Dear friends, forex main market aur pairs kay behaviour ko janchnay kay liay traders chart patterns, indicators aur candlestick patterns say guidance laitay hain, indicators market ki routine aur iski bullish ya bearish moment ko predict kartay hain, yeh indicators mukhtalif kisam kay hotay hain jin ma sa koi momentum ka btatay hain aur koi volume ko show kartay hain, kuch indicators market ki volatility kay baray ma bhi indications daitay hain, is tarah kay indicators ma sa aik 'choppiness index indicator' bhi hota hay,
Introduction of Choppiness index Indicator:
Is indicator ko australia kay Mr Bill nay introduce kraya, yeh aik volatility indicator ha jo traders ko ye show karta ha kay kia market trend ko follow kar rahi ha ya iski moment sideways ya choppy ha, Yeh indicator basically average true range ki calculation per inhisar karta hay. Jaisy he market ki range barhti hay market uper barhna start ho jati hay, yeh indicator future prices ki prediction nhi daita aur na hi direction batat ha, ye aik directionless indicator hota ha jo sirf market ki choppy conditions ko show karta ha.
Main Function and Parameters used in this indicator:
Is main two parameters hotay hain aur is indicator ki values 0 aur 100 kay darmian hoti hain, jab ye values 100 kay kareeb hoti hain to ye market kay choppy honay ki indication hoti ha aur jab value 0 kay kareeb hoti ha to ye trending market ki information hoti ha, Aur jab market 38.2 say down range kay area main ho to yeh market ki trending main honay ki indication daiti hay.
How to implement this indicator:
Hamain isko apply karnay kay liay two trigger points ki zaroorat hoti hay jab 38.2 say range upside oscillate hona start kary to is ka matlab yeh hota hay kay market choppy hony wali hay, aur jab is indicator ki range 61.8 say down ana shuru ho to iska matlab hay keh market trending main any wali hay, long consolidation ya ranging situations kay baad hi ye confirm hota hay kay market trend moment start karay gi, is kay working rules aur uses simple hotay hain,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим