Dear friends, forex main traders market ki positions aur pairs ki routine ko samajhnay kay liay mukhtalif indicators ka use kartay hain, yeh indicators apni calculations aur results say market ki upcoming moments ki indications daitay hain, in main say aik Point and Figure chart bhi hota hay,
Point and Figure chart ki detail:
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20221029_0704_04_8411.jpg
Views: 1
Size: 22.1 کلوبائٹ
ID: 12565347](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12565347&d=1667009077)
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20221029_0704_04_6520.jpg
Views: 1
Size: 15.2 کلوبائٹ
ID: 12565348](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12565348&d=1667009077)
(P&F) point and figure chart dusray charts say mukhtalif tarikay say price moment ko pointout karti hay. Yeh price moment ko X and O kay marks say columns main zahir karta hay. Rising price ko X say jab keh price falling ko O say zahir karty hain. Jab keh P&F charts per prices ko visualize karny kay liye support and resistance levels kay sath baqi patterns bhi better defined hoty hain. Jab keh P & F chart per breakout clearly defined hota hay q keh yeh false breakout ko zahir nai karta.
Importance of P&F chart in commodities:
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20221029_0704_04_9992.jpg
Views: 1
Size: 26.7 کلوبائٹ
ID: 12565349](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12565349&d=1667009104)
Yeh chart pairs ya commodities ki price moments ko plot karta hay jis main time ko consider nhi kia jata, P & F chart ko view kartay huay technical analysts support aur resistance kay concept ko utilize kartay hain, ye chart false breakouts ya tiny price moments ko bhi clearly show karta hay, jab price set amount sa high move karta hay to isay box price kay sath denote kia jata hay is kay result main point X banta hay, isi tarah point O create hota hay jab price drop hota hay,
Uses of P&F chart in trading:
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20221029_0704_05_1313.jpg
Views: 1
Size: 23.7 کلوبائٹ
ID: 12565350](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12565350&d=1667009133)
P & F chart technical analyst ki help karta hay aur wo es base par market ka trend ko find kar saktay hain aur is kay sath sath wo candlestick ki base par trending signal bi farham karta hay, Kuch analyst point and figure chart par bhot heavily depend kartay hain or other es chart ko use kar kay traditional signal ko use kartay hain. Point and figure chart ki ik key hai or wo box ka size hota hai aur wo amount hoti hai jis ko movement kay liay use kia jata hai. Esko samajna kafi difficult lagta hai laikin isko actual main kafi easy hota hai
Point and Figure chart ki detail:
(P&F) point and figure chart dusray charts say mukhtalif tarikay say price moment ko pointout karti hay. Yeh price moment ko X and O kay marks say columns main zahir karta hay. Rising price ko X say jab keh price falling ko O say zahir karty hain. Jab keh P&F charts per prices ko visualize karny kay liye support and resistance levels kay sath baqi patterns bhi better defined hoty hain. Jab keh P & F chart per breakout clearly defined hota hay q keh yeh false breakout ko zahir nai karta.
Importance of P&F chart in commodities:
Yeh chart pairs ya commodities ki price moments ko plot karta hay jis main time ko consider nhi kia jata, P & F chart ko view kartay huay technical analysts support aur resistance kay concept ko utilize kartay hain, ye chart false breakouts ya tiny price moments ko bhi clearly show karta hay, jab price set amount sa high move karta hay to isay box price kay sath denote kia jata hay is kay result main point X banta hay, isi tarah point O create hota hay jab price drop hota hay,
Uses of P&F chart in trading:
P & F chart technical analyst ki help karta hay aur wo es base par market ka trend ko find kar saktay hain aur is kay sath sath wo candlestick ki base par trending signal bi farham karta hay, Kuch analyst point and figure chart par bhot heavily depend kartay hain or other es chart ko use kar kay traditional signal ko use kartay hain. Point and figure chart ki ik key hai or wo box ka size hota hai aur wo amount hoti hai jis ko movement kay liay use kia jata hai. Esko samajna kafi difficult lagta hai laikin isko actual main kafi easy hota hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим