Trading With Bollinger Bands Indicators?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading With Bollinger Bands Indicators?
    Dear bollinger bands trading indicator jo ky technical indicator hai jis ko aap metatrader 4 mein select kar sakte hen. is mein market Kisi bhi flat market ya side way movement main bahut helpful hota hay aur is strategy ka istemal is main bhi hamain profitable trading say kamyab kar sakta hay. Kyun keh kai traders ka khial hota hay keh side way movememt main trade lagany say behter hay keh wait kia jaye, jab keh ager ham ghor karain to sideway movememt main bhi hamain aik arzi support and resistance mili hoti hay jis per ham buy and sell ki small trades kay through earning kar sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-10-26T191435.525.png
Views:	26
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12565085

    Bollinger Bands Working Analogy

    Bollinger band indicator ko helpful aur ideal samjha jata hay aur isi indicator ka he use hota hay. Jab market slow momentum main ho aur bar bar arzi support and resistance ko hit ho kar wapas ja rahi ho to ham upper and lower band kay teht yahan say signal laity huye trading say earning kar sakty hain. Khas tor per ager ham stop loss aur take profit ka use karain. Ager price 2 or more times resistance ko hit ho ker wapas aye to hamain ye confirm ho jata hay keh iska filhal ye he resistance level hay yahan per ham stop loss set kar ky sell kar sakty hain aur short support per take profit select kar sakty hain. Is say hamain bahut effective aur successful results milain gay.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-10-26T191443.855.jpeg
Views:	1
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12565086

    Stability and Strategy of Bollinger Bands

    Agr baat ki jay is ki strategy ki reliability hamain tab he mil sakti hay jab market ka momentum slow ho, aur kisi major economic news kay announcement kay chances bhi na hon. Jab keh ham price bounce kay teht entry point ka bhi durust intikhab karain. Q keh hamain yahan in small ranges main late entry itna profit nai daiti aur baz dafa stop loss bhi hit ho jata hay. Lehaza hamain is main Fibonacci retracement aur candlesticks kay patterns ko bhi in ranges kay liye consider karna chahiye. Q keh baghair trading strategy kay kabhi bhi earning mumkin nai hay.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-10-26T191440.328.png
Views:	1
Size:	13.4 کلوبائٹ
ID:	12565087

    Confirmation

    Candle stick ki confirmation sy Bollinger band ki effectness mazeed barh jati hai. Es sy trader ko indication melti hai k price outer band sy bounce back karyn gi or mean ki taraf ah jayn gi. Chart ko observe karny sy or es par banany wali candlestick ki shapes sy trader ye andaza lagany ma kamyab ho jaty hain k price kb bounce back hony wali hai. But trader ko serf ik he candle sy ye predict ni karna chahe kam sy kam ik candle k bad ik confirmation candle ki help sy he market ki direction ko decide karna chahe.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-10-26T191435.525.png
Views:	26
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12565085

    Support and Resistance

    Forex trading ma market ko price support or resistance k bech ma he move karti rehti hai. Jb ye support par jati to trader ye imagine kar lety hain k market ki price ab bounce back ho kar resistance ki taraf ja salkti hai or ese tarha market jb resistance par ponch jati hai to eska ye matlab hota hai k price phr support par wapas jae gi so wo es hesab sy apni trades ko manage karty hain or profit hasil karny ki khosis b karty hain. Kahe bar wo es strategy sy kamyabi hasil karny ma kamyab b ho jaty hain. But asa b hota hai k market support or resistance ko cross kar jati hai or wapas ni jati.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-10-26T191440.328.png
Views:	1
Size:	13.4 کلوبائٹ
ID:	12565087
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading With Bollinger Bands Indicators?

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bollinger Bands Indicator


    Bollinger band indicator sab se ziyada qabil aetmaad aur mazboot trading indicators mein se hain jin mein se traders muntakhib kar satke hain. Indicator ka istemaal trend ki taaqat ko parhnay, range markets k time periods andrajaat aur mumkina market tops talaash karne ke liye kya ja sakta hai. Bollinger band indicator bhi lagging indicator ki tarah nahi hai kyunkay yeh hamesha haqeeqi waqt mein qeemat ke amal ke mutabiq hota hai aur mojooda mahol ko adjust karne ke liye utaar charhao ka istemaal karta hai.
    Jaisa ke naam se zahir hota hai, Bollinger band indicator price channels ( bands ) haen, jo qeemat ke oopar aur neechay banaye jate hen.
    Bollinger band indicator k outer qeemat ke utaar charhao par mabni hotay hain, jis ka matlab hai ke jab qeemat mein utaar charhao aur trends mazboot hotay hain to woh phailtay hain, aur band side way consolidation aur low movement ke trend ke douran qareeb hote hain .
    Pehlay se tay shuda tor par, Bollinger band indicator 2.0 standard deviations par set hain jis ka matlab hai ke, aidad-u-shumar nuqta nazar se, qeematon ki tamam karwaiyon ka 95 % channels ke darmiyan main hota hai. Bollinger band indicator k bahir bands ke qareeb, ya bahar ki harkat qeemat mein aik ahem tabdeeli ko zahir karti hai.
    Bollinger band indicator ka markaz 20-peroid moving average hai aur utaar charhao par mabni bairooni bands mein behtareen izafah hai.

    Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	22
Size:	16.7 کلوبائٹ
ID:	12428897

    Finding Tops and Bottoms with Bollinger Bands


    Bollinger band indicator ka istemal hamesha dosre leading indicators jaise RSI indicator k sath karna chaheye. RSI indicator ka iss k sath aik behtareen match hai. Prices k tops ki do qismain hain jin ke baray mein aap ko jan-nay ki zaroorat hai :
    1. Trend ki tabdeeli ke baad, qeemat bairooni band tak pounchanay mein nakaam ho jati hai, kyunkay bullish trend kamzor ho jata hai. Yeh signal aam tor par RSI divergence ke sath hota hai .
    2. Consolidation ke douran, qeemat bairooni bands mein barh jati hai jo fori tor par mustard ho jatay hain.


    Click image for larger version

Name:	images (18).jpeg
Views:	2
Size:	33.3 کلوبائٹ
ID:	12428898

    Chart Analysis with Bollinger Bands

    Kisi bhi assets k chart par Bollinger band indicator ko draw kia ja sakta hai, jiss se trader apni marzi k result hasil kar sakte hen; aam tawar par chart pattern k analysis se humen darjazzel points hasil hote hen:
    1. Agar price aik mazboot bearish trend mein hai aur qeemat har waqt outer band ke qareeb rehti hai, to yeh aik bohat hi strong bearish hota hai.
    2. Agar price outer band tak pounchanay mein nakaam rehti hai aur phir bohat mazbooti se bullish jati hai. achanak band tak pounchanay mein nakami sideways ki movement ka signal day sakti hai.
    3. Low high ke sath 3 swing highs: agar pehla swing high outer band tak pahonch jata hai, to baqi nechay do nakaam rahengay, jo aik bearish ka signal hoga.
    4. Aik strong bearish trend jahan qeemat bairooni band ke qareeb rahi, jiss par bullish pressure barhane ki koshash ki gaye lekin bearish ki mazboti usse nakam banati hai.
    5. Agar price aik taraf mazboot ho jati hai, bairooni band tak nahi pahunchti aur to ye rejection bearish trend ka khatma karti hai.


    Click image for larger version

Name:	images (24).png
Views:	2
Size:	18.0 کلوبائٹ
ID:	12428899

    Trading

    Bollinger band indicator aik leading indicator k tawar par kaam karta hai, kyunkay woh hamesha qeemat ke sath khud bakhud badal jatay hain.
    Trends ki taaqat ki analysis karne aur is terhan bohat si ahem maloomat haasil karne ke liye bollinger band ka istemaal kar satke hain. Trend ki taaqat ki analysis karne ke liye bollinger band ko istemaal karne par aap
    ko sirf chand cheezon par tawajah dainay ki zaroorat hai :
    Strong trends ke douran, qeemat bairooni band ke qareeb rehti hai.
    Agar trend jari rehne par qeemat bairooni band se hatt jati hai, to bollinger band indicator sideways ki raftaar ko zahir karti hai .
    bairooni bands mein baar baar dhakelna jo haqeeqat mein band tak nahi pahunchte hain taaqat ki kami ko zahir karte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (23).png
Views:	1
Size:	21.3 کلوبائٹ
ID:	12428900
    • #3 Collapse

      Re: Trading With Bollinger Bands Indicators?

      Trading with indicaters ;-

      Bollinger Bands indicator market mein aap ko ek trade strategy ky tor par use ho kar apky liye ek strategy hai. Yeh aap ko 2 bands ky darmian trade karny aur market ki movement se faida uthany ky liye use hoti hai. Bollinger bands mein upper aur lower bands shamil hain jin ky darmian market move karti hai. Bollinger bands ki strategy ek important strategy hai aur maximum traders is ko use karty huey trade karty hain.

      Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	6
Size:	41.3 کلوبائٹ
ID:	12428914

      Helpful Stretegy ;-

      Isko use karny ky liye aapko technical indicator ka use karna parta hai aur aap is ky ilawa technical analysis bhi use kar skty hain.Yeh ek indicator ky tor par use hota hai jis mein aapko moving averages ki information di jati hai.​Is trha yeh moving averages bhut important hoti hain. In ky darmian difference ko note kar ky aap market mein reversal points ko note kar skty hainnaur is trha aap trading ko continue rkh skty hain. Market mein upper band aur lower band ko dekhty huey aap ko trading karni chahye. Upper bands aur lower bands ko draw karty huey aap support aur resistance level ki informations le skty hain. Is trha market in bands ky darmian continuously move karti hai aur aapko different entry points milty rehty hain.

      Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	2
Size:	32.6 کلوبائٹ
ID:	12428915

      Best anylesis;-

      Bollinger bands moving averages ki information dety hain jin ko compare kae ky aap market mein selling ya buying trends ki indication karty hain. Is trha ek normal moving average aur ek actual moving average ky darmian difference ko dekha jata hai. Is trha middle band se upper ya lower bands mein market ki movement ko note kia jata hai.

      Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	33
Size:	21.3 کلوبائٹ
ID:	12428916

      Bollinger Bands strategy Market mein trade karny ky liye bhut important hoti hai. Market mein isko apply karny ky liye aap ko complete informations leni parti hain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading With Bollinger Bands Indicators?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
        Dear bollinger bands trading indicator jo ky technical indicator hai jis ko aap metatrader 4 mein select kar sakte hen. is mein market Kisi bhi flat market ya side way movement main bahut helpful hota hay aur is strategy ka istemal is main bhi hamain profitable trading say kamyab kar sakta hay. Kyun keh kai traders ka khial hota hay keh side way movememt main trade lagany say behter hay keh wait kia jaye, jab keh ager ham ghor karain to sideway movememt main bhi hamain aik arzi support and resistance mili hoti hay jis per ham buy and sell ki small trades kay through earning kar sakty hain.

        [ATTACH=CONFIG]147904[/ATTACH]

        Bollinger Bands Working Analogy

        Bollinger band indicator ko helpful aur ideal samjha jata hay aur isi indicator ka he use hota hay. Jab market slow momentum main ho aur bar bar arzi support and resistance ko hit ho kar wapas ja rahi ho to ham upper and lower band kay teht yahan say signal laity huye trading say earning kar sakty hain. Khas tor per ager ham stop loss aur take profit ka use karain. Ager price 2 or more times resistance ko hit ho ker wapas aye to hamain ye confirm ho jata hay keh iska filhal ye he resistance level hay yahan per ham stop loss set kar ky sell kar sakty hain aur short support per take profit select kar sakty hain. Is say hamain bahut effective aur successful results milain gay.

        [ATTACH=CONFIG]147906[/ATTACH]

        Stability and Strategy of Bollinger Bands

        Agr baat ki jay is ki strategy ki reliability hamain tab he mil sakti hay jab market ka momentum slow ho, aur kisi major economic news kay announcement kay chances bhi na hon. Jab keh ham price bounce kay teht entry point ka bhi durust intikhab karain. Q keh hamain yahan in small ranges main late entry itna profit nai daiti aur baz dafa stop loss bhi hit ho jata hay. Lehaza hamain is main Fibonacci retracement aur candlesticks kay patterns ko bhi in ranges kay liye consider karna chahiye. Q keh baghair trading strategy kay kabhi bhi earning mumkin nai hay.

        [ATTACH=CONFIG]147907[/ATTACH]

        Confirmation

        Candle stick ki confirmation sy Bollinger band ki effectness mazeed barh jati hai. Es sy trader ko indication melti hai k price outer band sy bounce back karyn gi or mean ki taraf ah jayn gi. Chart ko observe karny sy or es par banany wali candlestick ki shapes sy trader ye andaza lagany ma kamyab ho jaty hain k price kb bounce back hony wali hai. But trader ko serf ik he candle sy ye predict ni karna chahe kam sy kam ik candle k bad ik confirmation candle ki help sy he market ki direction ko decide karna chahe.

        [ATTACH=CONFIG]147904[/ATTACH]

        Support and Resistance

        Forex trading ma market ko price support or resistance k bech ma he move karti rehti hai. Jb ye support par jati to trader ye imagine kar lety hain k market ki price ab bounce back ho kar resistance ki taraf ja salkti hai or ese tarha market jb resistance par ponch jati hai to eska ye matlab hota hai k price phr support par wapas jae gi so wo es hesab sy apni trades ko manage karty hain or profit hasil karny ki khosis b karty hain. Kahe bar wo es strategy sy kamyabi hasil karny ma kamyab b ho jaty hain. But asa b hota hai k market support or resistance ko cross kar jati hai or wapas ni jati.

        [ATTACH=CONFIG]147907[/ATTACH]
        Bollinger band ek aisa important indicator hai jo aapko market mein regularly basis per working karne ke liye consistency order kar lete to usmein aapko do different levels available hote hain jismein aapko bahut jyada fayda ho sakta hai basically Jab Ham market mein is indicator ko find out kar lete hain to aisi situation mein aapko bahut hi important aur valuable information available ho rahi Hoti hai is indicator ki help se aapko market mein consistantly focus karna hota hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Trading With Bollinger Bands Indicators?

          BOLLINGER BAND INDICATOR
          bollinger band indicator technical analysis mein istamal hone wala aik important indicator hai jo hamein market ki volatility ko measure karne mein help karta hai aur hamein market ki OVERBOUGHT and OVERSOLD condition ke barey bhe btata hai.buniyadi tour per yeh tool hamein btata hai keh market quiet hai ya loud condition mein hai.jub market quiet hoti hai tu bands contract kartey hain aur jub market loud hoti hai tu bands expands hotey hain.bollinger band ko chart overlay indicator kaha jata hai jiska matlab ye hova keh hum esko chart per display yani dekh saktey hain.

          jub price quiet hoti tu bands aik doosrey mein close ho jatey hain aur jub price up move karti hai tu bands spread jatey hain.lower aur upper bands specific time mein maujood volatility aur prices mein tabdeeli ke barey mein btati hai.bollinger band volatility ko measure kartey hai es liye bands market ki condition ko tabdeel karke adjust ho jaatey hain.
          EXPLANATION
          bollinger band ko three lines per plot kia jata hai.
          1.an upper band
          2.a middle line
          3.a lower band
          es indicator ki middle line simple moving average line kehlati hai.upper aur lower bands middle line ke above and below two standard deviation ko represent karti hai.hamein bollinger band per easy ho kar trading karni chahie.agar upper aur lower band sirf one standard deviation ko represent kar rhe hon tu 68 % price contained ho kar en bands per move karti hai.bands ke liye SD ki value jitna high hogi bands utni zyada prices ko capture karengey.
          BOLLINGER BOUNCE KIA HOTA HAI ?
          aik important baat jo hamein bollinger band ke barey mein maloom honi chahie voh ye hai ke es pattern ke dauran prices bands ke middle se tends back ho jaati hain.yahe idea hamein bollinger bounce ki maloomat deta hai.neechey ke gragh mein hamein bollinger bounce ko dekhya gya hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X