Dear Friends fabonacci indicator ko use kar kay ham market me behteen prediction hasil kr skty hen agr ham stop loss use karyn to ham less money loss ho ga. Trading ma jetna take profit achy place karna important hota hai es sy zayada zaruri ye hota hai k ham achy point par stop loss set karyn. Kiu k stop loss sy hamara account safe ho jata hai. Account safe ho jae to ham phr sy trade karny k kabil ho jaty hain. But agr account wash ho jae to ham trade karny k kabil he ni rehty.
Benifits of Using Fibonacci
Fibonacci retracement sy na serf ham achy point ma enter ho sakty hain balky es sy hamy achy point pae trade sy out hony ka clue b mel sakta hai.
Fibonacci Levels Aur Inka Istemal.
Fibonacci levels 23.6%, 38.2%, 61.8% aur 78.6% hain. Is indicator ki madad say trader do pricing points ko select karta hay. Jo keh periodically hoty hain. Ye one hour say weekly koi bhi time frame main ho sakty hain. Laikin in main say closest high aur low ko highlight karna parta hay. Trader fibonacci levels ki help say short term reversal ka pata chalata hay aur is tarah woh mukhtalif kisam kay turning points per swing trading karta hay. Yani woh sell ki trade aur buy ki trade karta hay. In points kay andar anadar jab jab market reversal laiti hay woh fibonacci levels ko daikhty huye entry and exit points kay darmian trading karty huye achi earning karta hay.
Validity Of Fibonacci Levels.
Agarcheh fibonacci levels ki madad say jo hamain percentage milti hain is main ham mufeed trading kar sakty hain. Laikin yad rahy keh ager ye levels break out ho jayain to phir reversal na hony ki waja say profit ki bajaye hamain loss ho jata hay. Jab keh in levels ka maqsad he short reversal ko identify karna hota hay. Is liye ham simply fibonacci indicator per depend nai kar sakty aur iskay sath mazeed indicator aur fundamental analysis ki bhi support laini chahiye. Jab keh proper risk management ko hamesha recommend karna chahiye.
Manually Support and Resistance
Agar hum market me manually support and resistence levels ko market Karen gay tu bohat mushkil hogi or wrong marking bhi bohat hoti hai magar ye indicator apko automatically levels of support and resistence marking kar deta hai jis se humen trading karny me bohat asani hoti hai aur dear friends agar agar app fibonacci retracement use kar rahay hain tou phir fibonacci fan ki zaroorat nahi hay fibonacci fan ki zaroorat jab parti hay jab market bilkul bullish ho ya bearish ho

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим