What Is Trailing Stop

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Trailing Stop
    INTRODUCTION

    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe Khush rahen aur mahfuz Rahe aaj is topic per main aapse knowledge ko share karna chahta hun vah Hai trailing stop trailing stop trading mein q use hote hain aur ise kaise use Kiya jata Hai isko Ham read bhi karenge aur understand karne ki koshish karenge fore x trading aik online business Hai isko samajhne ke jaruri hai ki Ham isko knowledge se experience hasil Karen kyunki yah losses bhi bahut jyada hain aur profit b zada hota hai mein Apne experience aur Hai knowledge ko improve karte
    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	4
Size:	42.0 کلوبائٹ
ID:	12565539

    DETAILS OF TRAILING STOP

    Forex trading mein trailing stop ek aisi facility Hai jiski help se Ham Apne orders ko secure Rakh sakte hain but yah ek automatic cut hone wala order hai jismein Ham losses se bhi safe rah sakte hain aur iske sath sath market ki revers movement se Ham kuchh profit bhi hasil karne ke bad out ho sakte hain yah Is Tarah se Kam karta hai ki jaise market hamara stop loss ko touch karti hai hamara order finish kar diya jata Hai trailing stop ko set karne ke liye different point hote Hain vah 15 to 50 tak hai to isase customize bhi Kya ja sakta hai yah traders per depend karta hai ki vah trailing stop kahan set karna hai


    HOW TO WORK TRAILING STOP

    Forex market ke chart per training stop ka use karna jyada AC hai jisko follow karte hue aap isase chart per simply use kar sakte hain lekin yah ek simple hai Baki aapane khud order aur tips ko calculate karte hue isko set karna hota Hai

    Click image for larger version

Name:	3.jpg
Views:	4
Size:	33.2 کلوبائٹ
ID:	12565540

    BENEFITS OF TRAILING STOP

    Forex trading mein trailing stop ka use jyadatar long term ke trades ke liye behtar aur lajmi hota hai q k jab market mein traders acche profit ke sath kam kar rahe hote hain to market Kisi bhi big news ki vajah se ya FIR support aur resistance area se reject hote hain trader ke against moments start kar deti hai to use time agar humne trailing stop set nahin kiya hota to use time hamare Apne profit ke sath sath hamen bare loss ka bhi samna karna par sakta hai isliye jab humne trailing stop use Kiya hota hai to trading mein to hamay phere losses ki aur kisi bhi Badi news ya FIR uske bhi kism ke market mein jagah ki koi tension Nahin rahti aur FIR Hamra account har Hal mein profit mein profit Hi rahte hain

    Click image for larger version

Name:	Recommendations.png
Views:	17
Size:	68.3 کلوبائٹ
ID:	12565541

    TRADING WITH TRAILING STOP

    Jis trade per trailing stop set karna hota Hai To jaise jaise market ki price trade order ke according jaati Hai To sath mein trailing stop hi move karta hai aur jab price trade order ke opposite move karti hai To agar hamen loss hota hai To vah utna Hoga jitna ke trailing stop set Kiya hoga to is surat mein hamen loss kam Hoga aur hamara account bade losses sey save rahata hai aur agar trading long term ki position ke favor mein jaaye To hamen maximum profit bhi hasil hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is Trailing Stop

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Gule پيغام ديکھيے
    INTRODUCTION

    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe Khush rahen aur mahfuz Rahe aaj is topic per main aapse knowledge ko share karna chahta hun vah Hai trailing stop trailing stop trading mein q use hote hain aur ise kaise use Kiya jata Hai isko Ham read bhi karenge aur understand karne ki koshish karenge fore x trading aik online business Hai isko samajhne ke jaruri hai ki Ham isko knowledge se experience hasil Karen kyunki yah losses bhi bahut jyada hain aur profit b zada hota hai mein Apne experience aur Hai knowledge ko improve karte
    [ATTACH=CONFIG]148920[/ATTACH]

    DETAILS OF TRAILING STOP

    Forex trading mein trailing stop ek aisi facility Hai jiski help se Ham Apne orders ko secure Rakh sakte hain but yah ek automatic cut hone wala order hai jismein Ham losses se bhi safe rah sakte hain aur iske sath sath market ki revers movement se Ham kuchh profit bhi hasil karne ke bad out ho sakte hain yah Is Tarah se Kam karta hai ki jaise market hamara stop loss ko touch karti hai hamara order finish kar diya jata Hai trailing stop ko set karne ke liye different point hote Hain vah 15 to 50 tak hai to isase customize bhi Kya ja sakta hai yah traders per depend karta hai ki vah trailing stop kahan set karna hai


    HOW TO WORK TRAILING STOP

    Forex market ke chart per training stop ka use karna jyada AC hai jisko follow karte hue aap isase chart per simply use kar sakte hain lekin yah ek simple hai Baki aapane khud order aur tips ko calculate karte hue isko set karna hota Hai

    [ATTACH=CONFIG]148921[/ATTACH]

    BENEFITS OF TRAILING STOP

    Forex trading mein trailing stop ka use jyadatar long term ke trades ke liye behtar aur lajmi hota hai q k jab market mein traders acche profit ke sath kam kar rahe hote hain to market Kisi bhi big news ki vajah se ya FIR support aur resistance area se reject hote hain trader ke against moments start kar deti hai to use time agar humne trailing stop set nahin kiya hota to use time hamare Apne profit ke sath sath hamen bare loss ka bhi samna karna par sakta hai isliye jab humne trailing stop use Kiya hota hai to trading mein to hamay phere losses ki aur kisi bhi Badi news ya FIR uske bhi kism ke market mein jagah ki koi tension Nahin rahti aur FIR Hamra account har Hal mein profit mein profit Hi rahte hain

    [ATTACH=CONFIG]148922[/ATTACH]

    TRADING WITH TRAILING STOP

    Jis trade per trailing stop set karna hota Hai To jaise jaise market ki price trade order ke according jaati Hai To sath mein trailing stop hi move karta hai aur jab price trade order ke opposite move karti hai To agar hamen loss hota hai To vah utna Hoga jitna ke trailing stop set Kiya hoga to is surat mein hamen loss kam Hoga aur hamara account bade losses sey save rahata hai aur agar trading long term ki position ke favor mein jaaye To hamen maximum profit bhi hasil hoga
    Dear member Jab aap time to time Apne orders ki limit ko change karte rahte Hain to aisi situation mein aapko sometime bahut jyada advantages ho rahi hoti hain for example Jab aapki trade profit mein jaati hai aur aap trailing loss ko shift Karke apni entry point per Le aate Hain aur iske bad consectivity isko kuchh profit per shift karte rahte Hain to yah aapke liye ek safest mod ho jata hai aur iski vajah se aap apne nuksan ko minimise karne ke sath bahut hi achcha profit fees book kar sakte hain isko training ke naam se Jana jata hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X