Guideline of Currency Correlation in forex:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Guideline of Currency Correlation in forex:
    Dear members umeed karta hun k ap sab kheriat k sath houn gey and forex par achi learning hasil kar rahy houn gey. Pakistan forex forum aik aisa platform hai jahan hum real trading k bary mein apni knowledge ko barha sakty hein. Yeh platform hamen trading k rules aur market ki pehchan karna sekhata hai. Aj mein ap sab k sath aik boht important topic discuss karun ga about currency correlation. Yeh aik boht he important pattern hai aur mein umeed karta hun k ap sab is pattern ko zaroor seekhen gey.


    What is Currency Correlation?

    Dear forex members currency correlation aik boht he important pattern hai. Trading market mein jab hum working karty hein tou us mein har cheez kisi na kisi cheez sey related hoti hai. Jab hamen un ki direction ka pata chal jaye k wo kis haad tak strong hai tou yeh hamen boht advantages deti hai. Yeh hamary liye aik acha trading tool bhi ban sakta hai. Traders kabi bhi aik currency pair par trading nahi kar sakta. Is liye hamen pata hona chaiye k currency pairs par kis tarah hum working kar sakty hein.

    Hamen correlation analysis ka hisab pricing data sey hota hai aur yeh numbers different currency k darmeyan relation ka andaza lagany mein help kar sakti hai. Mostly expert traders is ki analysis kar k boht zada faida hasil karty hein.


    Explanation of Currency Correlation:

    Dear forex members jab hum market mein working karty hein tou agar two currency pairs apas mein aik ya aik sey zada qareeb ho tou yeh currency correlation hoga. Is relation ka meaning yeh hai k dono pairs apas mein hundred percent call lated hein. Aik currency pair ki aap jany sey dusra bhi lazmi aap jaye ga. Aik relation hony ka ideal bat yeh hai k real mein aisa mumkin nai hai. NZD USD or AUD USD apas mein positive hein. On the other side USD CAD or USD CHF apas mein positive correlated hein.

    Forex members market mein jab hum kam kar rahy hoty hein tou us mein currency correlation two pairs k darmeyan one ya one k nazdeek ho tou yeh negative call nation ban jata hai.


    Description of currency correlation:

    Dear members jab currency correlation two pairs k darmeyan 1 ya 1 k nazdeq ho tou wo negative call nation kehta hai and negative correlation mein bhi aik pair ka correlation complete nai hota because yeh aik ideal number hai and is k meaning hein hundred percent call lated . Market mein jab hum dekhty hein tou wahan currency pairs bht zada apas mein positive ya negative call lated hoty hein. Financial market mein currency ka commodities k sath positive and negative correlation ka relation hota hai. Is liye hamen market mein enter hoty time is bat ka khas dehan rekhna chaiye . Market mein achi entry k liye hamen is par working karni parti hai aur us k baad hamen aik acha point milta hai. Mostly expert traders is pattern ko use karty hein and is sey faida hasil karty hein. So mein umeed karta hun k ap sab is pattern ko lazmi seekhen gey and is ki analysis kar k kamyabi hasil karen gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Guideline of Currency Correlation in forex:

    g apny bilkul sahi kaha apki post tmam dosto ko bohat faida dy gi. apka sukria mazeed esi post laty rahen khushi hogi.

    اب آن لائن

    Working...
    X