demo acont vs real acont

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
    Forex me Admi demo acont me apni mistake sahi tarhan pehchan skta hy ya real acont me?
    Agar mistakes ko fine out karna ka real account best ha ku ka Forex trading may jab tak ap real account per trading kar ka loss nhi kar dete tab tak ap trading seekh nhi sakhta ku ka bina loss ka yahan trading hoti nhi ur koiy aisa trader nhi ha yahan jisko loss nhi laga ho so trading ki mistake fine out karna ka as say acha tarika koi nhi ha haan agar ap bina real account use kia demo per practice karega kisi professional traders ko follow karta howa ya koiy trading signal ya koiy video tu demo account best ha.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      aik poni of view se dekha jay tu real account mn hmain apni mistakes ka jaldi pta lag jata hai q k hmai jub lose hota hai tu hum newxt time careful ho jaty hain k hmain yah mistakes nahe krni or demo account mn tu hmain lose hota hen nahi hai
      • #1023 Collapse

        demo main hum is kam k bary main learning kar skaty hain aur hamain pahr hi achi earning ho saky gi aur hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main trade kar skaty hain
        • #1024 Collapse

          Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:.. bhi sab sa best demo account ha jab app shro krta ho is mah real money nahi hoti is lyia app hr trha ki strtegy check kr skta ho jab ka rea par agr app loss kro ga tu tu real money zyia ho geee
          • #1025 Collapse

            Mere khayal main to traders demo account main ziada as an I sy apni mistakes ko faikh skty hain q k is main traders paid trading ka pressure nai hota
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #1026 Collapse

              forex trading main jo demo account hotya hai os main hum trading ki skills ko improve karty hain es main practice karny se hmari mistakes ka pata chal jat hai or hum apni mistakes ko cover kar skty hain or real account main hum real tarding karty hain or es main hmain loss hota hai or demo account main hmain loss nahi hota hai es liye demo aacount use karna chahye
              • #1027 Collapse

                reasl ma aap ko mstak ka pata nhe calta ha kay aap nay kon see mestak ki ha our aap ko loss ho jata ha our aap ko is ma apne mestak ka pata nhe calta ha aap ko apne mstak demo account ma he pata calte ha is ma aap apne mestak ko set kar sakty ha
                • #1028 Collapse

                  hum apne mstak ko real ma set nhe kar sakty ha q kay is ma hum pat nhe calta ha q kay is ma hum ko mstak sa loss he hota ha our demo account ma hum ko apne mstak ka pata calta ha our is ma is ko set be kar sakty ha
                  • #1029 Collapse

                    Mery khial main forex trading main aadmi demo account p bahut ziada apni gultio ko daikh sakta hy agar ap demo account p Bahut ziada practice kro gy to ap apni ghltio p qaboo pa lo gy jab k ap real trading main aisa ni kr sakty
                    • #1030 Collapse

                      Demo bhe kafi helpful hota hy apni galtio ko check krny k liye es liye uski practice achee hy mgr real me sahe pta chalta hy k hum kitny pani me hain es liye real trading achee hy aur loss ke surat me insan phr wohi galti nh krta
                      • #1031 Collapse

                        demo main hum is kam k bary main boht hi acha earn kar skaty hain so hamain market main profit hasil karny k liye learning karni ho gi ta k achi trade kar k boht hi acha bonus hasil karein gay aur market main knowldge ho ga tab hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur markt main profit hasil kar k hi hum sucess hon gay aur is main kam karny main bi asani ho saky gi it is best
                        • #1032 Collapse

                          bhaii obviously demo account practice k liyay he bnaya gya ha aur hmain chahiyay k hm real account sy phly demo account bnain aur phr us demo account pr zaida sy zaida practice krain us sy hmain apni mistakes ka pata chly ga aur hm wo mistakes apny real account ma nahe krain gain
                          • #1033 Collapse

                            Forex trading mai demo account ke apni importance hai . new traders ko demo account ko khabi b avoid nai karna chaiye aur iss ke achi trah say practice karne chaiye. demo account mai practice ziada achi hoti hai kion ke iss mai app ke real investment nai hoti aur traders iss mai ziada achi practice kar sakty hain
                             
                            • #1034 Collapse

                              Dear ham apni mistakes ko demo aur real dono account men achi trah se pehchan sakte hain but mera opnion ye hai k hamen uss waqt tak real acount ko join ni krna chahiye jab tak ham demo account pe achi trah se practice ni kr lete hain, hamen trading k liye zaruri hai k ham demo account ko use kren aur demo pe practice se apni mistakes ko trading se door kren ta k trading men ham apni mistakes ko kam se kam ker saken.
                              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                Demo account hamari practice aur experience gain kernay k liye hai iss mai hony walay profit ko hum withdraw nahi ker sakty jab k real account mai ager hum ko profit hota hai to hum uss ko account verification k baad withdraw ker sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X