How To Use Trailing Stop Loss in Forex Trading....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How To Use Trailing Stop Loss in Forex Trading....
    Assalamu Alaikum:


    dear member Main ummid Karta hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko proper analysis ke sath kam karna hota hai aur Market ko acche tarike se focus karna Hota Hai Jab Ham ismein proper analysis ke sath kam Karte Hain To Hamen maximum advantages Hasil hote hain isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham ismein Jyada Se Jyada hard worker hai aur acche experience ke sath kam Karen main aaj aapse bahut important information share karungi jo aapki trading ko profitable banaa sakti hai to Mera topic hai trailing stop loss Kya Hai Is per Kaise kam Karke profitable ho sakte hain.

    What is Trailing Stop Loss:

    Dear trailing stop loss Ek Khas types ka stop loss order hota hai jismein traders ke race ko manage karte hue profit ka sev banaya jata hai yah strategies Kisi stock per trades ke open karne ke sath use usse ek Khas percentage ke hisab se acute karne ke liye set Kiya Jata Hai trailing Star Plus profit key condition Mein stock price ke sath sath move karta rahata hai but Agar Kisi point per stock profit side per Munh mat rok leta hai yah stock Pahle Se Hi loss Mein move karna start karta hai to use condition Mein training stop loss ruk Jata Hai Jab Tak ke yah to vah last Mein hit Na Ho Jaaye aur yah market Dobara profit Mein move Na Karna start kar de.



    Trailing Stop Loss Example:

    Dear agar aap Koi x y z stock Ho hundred dollar per bye karte hain aur training stop loss ko 50% per set Karte Hain To Jab Bhi Agar rate loss Mein Jaati Hai to market ke 5% loss Mein Jaane Ke Par aapka order Khud bahut 5% ke loss per close ho jaega Agar aapki trade ko profit Mein move karte hain to use condition Mein training stop loss apni position ki bajay trades ke profit ke sath sath 5% ke difference ke sath move Karta Rahega Jaise Agar matlab trade profit Mein $100 per Chala Jata Hai To training stop loss 5% ke hisab se $190 per automatic Ali set ho jaega.

    Trailing Stop Loss Ka Tareeqy Kar:

    Dear trailing stop loss ko aamtaur per do tarikon SE set Kiya Ja sakta hai ek Hai automatic Ali jismein brokers Apne software per Apne Apne trades ko Ja sahulat Maiya karte hain aur Jiske set karne se training stop loss Khud Bagodar trades ke profit ke sath shift hota rahata hai jabki loss ki condition Mein yah Apni Jagah per rahata hai jisse Jyada loss Nahin Hota MP4 platform jismein trader Bar Bar Apne trades ke nigrani karte Rahte Hain Jab Bhi trader ka trade profit Mein move karta Hai To uske sath vah apni stop Lash ko Usi munajbat Se Khud shift Karta Hai jabki loss ki condition Mein vah Apne stop loss Ko tabdil Nahin Karta Hai MP4 platform main use Kiya jata hai.

    Limitation Of Trailing Stop Loss:

    Dear trailing stop loss Ek bahut hi best facility hai aur yah trading ko profit Mein Hi close Karta Hai Jab ki loss ki condition mein jyada loss sev banata hai but iski bhi Kuchh limitation Hai Jiska Janna bahut important hai trolling stop loss ko short term ki trading ya retreatment ki vajah se use nahin kiya Ja sakta price kabhi bhi sem ek hi trend Mein musalsal Munh nahin karti hai balki yah replacement ke hisab se higher high aur Lo aur Lo ke mutabik ward ya downward move Karti rahti hai but trailing stop loss ki Sahi position Yad Jyada short term percentage per set hone se yah jaldi hit ho sakta hai jisse trading ka fayda Nahin rahata ya bahut kam munafa Milta Hai.



    Training stop loss a automatically tarike Kar Ke mutabik set hota hai selection trader Khud Se karta hai but uski further movement trade ke sath Khud B Khud hoti rahti hai Jab Bhi aap training stop loss set karen to uski position aur trade se percentage ko Sahi position per lagaen Taki Jyada jaldi yah hit Na.

    Trading With Trailing Stop Loss:

    Dear training stop loss Har condition Mein Ek trader ke liye Jyada best hai agar traders iske liye Sahi position ka intekhab karte hain training stop loss ko Apne trading gris reward ya trading plan ke mutabik set Karen yani Jis Tarah Se Aam stop loss ki position set ki Jaati Hai To Uske mutabik training stop loss ka bhi intekhab Karen jisse stock per bhi trade open Karen Ka Irada ho to use stock ki pahle se request position ka Sahi tarike se mutala Karen Teri dressment stock kitne percent per hota hai aur dusra use stock ke reversal ko bhi dekh le training stop loss is position per Hamesha fayda dega.


    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How To Use Trailing Stop Loss in Forex Trading....

    Trailing stop loss:-

    Forex trading may trailing stop loss ko us waqat use kartay hain. Jab aik share (stock) ki qeemat fixed surface takk kamm ho jaye to mazeed nuqsan ko rokhny k liye position khud ba-khud market mojooda market ki qeemat par sale ho jaye gi. Trailing stop orders yeh trailing stop loss hamain bohat faida deti hai q k is se hamein loss kay ziyada chances nahi hoty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (15).png
Views:	4
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12429013

    Trailing stop , How it works:-

    Jab bhi hum market mein kisi bhi pair pe trailing stop lagaty hain to yeh market ky orders ko apne sath pull karti hay. Us waqat jab prices last takk mazeed barhati howi jaati hain to us waqat naye stop loss ki qeemat baqi rehti hai. Trailing stop loss khud ba-khud traders ki safety karta hai or us say trading kay account ki safety hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (16).png
Views:	1
Size:	13.8 کلوبائٹ
ID:	12429014

    Trailing Stop:-

    Yeh stop bhi stop loss ki trhan hi hota hay jo hamari trading may hamain hony waly loss ko protect karta hai or hamari trade auto par rakhty howy hamain mazeed profit daita hai jab k agar hamain loss ho raha ho to yeh auto par hamari trade hold rakh kar loss hony se safe rakhti hai is liye agar ham forex mein achi or miyari trading karna chahty hain to is k liye zaroori hai k humm is stop ka use kar k apni trading ko behtar tareeky se karr k us main profit bhi acha hasil kar sakain forex main agar hum apni trading main stop loss k sath sath is stop ka bhi use karein to hamain is ka acha faida mill jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	1
Size:	13.3 کلوبائٹ
ID:	12429015

    Traling stop hamain slected milty hain jin main se hamain kisi aik level ko select kar k apni trading main set karna hota hai jis k baad hamain is ka faida milta hai or hamain auto par profit mill jata hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X