Aslamoalikum Dosto,
Bid price:
Dear friends, Woh maximum price jo keh aik buyer willing ho kar pay karta hai jo keh kisi stock ka share ya security ka liay hoti hai.
Ask price:
Dear members, Ask price us minimum price ko represent karti hai, jo keh seller same security ka liay willing hi kar pay karta hai.
Bid and ask spread:
Dear friends, Jesa keh apko bid aur ask price ka difference ka oper btaya gya hai keh, jo bid aur ask price ka darmiyaan fark hota hai usko spread kehta hain. Spread matlab buying aur selling ka darmian jo farak aa rahs hota hai woh aapky broker ya trader ka profit hota hai. Forex market mein bhi baki markets ki tarah, jo broker aapko trading ki facility deta hai wo apna commission ya profit spread ke soorat mein hasil karta hai.
Explanation:
Dosto, Jab forex market mein aap kaam kartay hain to apko Bid aur Ask ki terms ka pata chalta hai. Normally jab ap kisi shopkeeper sa koi cheez purchase karnay jaatay hain to woh aapko us cheez ki keemat btata hai aur woh addaa karka aap wo cheez khareedtay hain. Lakin agar wohi cheez aap os ko supply karain gy kay hamare cheez apni shop per sale karo to aap sa wo us rate par nahe khareeday ga jis rate par aap nay us sa khareedi the. Wo apny liey apnay profit ka margin rakh kar aap say wo cheez khareeeday ga. Yehi cheez bhi forex main laagu hoti hai kay jab aap kise currency ko khareedty hain to usski price aur aapko jo aap uss currency ko bechty hain uski price main farak hota hai. Ye dono prices kay farak ko ask aur bid price kaha jaata hai.Expert forex traders forex market main different trading tools aur techniques use kerty huey trade open aur continue kerty hain aur achi earning ker lety hain jabky new traders forex market main baghair kisi technique ky trades open kerty hain tou her trade main loss ho jata hai lekin kuch aesy lucky traders bhi hoty hain jo trade tou open ker lety hain lekin unko trade close kerny ka pata nehi hota aur jab tak woh kisi traders sy contact kerty hain tou unki trade main acha profit ho chuka hota hai lekin her trader aesa nehi hota maximum traders forex trading main sirf loss hi kerty hain jabky expert traders forex market main maximum trades profit main close kerty hain lekin experts traders ki bhi kuch trades loss main close hoti hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим