What is Volume Spread Analysis?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Volume Spread Analysis?
    Assalamu alaikum dear forex friends I hope aap sab khairiyat se honge dear jab hum forex trading business mein kam karte Hain to hamen apna koi bhi order Lene se pahle market ko acchi tarike se analysis karne ki jarurat hoti hai aur hamen yah bhi pata hai ki market Kisi Ek analysis ko completely follow nahin karti Bal ke different type of analysis jab Ham market mein perform karte Hain to tab hamen market ke acche advantages hasil ho sakti hain aaj Ham Jin analysis ke bare mein baat karenge vah hai "Volume Spread Analysis" aur main ummid Karti Hun ki Meri yah information aapko is topic ko samajhne aur ise apni working mein incluid karne mein bahut jyada madad degi.

    Volume Spread Analysis:

    Dear friends Forex traders ko mujhe pata hota hai ki market supply or demand ki ratio se movement karti hai aur jab market mein bahut jyada buyers ho jaate Hain to use pair ya commodity ki price increase ho jaati hai aur market aap trend mein moment start kar deti hai ISI ke sath sath jab market mein sellers ki ratio increase hoti hai to use per ya commodity ki demand decrease hona shuru ho jaati hai aur vah Market ko downward moment karne mein madad deti hai hamen ise yah pata chalta hai ki market mein aap trend aur use waqt hota hai jab market mein buyers ka pressure hota hai aur yah pressure ki surat mein market down Trend ki jaaneb chalti hai.

    Click image for larger version

Name:	Volume-Spread-Analysis-VSA-No-Selling-Pressure-Bar-Example.png
Views:	2
Size:	208.8 کلوبائٹ
ID:	12565263

    Working Strategy:

    Dear friends agar Ham baat Karen volume spread analysis ki working strategy ki to market ki power bear is candle se show hoti hai aur bullish candle se bhi lekin market ki weakness hamesha bulish candle ki surat mein show Hoti hai ISI liye loss se bachne ke Liye hamen hamesha uski direction ki taraf apni trade lagani chahie jis side per kam traders volume spread analysis supply aur demand ke difference ko mayor karne ke liye istemal Kiya jata hai for trading mein supply aur demand ki difference ko dekhne ke liye volume spread analysis teen variables of interaction compare karta hai.
    1: price bar ke upar volume ki quantity kitni hai.
    2: yah price variation ya market ke high aur low point ko bhi dekhne ke liye istemal Kiya jata hai.
    3: third factor Jo volume separate analysis ki madad se paimaish Kiya jata hai vah hai closing price game price ke sath tak move karegi to uske bad market se exit ho jana chahie.

    Click image for larger version

Name:	word-image-156.png
Views:	6
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12565264

    Observation of Market:

    Dear friends volume spread analysis mein market mein kisi pair ki supply aur demand ko bhi observe karte Hain Kisi bhi chij ke rate high aur hote hain to jab market mein demand increase Hoti hai aur Is Tarah rate kam ho jaate Hain to market mein supply increase ho jaati hai supply aur demand ki difference ko dekhne ke liye volume spirit analysis bahut sare factors ko ka istemal karta hai. Se pahle yah dekha jata hai ki candlesticks mein volume ki ratio kya hai. Uska dusra step yah hai ki iski high aur low range ko mayor Kiya jata hai. Aur teesre aur last step mein closing price ko volunte Sath dekha jata hai ya dikhaya jata hai. Is asul ke base per jab market mein buying ya seling jyada hoti hai to market ab Chali jaati hai aur jab market mein seling bine se jyada hoti hai to market downward move Kar jaati hai is case mein traders ko majority se dur rahana chahie kyunki aur surat mein Trend ke change hone per market ki direction off movement bhi change ho jaati hai.

    Beginners ke liye important Tips:

    Dear friends agar aap volume spread analysis ko Apne analysis ke liye istemal karte Hain to business traders ko is chij se bahut acche advantages hasil ho sakte hain kyunki yah basic information istemal Karke Apne experience ko increase karne ke bad beginners market mein acchi analysis perform karte hue market mein apni working quality ko improve Karke iski base per achcha fayda hasil kar sakte hain. Big net traders ko Mera Jay mashvara hai ki aap ko samajhne aur ise apni working mein jarur karne mein bahut jyada focus Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Volume Spread Analysis?

    Introduction ;-

    Forex trading mani knowledge ki mukhtalif types hoti hain jo traders time kay sath sath hasil kertay hain or yeh kaha jaa sakta hai kay traders ko apnay knowledge ki list Bana laini chahiye. New or junior traders ko knowledge hmesha aik tartib say he hasil kerna chahiye jaisay aam taleem ka formula hota hai kay choti classes main bunyadi taleem hoti hain or jesy jesy levels barhtay jatey hain wesay hi taaleem bhi ziyada detail mai aur mushkil hoti jaati hai laikin samajh aa rahi hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (14).jpeg
Views:	1
Size:	43.7 کلوبائٹ
ID:	12429083

    Step to Step Stretegy;-

    Bilkul isi tarah forex trading mai bhi step by step learning or knowledge gain kerna chahiye. Pehlay basic or easy cheezain i
    learn krni chaiye aur phir technical knowledge ki taraf Jana chaiye. Jo traders mix up ker laitay hain or unhain bohat ziyada problems aatey hain or woh loss bhi kertay rehtay hain volume spread analysis aik aesi trading technique hai jis main market kisi bhi aik direction main movement kerty howy maximum ya minimum price per ponchti hai to aesy main market kay volume ka kafi bara span bann jata hai kay market ki maximum or minimum limits ko show ker raha hota hai to aesy time per market main bari movement ho chuki hoti hai jis kay bad market ki reverse order main movement expected hoti hai to hamm aesy time per agar reverse direction main trade open kerty hain tou aesy trade open kerny per profit ky chances bahot zyada hoty hain hamain aesi position main reverse order main trade zaroor open kerni chahiay kay jab market main volume spread bahot bara Ho chuka ho ky us kay bahd market ki same direction main movement ki gunjaish na ho tou phir reverse hona zaruri ho jata hai tou wahan per trade open kerny ka acha chance hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	1
Size:	42.3 کلوبائٹ
ID:	12429084

    Volume Spread anylesis ;-

    Jab market kisi aik direction main continue movement ker rehi ho lekin agar volume spread bara nahi bann raha to aesy time per bhi hamain kisi surat bhi reverse order main trade open nehi kerni chahiay ky maximum traders isi terha market main trade open ker ky lose kerty hain kay market ki aik direction main bari movement hony kay bahd reversal expect ker ky trade open kerty hain lekin volume spread analysis nehi kerty tou trade open kerty hi loss hona shoru ho jata hai phir samajh ati hai ky baghair volume spread analysis ky trade open nehi kerni chahiay thi.

    Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	1
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12429085

    Best Technique ;-

    Lekin tab tak bahot bara loss ho chuka hota hai hamain aesi position complete hony ka wait kerna chahiay jab ham market ki big movement ky bahd reverse order main trade open kerna chahty hain tou hamain baghair sochy samjhy trade open nehi kerni chahiay balky wait kerna chahiay ... Thanks aur umeed hai k ap ki confusion clear ho gai ho gi.

    اب آن لائن

    Working...
    X