What is Scalping trading?
Dear Forex members scalping aik trading style hai jo KY traders kisi bhi currency ko kisi bhi trading pair ko sell ya buy krny KY liye istemal krty hain aur phir us ko bohat Kam time ky liye hold rakhty hain ta ky short profits ko hasil Kiya ja sake aik forex scalper aik din mein bohat sari trades open krta Hai aur us din mein hone wali market ki small movements se acha profit hasil krny ki koshish krta hai.
Explanation of Scalping trading:
Mere Aziz Dosto scalping aik lehaz se profitable hai bhi aur nahi bhi kyun KY yahan par bohat sare members is ko hold nahi kr paty jis ki wajah se wo apna nuqsaan kr bethty hain ye tareeka Un members ky liye best Hai jo apny analysis per maximum focus karne ky saath saath market ki movement ko daily basis per observe krty hain scalping acha profit dy to dyti Hai lekin long term mein is se profit hasil krna ache kamyabi hasil krna possible nahi ho sakta hai hum Agar profitable trading krna chahty hain to hum scalping ka istemal kr sakty hain per humein is ko proper istemal krny ka tareeka lazmi Ana chahie ta ky nuqsaan ko overcome Kiya ja sake aur is Mein leverage ka bhi dehan rakhny ki koshish Karni chahie
Use of Scalping trading:
Dear friends Maximum traders scalping trad krny KY liye 1 se 15 minutes wala time frame istemal krty hain lekin ye best time frames nahi hain scalping krny KY liye aur 15minutes wala time frame scalping trading ky liye least popular hai aur 1 se 5 minutes waly time frames ko bohat sare log istemal krty hain ye time frame bohat common hai.
WHY SCLAPING NOT ALLOWED:
Mere Aziz aur mere pyare dosto Mere Khayal Se scalping trading Mein allowed nahi hai kyun KY is mein traders aik time par bohat sari trades market Mein open krty hain aur choty choty profits Hasil krny ki koshish krty hain lekin Yeh profits us condition Mein he humein mil sakty hain jab hum large losses ko prevent krna seekhen ge otherwise account bhi wash ho sakta hai.
Trading Strategy with Scalping:
Dear my Favorite Friends jahan tak mera knowledge aur experience Hai to scalping trading krna koi ache strategy nahi hai aur na he koi ideal strategy hai is ky opposite long term trading with large profits sab se best aur suitable strategy hai aur jab ky scalping trading mein Kamyab hona bohat zayada mushkil Hai is ki sabs e main reason is mein maximum trades ka aik saath market Mein open krna hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим