Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Bullish on neckline candles take pattern Kya Hai Is per Ham Kaise kam Karke profitable ho sakte hain.
Bullish On Neck Line Pattren:
Bullish on neckline candles take pattern 2 days candles par mustameail Ek bullish Trend contination pattern hai jo ki upper Trend ke bad banta hai pattern Ek bullish trend Mein use time Banta Hai Jab market Mein Ek Baarish candles Pahli bulish candle ke upar gap mein open hokar bearish real body banne ke bad Pahli candles ke close price se thoda sa Upar close Ho Jaati Hai pattern Mein Shamil donon candles ka close price sem Tu To Nahin hota hai lekin ek dusre ke bahut Kareeb hota hai jisse donon candles Ke Darmiyan gap ban jata hai pattern ke mutabik bearish market ke control ko Hasil karne mein nakam Hoti Hai jisse price sem bullish trend ko hi follow Karti Hai pattern ke donon candles ke closing price Ke Darmiyan lajmi gap Hona chahie Digar yah pattern bearish meeting line pattern Ban sakta hai.
Candles Formation:
Bullish on Neck line candlestick pattern ki dusri candle ke bullish hone ke bavjud bhi market mein invester jyada mutasir Nahin hote hain jisse price sem sabka Trend ke mutabik bullish hi follow Kiya jata hai pattern Mein Shamil donon candles different pattern ki hoti hain jismein Pahli candle aur dusri Hoti Hai Jiski tafseel darja Zail Tarah Se Hoti Hai.
First Candle: Bullish on Neck line candlestick pattern Mein Pahli candle Ek bullish candle Hoti Hai yah candle price ke up trend ko show kar rahi hoti hai jo ki white ya green color ki candle Hoti Hai yah candle ek strong real body Mein banti hai yani candles ki real body Shadow Se Jyada hoti hai.
Second Candle: Bullish on neckline candles take pattern ki dusri candle Ek Bearish candle hoti hai jo ki open to Pahli candle ke top per gap Mein hoti hai lekin close Pehli candle ke real body se upar Hoti Hai yah candle color Mein black ya red hoti hai jo ki bullish trend ka Hath ma karne ki nakami Ki Surat Mein bullish trend continuation ka sabab banti hai.
Explanation Of Bullish On Neck Line Candlestick Pattren:
Bullish on Neck line candlestick pattern ko bullish continuation pattern ke Taur per use Kiya jata hai jo market Mein musalsal Upar Ki Jaane movement karne ka Ishara Karta Hai pattern ki dusre Din Ki candlestick price Mein Wafa Dikhati Hain Jahan Bhi race market Mein wapasi ki koshish karte hain lekin trend ko bullied se bearish ismein change karne mein nakam hote hain pattern ki important point yah Hote Hain ke pattern ki dusri candle Pahli candle ke close price se upar gap Mein hokar real body banane ke bad bhi Pahli candle ke upar close Hoti Hai pattern yah jahir karne ki koshish Karte Hain ki bullish market Mein control Hasil karne mein nakam rahe hain jisse Bullish e market ka control Dobara Hasil karte hain pattern ki donon candles different format Mein Hoti Hai jismein Pahli candle bullish aur dusri bearish Hoti Hai donon candles real body Mein lajmi honi chahie jabki yah candles shadow simat ya Shadow ke bagair bhi ho sakti hai.
Trading With Bullish On Neck Line Pattren:
Bullish on neck candlestick pattern price Mein bearish ki nakam koshish ko Zahir Karti Hai jisse paraai sem bullish trend ko follow Karti Hai pattern ki donon candles ke close in price Ke Darmiyan lajmi gap Banna chahie Kyunki yah gap market Mein sellers ke control ka nakam koshish Hoti Hai pattern per trading se pahle Ek confirmation candle Ka Hona jaruri hai jo ki real body mein bullish honi chahie aur dusri candle ke top per close honi chahie pattern ke bad bear scandal ke banne se yah pattern invalid ho jaega pattern ki confirmation CCI RSI aur oscillator per value 50 zone above honi chahiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим