Re: Shooting star cantastick pattern in 4x market
Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apko mePakistan forex trading ke ak bhot he important topic shooting star candlestick patterns ki importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information
Shooting star ke bare me me apse share karo ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe Amal karte he to ap ak kamyab
Trader ban sakte he or bhot sare paise bhi kama sakte he isliye hme Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karrna chahye.
DEFINITION OF SHOOTING STAR PATTERN
Shooting star candlestick pattern ek bullet trend reversal candlestick pattern hai jo currency pair aur commodities price ke long bullish trend ke top per resistance level ke pass banta hai is pattern mein first candle shooting starter ki banti hai aur iske sath yah pattern all time frame ke sath kam karta Hai Is Tarah es ko shooting star pattern kahate Hain
IMPORTANCE OF SHOOTING STAR PATTERN
Forex trading mein traders currency pairs aur commodities price ki movement ko samajhne ke liye chart pattern ko study karte hain price chart mein price change momentum aur price ke trend mein change of accuracy identify karta Hai candlestick pattern mein currency aur commodities price aur price ke movement ko track karne ke liye use Kiya jata Hai Is Tarah aur commodities price ko sell ya Buy karne ke liye candlesticks pattern per depend karta hai
IDENTIFICATION OF SHOOTING STAR PATTERN
Yah shooting star cantt pattern do candlesticks per mustamiz hota Hai isko Ham detail se samajhne ki Koshish karenge Taki hamen candlestick pahchan ho sake
1.First candle
First candle day 1 ki shooting star candle stick pattern banti hai jo long bullish trend ke bad buyer ya seller ke darmiyan indeciision making Karti Hai iske sath yah trend change hone ka bhi signal provide karti hai
2. Second candle
Es pattern main second candle day 2 ki long real body bearish candle ke banti hai yah candle buyers ki pressure ka finish hona show karti hai aur sellers ke strong entry show karti hai aur yah Bearish ke trend ki confirmation karti hai
TRADING WITH SHOOTING STAR PATTERN
Shooting star cantastic pattern mein trading ke liye traders ko pattern ke complete hone ka waite Karna chahie aur jab pattern ke confirmation complete ho jaaye to tab traders ko sell ki trade active Karni chahie isase inko Kafi profit hasil ho sakta hai iske sath technical indicator ke use kar ky trading strong ho jaati Hai aur iske sath ismein stop loss ka high se upar place karna aur take profit ko next support level ke TO ,T2 ,T3 ke sath replace Karen

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим