MACD Technical Indicator ka Uses Detailed Information

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD Technical Indicator ka Uses Detailed Information
    MACD Moving Average Convergence Divergence Understanding

    Pakistan forex forum members Assalamulaikum dosto aj ham bat karein ga Macd ka bare ma (Moving Average Convergance Divergence) Gerald appel na ya indicator 1979 ma discover diya tha ,dosto jo log thora bohat indicator ka bara ma janta hain ya jin alamba tajarbba ha market ma un sab ka hisab sa macd bohat poupular or usefull findicator ha ,macd market ma kam ha wala bohat zabardast indicator ha,chahe ap future makret ma kam karein forex market ya commodity market ma .dosto macd short-term trader ka lie or long-term trader ka lie bohat usefull ha ,or iski khas bat ya ha jab ap macd ka sath kam karta hain to apka stoploss bohat hi chota hota ha,is sa apka stoploss hit bi hua to is sa apka nuksan bohat hi kam hoga .

    What Is (MACD) Moving Average Convergence Divergence Indicator ?

    Dosto macd basically trend following indicator ha ,matlab ka ya tredn ka sath chlna wala indicator ha or jasa ka ya trend following indicator ha to ya ternd market ma bohat acha sa kam karta ha ,trendmarket jasa ka moving average or super trend isi tarah macd ek tarfa trend ma bohat hi waziye kam karti ha ,dosto macd do alag alg (ema) ka combination sa mil kar banta ha ema matlab ka exponential moving average,macd ma four zaruri point hotaa hain jinka bara ma hamara janana bohat zaruri ha ,pahla macd line jisa ham sabz rang sa pehchanta hain isa fast line bhi kahta hain ,dusra ha signal line isa ham slow line bhi kahta hain ,tesra ha zero line isko ham base line or center line bhi kahta hain ,or fourth ha histogram ya kisi bhi color ka hosakta hain magar inka color sa hama koi arak nah parta ha .Ab ham macd ki in line ki calculations ko samjh leta hain ,sabsa pahla ham dekhta ha macd line ki calculation isma 12 days ka ema or 26 days ka ema calculate kiya jata ha or signal line ma 9 days ki macd hoti ha or dosto histogram macd line ka or signall line ka bech ka differene ko batata ha ,dosto macd ki deafult ma ana wala 12,26,9 hi sahe ha trader apna analysis ka hisab sa isma changing bhi kar sakta ha ,lakin jo purana traders hain unka lie ya setting best mani jati ha .

    How Does( MACD) Works in Forex Market ?

    Dosto MACD ma two lines hoti hain ,macd line or signal line ya dono lines 0 ka upar necah ghumta hue bazar ma buying or selling ka signal deti hain ,or jab bhi macd line or signal line ek dusra ko cross over karti hain tab una bazar ma kahridi or bikwali karna ka signal milta ha ,or do tarah ka crossover hota hain pahla ha positive crossover yani bullish cross over or dusra ha negative crossover yani bearish crossover.Jab macd line signal line ko necha sa upar cross over karti ha to hama buying ka signal milta isa ham positive crossover kahta ha or jab tak macdline signal line upar ki direction ma hoti ha tab takmarket uptredn ma hoti ha ha or jab macd line signal line ko upar sa cross over karti to hamein selling ka signal milta ha isa ham negative cross over kahta hain or jab tak macd line signal ka necha rahti ha tab tak market bearish tredn ma rahti ha or jab tak ya dono lines dobara opposite direction ma chli jayen tab tak trrade close nahi karni ha .Dosto positive cross over or neagative crossover ka sath zero line ka bohat aham kirdar ha ,jab bhi poitive cross over zero line ka upar ho ha positive cross over zero line ka necha ho or cross over ka bad dono line zero line ka upar nikal jaye to yaha hamein storng bullish signal milta ha .Or jjab bhi negative cross over zero line ka necha ho ,ya upar ho ,or dono line zero line ka necha nikla hayen to yaha hamein mazbut mandi ka signal milta ha dosto yha pa zero line or cross over ma ek or bat ha ,dosto jab bhi positive crossover zero line ka upar hota ha us wakt tezi ka tredn zida mazbut nahi hota ha jab tak ya dono line zero line ka upar nahi nikal jati hain or agar dono line zero line ka upar nikal jaye to tezi ka tredn shuru hoajata ha ,or dosto jab bhi negative crossover zero line ka upar hota ha us wakt tezi ka tredn zida mazbut nahi hota ha jab tak ya dono line zero line ka necha nahi nikal jati hain or agar dono line zero line ka necha nikal jaye to tezi ka trend shuru hoajata ha .

    MACD Double top Uses in Candlestick Chart

    Yaha par ham macd double ki bat kar rha hain na kah price ka top ya bottom ki ,islie double top ya bottom indicator ma bana ga na kah price ma to ham cahrt ma dekhte ha macd zero line ka upar ja kar double top banati ha tab market ma teredn reversal ka chances bohat ziada hota hain ,matlab ka bazar ma downtrend shuru hona wala ha .

    MACD Double Bottom Used Strategies

    Yaha par ham macd double bottom ki bat kar rha hain na kah price ka top ya bottom ki ,islie double top ya bottom indicator ma bana ga na kah price ma to ham cahrt ma dekhte ha macd zero line ka upar ja kar double bottom banati ha tab market ma trend reversal ka chances bohat ziada hota hain ,matlab ka bazar ma uptrend shuru hona wala ha .

    [B]MACD Histogram Chart Uses

    MACD histogram ma jo volume ki tarah nazar ata ha usa macd histogram kahta hain , jo positive divergence or negative divergence show karta ha jo trend ki mazbuti ko kamzori ka bara ma btata ha .

    Histogram Positive Divergence InForex

    Dosto ham dkehte hain chart ma price necha jarha ha or macd necha ja rahi ha lakin histogram upar jana lagta ha ,isa hostogram positive divergence kahta hain iska bad bazar ma tezi ati ha .

    Histogram Negative Divergence in Forex

    Dosto ham dkehte hain chart ma price upar jarha ha or macd upar ja rahi ha lakin histogram necha jana lagta ha ,isa hostogram positive divergence kahta hain iska bad bazar ma mandi ati ha .

    MACD Positive Divergence in ForexTrading

    Dosto ham chart ma dekhta hain price necha jaraha ha or macd necha jata jata upar ki taraf jana lagti ha matlab ka macd indicator ma positive divergence hona lagta ha us wakt chart ma koi bullish candle stick pattern bana to iska matlab ha ka market upternd ma jae ga.

    MACD Negative Divergence Details

    Dosto ham chart ma dekhta hain price upar jaraha ha or macd upar jata jata necha ki taraf jana lagti ha matlab ka macd indicator ma negative divergence hona lagta ha us wakt chart ma koi bearish candle stick pattern bana to iska matlab ha ka market downtrend ma jae ga.Time Frame: Dosto agar ap intraday trading karta hain to ap 5 minute ki trading karein ,or agar ap do ya char din tak apni trade hold kar sakta hain to ap 15 minute 1hour tak wait karein ,or agar ap long term ka trader hain to ap daily time frame ko apply karein .

    Strategy Guide Buying With Cross-Over

    Dosto ham chart ma dekhte hain ka macd ma zero line ka upar positive crossover ho raha ha ab hamein isma buying karna k lie yaha dekhna ha jis candle ma macd ka positive crossover ho raha ha uska bad wali candle ma hamaein buying karna ha,iska bad hamein isma stoploss laganan ka lie yaha dekhna ha ka jis candle ma positive crossover horha ha us candle tulna ma pichli jis candle ka low usak low ka necha ka stopploss lagana ha ,isi bech apko trade lana sa pahla apko ek or chez ka dihan rakhna bohat zaruri ha ka apka kharidi karna ka point sa stoploss lagana ka jo difference ha wo risk reward ration ka 2% rule ka muta bik hona chaye tabhi apko trade lana ha agar trade 2% rule ka mutabik nahi ha to apko trade nahi lana ha .To agar chart ma positive corssover horha ha to isma hama kahridi karna ka lie yaha dekhan ha ka dono line zero line ka upar chali jae to hama bazar ma kahridi karna ha is sa ham wihapsaw sa bach sakta hain isma hamein ya dekhan ha jo candle zero line ka upar ja rahi ha uska bad wali candle ma hamein buying karni ha ,or stoploss lagana ka lie hamaein yaha dekhan ha jo candle zero line ka upar jarihi ha usi candle ka necha ka stoploss lagana ha isma bhi apko RRR 2% rule ka khyal rakhna ha isma apko trailing stoploss ka bhi yad zarur rakhna ha ,or profit book karna ka lie apko yaha dekhna ha jab tak macd ma negative cross over nahi hota tab tak apna trade hold rakhni ha .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MACD Technical Indicator ka Uses Detailed Information

    What is MACD indicator?

    MACD Introduction:

    AoA my dear Forex members...My dear Forex member zameer Karti hoon ki aap sab khairiyat se honge aur apna Kam acche tarike se kar rahe honge aur achcha bonus aur profit hathras bhi kar rahe honge aaj ka Mera topic Hai MacD indicator aur is mojo per main kuchh information aapse share karne karna chahungi kya pata meri information aapko fayda band ho sake...Moving average convergence be verizons inductors m a c d se Murad jati hikmat amli ke bad ruzan ke liye istemal hone wala ek momentum oscillator Hai do line Hai ek m a c d line aur ek single line jab line single line se upar cross Karti Hai MacD ka Teri ke sath ruzan ka ishara de rahi Hoti Hai m a c d line ka hisab 12 periods ke imam se 26 ko ghatakar Kiya jata hai dusri taraf signal line mudit ki ishare Ki kimat Hai Jo ek Hi waqt mein ruzan kisi mein To ruzan Ki dava lagata hai aur mumkin signal Karda MacD aur teji ke sath hisab lagane mein madad kar sakti hai.

    How MACD Indicator Work?


    m a c d ishare ko istemal Karne Ka tarika samjhane ke liye Hai grahak per iski tahsil laat ko samajhna jaruri hai MacD ishare alfaaz aur parmish Hoti Hai m a c d line fastest moving average short term ema t (12 day ema mints 26 day ema) signal line slow moving average long term ema yeh ek 9 day ki line hai jo kimat ki karvai ko mod ko dikhane ke liye design ki gai hai Jaise aamtaur per shulk range mein paint Kiya jata Hai single line MacD line ke nine de ka aur MacD ki histogram zero line ke upar aur niche utar chadhao aata hai hamen iske utaar chadhav ki puri tahsil maloom honi chahie Jo teji aur Mandi Ki raftar ko pahunchane mein madad karti hai. (Ema mcad lines minus sgnl line)Ke darmiyan fark dikhai dene mein madad deti Hai jab MacD signal line se upar Hoti Hai To histogram positive hota hai aur iske bar aks.. Chart Of MACD Indicator :


    ...

    اب آن لائن

    Working...
    X