Difference Between Margin and Free Margin:
Margin:
Dear forex Members Margin ap ka wo balance hota ha jo ap trade ya position open kartay wakt use karte hain.ye jo ap kay pass margin hota ha trade open karne kay liey os ka use ap ki leverages per depend karta ha agr ap apni leverages ko zeyda select karte hain tu ap ka margin kam use ho ga trade open karte wakt agr ap ki leverages kam ha tu ap ka margin zeyda use ho ga trade ya position open karte wakt.
Example:
Dear Friends Ap kay pass account me 100$ hain tu ap ne koi trade open nehi ki ha or ap ki leverage 1:50 ha tu ap ka margin 100$ ho ga free margin bhi 100$ ho ga or ap ki equity bhi 100$ ho gi.
Free Margin:
Dear Friends Jub ap koi trade open nehi karte hain os wakt ap ka free margin or margin or equity same hoti ha jub ap order open karte hain tu kuch margin use ho jata trade open karne me or jo ap kay pass bach jata ha wo free margin hota ha or ap ki trade per loss or profit ka asar bhi ap kay free margin par parta ha agr ap ki equity zeyda ho rehi ha ap ka free margin bhi zeyda ho jaye ga agr equity kam ho rehi ha tu ap ka free margin bhi kam hota rehay ga.
Example:
Mere pyare Dosto jub ap 4 digits instaforex kay account me eurusd me 0.01 ki lots open kar di ha jis per ap ka 2.17$ ka margin use ho gaya ha or ap ki trade per spread ka commision or kuch pips against honey ki waja 2$ ka loss bhi chal raha ha tu waha par ap kay 100$ free margin me se 2.17$ margin use honay ke or 2$ loss hone kay bad ap ke pass 95.83$ ka free margin ho ga or equity 98$ ki ho gi or ap ki trade abhi bhi run kar rehi ha.
Explanation of Margin and Free Margin:
Dear my friends and members margin vah hota hai jo aapke account mein maujud capital amount ho aur free margin agar aap ek trade karte ho to uske bad bachne wala amount aapka free margin kahlata hai yani ke aap masjid kaun si trade open kar sakte ho aur kitni amount ke lot size ke sath open kar sakte ho usko free margin kaha jata ha aapko maloom hona chahie ki Pakistan Forex forum mein trading market mein trading karne ke liye best chijon ko discuss Kiya gaya hai aur is section ko itna die Forex trader kaha jata hai aap section mein jakar shuru mein kam karo jab aapko metatrader 4 terminal mein use hone wale elements ki samajh a jaaye tab aapko real account jis ko bonus affiliated program account sponsor kar raha hai aapka broker instaforex use mein kam karna tab aapko hoga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим