What is Market Swoon ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Market Swoon ?
    Dear forex members, trading mein Market swoon mein investors apna confidence loose kar jaty hain aur wo market mein invest karny say guraiz karty hain tou trader ko bhi iss time pe apne orders ko hold karna chahiye. But trader ko jab lagy ya unko strong feelings aein k market mein investors ka confidence bahaal ho raha hai aur market last support pe pahunch chuki hai aur iss k mazeed down jany k chances bohat kam hain tou aeisy mein trader ko long term buy ki trade ko open karna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	swoon.png
Views:	1
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12565571

    What is market Swoon.

    Dosto, Market Swoon Aksar use Waqt Hota Hai Jab market mein bahut jyada interruption Paida hoti hai Aksar aukat yah masla Us Waqt Hota Hai Jab Koi political yah economy change Ho Jaati Hai Forex trading ke Business mein market Mein Swoon use Waqt Tak kiam rahti hai jab tak Tamam trader ka confidence Bahal rahata hai Tamam trader ko chahiye Market main jab bhi aik aisi breaking news ya bad kisam kay halat banty hain jo government to general public sab ko mutasar karty hain to aisi situations aur halat main market bahut bury halat main a jati hay. Aisi situations ko market swoon kehty hain. Market swoon ka asar sirf aik he pair ya security per nahi parta balke uska asar tamam forex market per parta hay aur tamam pairs bahut nichy a jaty hain. Recently agar dekha jaye to latest aisi situation coronavirus ki waja say samne ai jab ham nay daikha keh sab log mutasar huye aur sab kuch mandi ka shikar hua aur forex market bhi bahut down ai. Jab keh US dollar ko jab strength mili to isky sath tamam pairs bahut down aye.

    Additional Note.

    Dear friends, aksar awqat jab mulk me koi achnak koi masla paida hota hai is waja se sarmaya kar apna sarmaya ya to rokh lete hen aur market me jaldi jaldi bhej dete hen jis se qeematen yakdam ger jati hai. Aksar awqat ye masla hamare mulk me india se market swoon pairs ki prices ko ma kami zahir karti hain aur ye us waqt tak thik nahi hoti jab tak investors ka confidence bahala na jay, lihaza traders ko aisi situation k liay pre-planning banani chahiye ta k is tarah ki moments ma apni trades ko timely tackle kia ja sakay aur pairs ya commodity k dobara normal trading range ma anay ka wait karna chahiye, ta k loss sa bacha ja sake, investors ko apna confidence restore karnay k liay analysis karte rehna chahiye aur trading news par focus karain, ta k achay chance par dobara trading start ki ja sake, unhain ye baat b mind ma rakhni chahiye k is negative activity ya event k baad positive time zaroor aayega aur apnay confidence ko boostup rakhain, market k is achanak decline sa trading ma confusion to hoti ha lekin expert traders wo hi hotay hain jo is tarah ki moments ma apnay accoung ko theek tarah manage karain aur usay secure rakhain.

    Click image for larger version

Name:	swoon1.png
Views:	1
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12565572
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Market Swoon ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ashraf801 پيغام ديکھيے
    Dear forex members, trading mein Market swoon mein investors apna confidence loose kar jaty hain aur wo market mein invest karny say guraiz karty hain tou trader ko bhi iss time pe apne orders ko hold karna chahiye. But trader ko jab lagy ya unko strong feelings aein k market mein investors ka confidence bahaal ho raha hai aur market last support pe pahunch chuki hai aur iss k mazeed down jany k chances bohat kam hain tou aeisy mein trader ko long term buy ki trade ko open karna chahiye.

    [ATTACH=CONFIG]148998[/ATTACH]

    What is market Swoon.

    Dosto, Market Swoon Aksar use Waqt Hota Hai Jab market mein bahut jyada interruption Paida hoti hai Aksar aukat yah masla Us Waqt Hota Hai Jab Koi political yah economy change Ho Jaati Hai Forex trading ke Business mein market Mein Swoon use Waqt Tak kiam rahti hai jab tak Tamam trader ka confidence Bahal rahata hai Tamam trader ko chahiye Market main jab bhi aik aisi breaking news ya bad kisam kay halat banty hain jo government to general public sab ko mutasar karty hain to aisi situations aur halat main market bahut bury halat main a jati hay. Aisi situations ko market swoon kehty hain. Market swoon ka asar sirf aik he pair ya security per nahi parta balke uska asar tamam forex market per parta hay aur tamam pairs bahut nichy a jaty hain. Recently agar dekha jaye to latest aisi situation coronavirus ki waja say samne ai jab ham nay daikha keh sab log mutasar huye aur sab kuch mandi ka shikar hua aur forex market bhi bahut down ai. Jab keh US dollar ko jab strength mili to isky sath tamam pairs bahut down aye.

    Additional Note.

    Dear friends, aksar awqat jab mulk me koi achnak koi masla paida hota hai is waja se sarmaya kar apna sarmaya ya to rokh lete hen aur market me jaldi jaldi bhej dete hen jis se qeematen yakdam ger jati hai. Aksar awqat ye masla hamare mulk me india se market swoon pairs ki prices ko ma kami zahir karti hain aur ye us waqt tak thik nahi hoti jab tak investors ka confidence bahala na jay, lihaza traders ko aisi situation k liay pre-planning banani chahiye ta k is tarah ki moments ma apni trades ko timely tackle kia ja sakay aur pairs ya commodity k dobara normal trading range ma anay ka wait karna chahiye, ta k loss sa bacha ja sake, investors ko apna confidence restore karnay k liay analysis karte rehna chahiye aur trading news par focus karain, ta k achay chance par dobara trading start ki ja sake, unhain ye baat b mind ma rakhni chahiye k is negative activity ya event k baad positive time zaroor aayega aur apnay confidence ko boostup rakhain, market k is achanak decline sa trading ma confusion to hoti ha lekin expert traders wo hi hotay hain jo is tarah ki moments ma apnay accoung ko theek tarah manage karain aur usay secure rakhain.

    [ATTACH=CONFIG]148999[/ATTACH]
    Dear friend aapane forex market ke bare mein Kafi Jyada acchi information share ki hai agar Ham is market Mein acche tarike se kam Karte Rahte Hain To Hamen is market Mein Kafi jyada fayda ho jata hai Hamen is market Mein Achcha kam karne ke liye hard work karna Hota Hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X