INFORMATION:
[I]Morning star patterns bahot hi informative hote hai yah market mai bahut jyada important role play karte hai market mai inki maujoodgi jaruri hoti hai aur inka knowledge experience hasil kiye bagair ham kabhi bhi market mai trade open nahin kar paate market mai maujud tamam patterns aur candlesticks bahut best hai aur bahut important bhi hai agar ham forex mai kam karna chahte hai to hamen sabse pahle market ka analysis karna chahie jab ham market ka analyses kar lete hai.
[/I]
Morning Star Candle Stick Pattern.
Morning star candlestick pattern 3 candles par shamil hoti hai. Morning star candlestick us waqat banti hai jub market lower support par ponch jati hai. first candle long bearish candle ki shakal mai banti hai aur esko body big hoti hai. Es k bad jo second candle hoti hai wo kisi khas direction ko show ni karti yani wo indecisive hoti hai. Third candle stick long or bullish hoti hai yani eski body large hoti hai. Down trend ma pehle candle heavy selling ko show karti hai. Buyer or seller k middle indecision situation ko second candle small size sy show karti hai.
Trading In Morning Star Candlestick:
Morning start pattern ak best way of trading aur analysis hai. Market mai trade karni hai to hum ko is market mai yeh dekhna hai ky hum agar is market mai candles stick ko dekh ky trade lagaty hai to confirmation ky baad entry le aur us ky sath sath hum ko is mai resistance aor support par jo pattern bany us par trade lagani chaye us se hum ko faida hota hai agr hum is market mai achi trade laga lety hai to Morning start pattern per hum acha profit bana sakty hai aur aus se hum apna account growth kar sakty hai is market mai hum jinti zayda mehnat karty hai hum ko is market mai atna hi zayda faida hota hai agar hum ais market mai plan acha banaty hai to kamyab ho sakty hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим