Forex main term"Price Congestion" ki detail.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main term"Price Congestion" ki detail.
    Dear friends, forex main term Price Congestion hum market ki us condition ko kehtay hain jab perticular pairs ko buy karnay ki demand sellers ki supply kay sath equal ho jati hay aur is kay natijay main prices significantly move nhi kartin aur price action consolidate ya congested ho jata hay, isko sideways price moment bhi kehtay hain jo buyers aur sellers kay darmian balance ko show karti hay,

    Occurence and details of congestion:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221030_0842_07_9700.jpg
Views:	1
Size:	29.8 کلوبائٹ
ID:	12565483

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221030_0842_08_0891.jpg
Views:	1
Size:	10.5 کلوبائٹ
ID:	12565484

    congestion us waqt appear hoti hay jab prices stable ya sideways move kar rahi hon, aisi situation main buyers aur sellers ki strength equal ho jati hay aur yeh us waqt khatam hoti hay jab buyers ya sellers main say koi aik overpower ho jata hay aur prices us perticular range main moment start kar daiti hain, congestion trading main aik supply aur demand ka factor hota hay jo pairs ki liquidity aur trading prices par influence karta hay,

    Factors that causes congestion:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221030_0842_08_1822.jpg
Views:	1
Size:	21.4 کلوبائٹ
ID:	12565485

    Congestion phase us time par hoti hai jab kisi pair ya commodity main koi big development nhi hoti jis say buyer or seller balanced rehty hain or es he waja sy forex market stable rehti hay, congestion es time par bi occur karti hai jb market indecision ka shikar hoti ho, kai bar aisa bi hota hai kay kio big news ya economic announcement hona hoti hai or trader ko eskay impact ka pata ni hota so wo kuch time kay laye wait karty hain or unkay es action sy he market congestion state ma chali jati hai


    Awareness in price congestion:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221030_0842_08_2663.jpg
Views:	1
Size:	24.7 کلوبائٹ
ID:	12565486

    Analysts yeh believe kartay hain kay congestion main trade na karna hi behtar hota hay. Is liye congestion main trading opportunity ki bajaye aware rehna chaiay, Yani jab already running trade ho to is surat main hamain imperfect hedge karna chaiay ta keh ager market congestion kay bad inverse side main jaye to ham big loss say bach sakain, agar trade main active na hon to congestion kay bad breakout ka wait karain aur isky bad breakout confirmation kay bad he trade main enter hon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main term&quot;Price Congestion&quot; ki detail.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
    Dear friends, forex main term Price Congestion hum market ki us condition ko kehtay hain jab perticular pairs ko buy karnay ki demand sellers ki supply kay sath equal ho jati hay aur is kay natijay main prices significantly move nhi kartin aur price action consolidate ya congested ho jata hay, isko sideways price moment bhi kehtay hain jo buyers aur sellers kay darmian balance ko show karti hay,

    Occurence and details of congestion:

    [ATTACH=CONFIG]148792[/ATTACH]

    [ATTACH=CONFIG]148793[/ATTACH]

    congestion us waqt appear hoti hay jab prices stable ya sideways move kar rahi hon, aisi situation main buyers aur sellers ki strength equal ho jati hay aur yeh us waqt khatam hoti hay jab buyers ya sellers main say koi aik overpower ho jata hay aur prices us perticular range main moment start kar daiti hain, congestion trading main aik supply aur demand ka factor hota hay jo pairs ki liquidity aur trading prices par influence karta hay,

    Factors that causes congestion:


    [ATTACH=CONFIG]148794[/ATTACH]

    Congestion phase us time par hoti hai jab kisi pair ya commodity main koi big development nhi hoti jis say buyer or seller balanced rehty hain or es he waja sy forex market stable rehti hay, congestion es time par bi occur karti hai jb market indecision ka shikar hoti ho, kai bar aisa bi hota hai kay kio big news ya economic announcement hona hoti hai or trader ko eskay impact ka pata ni hota so wo kuch time kay laye wait karty hain or unkay es action sy he market congestion state ma chali jati hai


    Awareness in price congestion:


    [ATTACH=CONFIG]148795[/ATTACH]

    Analysts yeh believe kartay hain kay congestion main trade na karna hi behtar hota hay. Is liye congestion main trading opportunity ki bajaye aware rehna chaiay, Yani jab already running trade ho to is surat main hamain imperfect hedge karna chaiay ta keh ager market congestion kay bad inverse side main jaye to ham big loss say bach sakain, agar trade main active na hon to congestion kay bad breakout ka wait karain aur isky bad breakout confirmation kay bad he trade main enter hon.
    Dear friend market Mein price ka Kafi Jyada important roll Hote Hain Ham is market Mein price level Ko Dekhkar bhi trade Laga sakte hain Kyunki market Mein jitni bhi movement ho rahi Hoti Hai vah price ke related ho rahi Hoti Hai market Mein round figure Ek Khoj resistance and support ka kam kar raha hota hai Jise Ham Dekh Kar kam kar sakte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X