open hoti hen, lekin baad me prices par selling pressure ki waja se candle downward a kar white me dakhil ho kar close ho jati hay yeh second black candle white candle k real body k midpoint me ya us se thora sa nechay close hoti hay, is main candles k shadow ka hona ya na hona koi ahmeyat nahi rakhta hai, lekin candles ki real body lazmi honi chaiay, jis se pattern ka amal mukamal hota ho.

      How to trade using this pattern:


      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221101_0742_18_5803.jpg
Views:	1
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12429600

      Dark cloud cover pattern per trade karna chahtay hain to is mein pattern ki confirmation ke bad trade lagani hoti hai hamain is mein kisi bhi candlestick pattern ko dekh kar trade lagana chahte Hain to humain yah pata hona chaiay yah pattern kaun say time frame mein acha result deta hai, yeh pattern aik kafi important pattern hota hay, forex main market ki achi learning kay sath kaam karna hota hain, jis nay is pattern ko properly judge kar kay aur proper learning kay sath kaam kia woh hi kamiab traders ban jatay hain forex trading main practice karna must hota hay jab tak learning strong nahi hoti hay to kamiabi bhi nhi hay

      اب آن لائن

      Working...
      X