demo acont vs real acont

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    mistake tou p demo account mein bhee pehchan letay hain or real mein bhee.lekin demo account pe practice karnay ka isiliyay kaha jaata hai takay jo apko loss ho uskay paisay na katain.demo account ka loss or profit virtual houta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Demo account is for practice jis ko use kr k new user trading ki practice krte hain aur trading seekhte hain yahan pe hone wala loss un ko replace ni krna parta aur wo apni mistake ko focus kr k un ko remove krte hain jab k real account main apko hone wala profit ya loss apko replace krna parta he.
      • #198 Collapse

        janab yahan forex main demo aur real account ki market movement main farq hi nahi hai bas farq hai k demo aik virtual acount hai jahan profit and loss dono vertual hain tu main smajhta ho acha trader wohi hai jo k demo account par hi apni galti ko samajh jay takay is ka loss na ho
        • #199 Collapse

          g mery bhai apka swal bohot acha hy trader ko demo account se faida to hota hy magar usy sahi se pata tab chalta hy jab wo real account par treading karta hy tab pata chalta hy k wo kitna sikha hy or kitna kaam kia hy ..............
          • #200 Collapse

            Assalam o alaikum demo account practice k liye hota hain aur real account main ap live trade kartey ho. or demo account par hm se galti ho ji to koi problem ni magar real account me galti ho ji to loss.............
            • #201 Collapse

              Dmo account or real account main ya fark ha kay real account live hota ha or is main hamain loss b hota ha or ham is main trading say profit b latay hain or Demo account main ham sirf trading key practice he kartay hain or is main hamain koe loss nhe hota . or ya free banta ha is main hamain investment b nhe karney partey
              • #202 Collapse

                mre khyal se tu demo s hi aap apni galtion ko sahi se samjhate hain ku k demo account pratice k liye hota ha aur jab aap wahan practice karte hain tu apko chance milta ha apni galtion se learn karne ka aur uspe practice kar k aap real account pa kaam karain tu apko bht faida hoga lakin demo account se hum profit withdraw nahi karwa sakhte hain aur real se hum jab chahain karwa sakhte hain
                 
                • #203 Collapse

                  real account banay say pahy..demo account banana zarori hai...q kay demo account say ap ke practice hojaege...our phir os say ap real account mai aa kar apna kam sahi tarekay say karsakty ho,...our kamyab bhi hosakty ho...
                  • #204 Collapse

                    well ye depen karta hai aap pe k aap demo accoumnt ko real account ki trha treat kar rhy ho yan bus aivain e rreal account pe mere khyal main bht zyada seekhty ho q k real account main aap ko pata hota hai k aap ny agr ghalti ki to us se aap ko loss hoga
                    • #205 Collapse

                      hum demo acount pe zayada achi practice kr saktay hain aur apni galti ko bhi achi tarah pehchan saktay hain demo acount practice k lye best hai aur is par loss bhi ni hota aur agr is par ap achi tarah practice kr lain to real acount ko achi tarah pehchan saktay hain aur phr is par loss ni hoga q k agr yahan loss hua apki real investment waste hojati hai.......
                      • #206 Collapse

                        demo account ek practise acount hai jisme hame free dpsoite milta hai sikhne ke liye usme hum jitna chahe depsoite le sakte hai kyuke wo ek practise account hai aur live account me hum depsoite pocket se karte hai usme loss huye to jada tention hota hai lekin demo me loss ka koi tention nahi hota.
                        • #207 Collapse

                          For newcomers demo accounts is helpful for them and he has to do it at least one year or two year.Then he can trade on real accounts with real money.But firstly he has to earn enough knowledge about forex trading then he has to do it honestly.
                          • #208 Collapse

                            Dear vasy to demo account aur real account same hoty han lakin demo account ke madad say ham sirf practice kar sakty han aur apny experience may izafa kar k apni skill ko improve kar sakty han lakin real account may kisi bhe mistake say loss ka samna karna parta hay lakin agr demo account may koi mistake karty han to us say ham ko koi fark nahe parta
                             
                            • #209 Collapse

                              dear, demo account practice k liye hota hain aur real account main ap live trade kartey ho.forex main apko sab sa pehle demo main practice karni hcahiye phir apko real main ana chahiye.demo account main ap apni sab galtion ko thek kar sktey ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                forex trading business ko sahi tarah se learn karnay kay liye demo account banaya jaata hai hum demo account main apni mistakes pe work kar saktay hain aur hum trading ki achi practice bhi kar saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X