Bearish Engulfing candlestick pattern:
Dear forex members market main bearish sort e hal ko hum bearish trend kahty hain jis main mazzed or boht se patterns banty hain jis se hum apni trading kar skty hain bearish market main aik pattern engulfing pattern hai jis main market bullish candle k bad aik bari impulse show karti hai or es main aik sath bari bearish candle bnati hai jis ko hum engulfing pattern kahty hain or es pattern main hum apni trading kar k acha profit lay skty hain or achi earning kar skty hain aghr forex main ayse patterns ka knowledge hai tu hum osko follow kar k kamyab ho skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain.
Three points of Engulfing candlestick pattern:
1- Engulfing pattern main dono ka opposite hona zaroori hai yaani aik buy ki ho aor aik sell ki.
2- current candle ne last candle ko cover kia hua ho.
3- current candle last candle se up ya down jaa kar close hui ho.
Types of Engulfing candlestick pattern:
Engulfing patterns 2 types k hoti hain bullish and bearish Engulfing
Bullish Engulfing:
Mere pyare dosto Bullish Engulfing main last candle sell ki hoti hai aor current buy ki, buy wali yaani current candle ne last sell wali candle ko cover kia hota hai aor us se up jaa kar close hui hoti hai is ki shakal aisi hoti hai.
Bearish Engulfing:
Mere aziz dosto Bearish Engulfing main last candle buy ki hoti hai aor current sell ki, sell wali candle yaani current candle ne last buy wali candle ko cover kia hota hai aor us se down jaa kar close hoti hai is ki shakal aisi hoti hai aur Strong Engulfing confirmation big time frames yaani monthly, weekly aor daily main hota hai jo long term trade karte hain wo monthly ya weekly confirmation hi lete hain lekin day trading wale daily chart main bhi is Engulfing k madad se trade open kar sakte hain.
Explanation of Bearish Engulfing candlestick pattern:
Dear my friends bearish engulfing pattern Hamesha resistance level per Banta Hai Jab market Mein strong uptrend hota hai to usmein aapko last bullish candle ke bad Ek bearish candlestick milati Hai Jo last bullish candlesticks a 50% badi badi Mein Hoti Hai Jisko aap easily recognise kar sakte hain is Baton ko bearish engulfing pattern Kahate Hain.bearish engulfing pattern ki recognition bahut hi Aasan hoti hai agar aap is pattern ko easily understand karna chahte hain to aapko bahut jyada helpful chart market Mein 11 available hote hain Jiski proper study aapko bearish engulfing pattern ki recognition Mein helpful hoti hai dear agar aap is candlestick pattern ki complete let Nahin Hasil karte hain to aapko ismein stop loss aur take profit Kiya education bhi Hasil Karni chahie agar aap risk management rules and regulations ko avoid karte hain aur apni trading per stop loss ki limit to apply Nahin Karte to aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим