Cryptocurrency Vs Paper Currency.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cryptocurrency Vs Paper Currency.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai cryptocurrency and paper currency kya hai Iske related important information aapke sath share karungi.

    Cryptocurrency:

    Cryptocurrency SC digital currency ko kaha Jata Hai Jisko computerised ya secure tarike se Mehfooz Kiya jata hai aur yah Ek khyali currency Hoti Hai Kyunki iska koi bhi shayari vajud Nahin hota hai cripto currency Mein Kyon Ke block chain method use Kiya Jata Hai Is vajah Se ismein do numberi aur Jali per takriban Mumkin hai criptocurrency Kisi bhi country ki taraf se shaya Nahin Ki Jaati Hai aur na hi yah Kisi government ki mudat hoti hai jo isko control kar sake cryptocurrency government control se bahar hone ki vajah se ismein government ki do numberi ke chances Namumkin Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-10-30T131055.634.jpeg
Views:	4
Size:	39.9 کلوبائٹ
ID:	12565495

    Cripto currency Ka Khyal 1985 mein pesh Kiya gaya tha aur iska bakayda aagaaj Bitcoin ki currency se 2009 mein hua Bitcoin is time Puri world mein na sirf cripto currency mein se balke Aam country currency mein bhi sabse powerful currency hai aajkal market Mein iski rate 11 000 dollar se upper hai Bitcoin ke alava criptocurrency mein Litecoin, Dogicoin, Bitcoincash,etc Shamil Hain digital currency bahut Sare countries mein kanuni hai aur Pakistan mein filhal Iske business per pabandi hai Pakistan mein Mani laundering aur terrorism financial ka Bada problem chal raha hai is vajah se Iske business per filhal pabandi hai.

    Paper Currency:

    Hard currency ya paper currency ka Aawas bahut purana aur purane time mein metal gold aur Chandi ke Sikke hard currency ke Taur per use hote hain modern currency ka aagaaj 1664 mein Sweden ke bank se pahle bakayda currency ka Aawas kiya tha Uske bad yah different marhil sy guzrata hua humary pas is shakal main aya hai.

    Paper currency ko aamtaur per gold ki jamanat ke Taur per Jari Kiya Ja chuka hai aur is per mention hota hai ki yah government ki officials Bank ki taraf se Hamare liye ek jamanat Hai Puri world Mein Har EK country ka Apna note hota hai or is sy wo apny country main majood business k liye use karty hain. Is time paper ya bank note main sab sy strong currency kuwaiti dinner hai or saab sy weak currency irani rial hai.

    Forex Trading And Currency ( Cryptoc And Paper Currency):

    Forex Trading main aj kal haar broker tareeban Dono type currency main trade karwaty hain. Hard currency k trading ka aghaz to 1973 main bretton wood agreement k dissolve dissolved hony py start ho gaya or crypto currency ka aghaz modern time main hi hua hai crypto currency abhi taraqi ky mahrahail sy guzar rahi hai forex trading asal kaam hi currency exchange ka karta hai or is main daily k lehaz sy taqreeban 5 trillion dollars ki investment ya transaction hoti hai crypto currency bhi ab is door main baraber ka hisa daar ban chuki hai.


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-10-30T131104.437.jpeg
Views:	1
Size:	26.3 کلوبائٹ
ID:	12565496
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Cryptocurrency Vs Paper Currency.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips_Students پيغام ديکھيے
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai cryptocurrency and paper currency kya hai Iske related important information aapke sath share karungi.

    Cryptocurrency:

    Cryptocurrency SC digital currency ko kaha Jata Hai Jisko computerised ya secure tarike se Mehfooz Kiya jata hai aur yah Ek khyali currency Hoti Hai Kyunki iska koi bhi shayari vajud Nahin hota hai cripto currency Mein Kyon Ke block chain method use Kiya Jata Hai Is vajah Se ismein do numberi aur Jali per takriban Mumkin hai criptocurrency Kisi bhi country ki taraf se shaya Nahin Ki Jaati Hai aur na hi yah Kisi government ki mudat hoti hai jo isko control kar sake cryptocurrency government control se bahar hone ki vajah se ismein government ki do numberi ke chances Namumkin Hai.

    [ATTACH=CONFIG]148819[/ATTACH]

    Cripto currency Ka Khyal 1985 mein pesh Kiya gaya tha aur iska bakayda aagaaj Bitcoin ki currency se 2009 mein hua Bitcoin is time Puri world mein na sirf cripto currency mein se balke Aam country currency mein bhi sabse powerful currency hai aajkal market Mein iski rate 11 000 dollar se upper hai Bitcoin ke alava criptocurrency mein Litecoin, Dogicoin, Bitcoincash,etc Shamil Hain digital currency bahut Sare countries mein kanuni hai aur Pakistan mein filhal Iske business per pabandi hai Pakistan mein Mani laundering aur terrorism financial ka Bada problem chal raha hai is vajah se Iske business per filhal pabandi hai.

    Paper Currency:

    Hard currency ya paper currency ka Aawas bahut purana aur purane time mein metal gold aur Chandi ke Sikke hard currency ke Taur per use hote hain modern currency ka aagaaj 1664 mein Sweden ke bank se pahle bakayda currency ka Aawas kiya tha Uske bad yah different marhil sy guzrata hua humary pas is shakal main aya hai.

    Paper currency ko aamtaur per gold ki jamanat ke Taur per Jari Kiya Ja chuka hai aur is per mention hota hai ki yah government ki officials Bank ki taraf se Hamare liye ek jamanat Hai Puri world Mein Har EK country ka Apna note hota hai or is sy wo apny country main majood business k liye use karty hain. Is time paper ya bank note main sab sy strong currency kuwaiti dinner hai or saab sy weak currency irani rial hai.

    Forex Trading And Currency ( Cryptoc And Paper Currency):

    Forex Trading main aj kal haar broker tareeban Dono type currency main trade karwaty hain. Hard currency k trading ka aghaz to 1973 main bretton wood agreement k dissolve dissolved hony py start ho gaya or crypto currency ka aghaz modern time main hi hua hai crypto currency abhi taraqi ky mahrahail sy guzar rahi hai forex trading asal kaam hi currency exchange ka karta hai or is main daily k lehaz sy taqreeban 5 trillion dollars ki investment ya transaction hoti hai crypto currency bhi ab is door main baraber ka hisa daar ban chuki hai.


    [ATTACH=CONFIG]148820[/ATTACH]
    Yes dear aajkal market mein aur online bahut sari currency aage hain Jo Hamen online hi use Karni Hoti Hai normal paper currency ko log use karte hain Magar aajkal detail currency available hai jo Ham online Kisi bhi website ke upar use kar sakte hain ya unko Ham purchase kar sakte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X