Dear friends, Forex trading ma trader bhot sari strategies ko use karty hain profit hasil karny k lae. But ye strategies trader apny experience or capital ki base par use karty hain, isi tarah Naked trading market ki current situation ya current price par depend karti ha aur is main past ya future ki situation ko totaly ignore kar dia jata ha, naked trading main hm indicators ki help nhi laitay balkay sirf price action kay mutabik trade kartay hain, is ma sirf candlesticks aur charts ki madad sa trade ki jati ha
Naked trading ki explanation:
Naked trading ma market ki current situation ko dakh kar trade ki jati hai. Is trading ma kisi indicator aurpattern ki help ni ley jati. Trader isko price action strategy b kehty hain. Naked trading ma trader k lae profit hasil karna bhot mushkil ho jata hai. Wo trader kamiab hota hai jo trade k lae market charts ko read karta hai. Charts ko read kiay baghair trade ko open karna boht mushkil ho jata hai.
Importance of naked trading:
Naked trading ma price action sa hm market ki moments ko ziada clearly observe kar saktay hain aur iski moments ki direction ka andaza laga saktay hain, is trading strategy ko hm technical anaylisis ki base par apply kartay hain jis ma sirf wo hi factors consider kiay jatya hain jo zahiri hon, naked trading sa murad ye hi ha k indicators ko ignore kar k current situation k mutabik chalna aur apni trade ko asan bnana, is ma market k trends ya moment ko samajhna zaruri hota ha jin ko hm sirf different patterns ya candlesticks sa samajh patay hain, aik acha naked trader hmesha market k trend ko follow karta ha aur us k against trade nhi karta,
Benefits of naked trading:
naked trading ka hamain benefit ye hai kay hum is mein price action se market ki position ko observe ker sakty hain aur us kay accordingly trade ko apply ker sakty hain is trading ko hum technical analysis ki base par apply kerty hain aur is ki moment ka andaza bhi lagaty hain is mein hum indicators ko nazar andaz ker kay sirf aur sirf current situation ko follow kartay huay trade kartay hain aur is se humain loss bhi ho sakta hai kiun kay hum kisi bhi trading tool ko use nahi ker rahy is mein trend ko samjhna zaroori hota hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим