Re: Risk management in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Re: Risk management in forex trading
    Forex trading market me sare traders trading ko seekhne ya apne experience ko increase karne par ziana tar tawajah dete hen, wahan par traders aik aham aur zarori juzz yani risk management ko nazar andaz kar dete hen. Forex trading me taqreeban ziada tar traders ya khas kar new traders hamesha market me apni tawajah technical analysis for kids hai, ya wo aise technical tools ya technical indicators ki talash me hot hen, jis se wo apni har aik trade ko lazmi kamyab banaye, halankeh haqeeqatan aisa mumkin nahi hota hai, aur traders ziyaa munafay k chakat me apne pas maojood sarmaye ko bhi zaya kar jate hen.Jab traders aise risk lena shoro kar dete hen, jo us k account me maojood sarmaye k mutabiq na ho, loss ki sorat me koi khas mansoba bandi ya technique nahi ki ho, traders kabhi loss ki haqeeqat ko qabool hi nahi karta ho, ya trading I bare risk to nuqsan se na ashna ho, to forex trading market me kamyabi ka zatya kabhi nahi bante.Forex trading market me tamam traders kamyab nahi ho sakte, bohut sare loss me bhi hot hen. Hamesha aik trader ko market me entry katne se pehle kamyabi aur nakami dono ko apne zehen me rakhna zarori hai. Agar traders ko kamyabi aur nakami dono qabool nahi hai to wo kabhi bhi kamyab nahi ho sakte hen. Aik kamyab trader k leye loss ko har sorat qabool hona chaheye, bulke kaye maqon par to musalsal loss bhi ho sakti hai, jab trading market hamare khilaf ho.Forex trading ko kamyab banane k leye je ko teen hison me taqseem kia ja sakta hai, sarmaye ka tahafuz aur taraqi, stop loss ki tarteeb aur muanafay k ahdaaf.




























    Sarmaye as Tahafuz or Taraqi



    Forex trading market me traders apne samaye ko us waqat mehfoz bana sakta hai, jab bhi wo ziyata munafay ya chand hafton me ameer banne ki koshash nahi karega. Aksar awqat merchant kisi media channels, signal providers gher mayari, kuch tijarati taleemi compneya k lalach me a jate hen, q k wo kehte hen k hum thore se sarmaye ko bohut jald lakhon me tabdeel karwa sakte hen, jo k asal se haqyakeqat hok hen. Traders jab haqeeqat ki bajaye lalach me parh jate hen to apne account ko proper money management ya risk k mutabiq istemal nahi katrte, to us ko aksar loss ka samna ho sakta hai. Trading ki behtareen hikmate amli k leye zarori hai k traders apne samaye ko (khas kar chote (small) account holder) ko ahista ahista taraqi de, yani mamoli margin se apne account me izafa karen. Jab bhi traders gher haqeeqi dawon me nahi paregy, aur proper market k hisab se chalengay for us waqat traders is riski business me kamyab ho sakte hen.Hamari awaleen tarjeeh hamare tijarati sarmaye ka tahafuz hai. Trading k leye sarmaye k bagher, hum kisi bhi trading sargarmi me hisa nahi le sakte hen. Agar aik trader apne account ka istemal behtareen hikmate amli se card hai aur trading position ko account k mutabiq rakhta hai to loss hone se bhi us ka account itna ziata mutasir nahi hota hai k jitna aik dosra trader bagher risk management k trading me loss uthata hai .















    Losses:






    Traders ko ye wazih katna chaheye k wo aik trade par kitna loss bardasht kar sakta hai. Traders aksar awqat apne trading entry point aur exit position ya waqat par bohut ziyaa waqat lagate hen aur aksar k trader exit point ko nazar tak kar dete hen. Aik kamyab trader k leye zarori hai k wo apne trading profit k sath sath loss k bhi exit position pe ghawar kare.Ziada tar traders ko loss ko kam karne ka kaha jata hai, hum apne trading loss ko us sorat me kam kar sakte hen jab hum ye tasleem karengay k mojoda market k halat hamare trading k mutabiq nahi hen aur hamara trade hasare me hen, to humen shop ko near ya us ka kuch hisa khatam karna chaheye. Ye sab loss ko qabol karne , trader ko ghalat sabit karne aur apne agley trade ki taraf bathne k ishare hote hen. Je ummeed par trade latkhane ka koi faida nahi hai, k trades hamare haq me wapis a jayrngay, yahan pe khone wala sarmaya hum kisi aur trade par faide k leye istemal kar sakte hen. Ziada waqat loss me rehni wale shops humen zehni torcher bhi karti hai, q k hum baar baar us ko loss me dekhte howe pechtate hen, aur agar loss maze barh raha ho to ye humari aur bhi energy zaya karti hai. Stop liss hamesha humen je tarah ki tension se door rakhta hai, humen har shop k sath stop loss ka istemal yaqeeni banana chaheye.Nuqsan ki sorat me ; aghaz me jis position pe hamari trades khatam ho jayi hai, ye stop loss ki position hoti hai. Ye wo position hoti hai jahan pe hum kisi bhi trade ka loss bardasht kar sakte hen. Is leye is position pe trades ya to close ki jati hai aur ya kuch kam ki jati hai.Stop loss ki miqdar bare account me ziyaa aur chote account me kam hogi. The ratio of risk and reward to mutabiq stop loss set kia jata hai, jo humen boht ziata behtar parta hai. Stop loss hit hone oe humen dil chota nahi karna chaheye aur nahi je ko har waqat dil pe lena chaheye. Loss ka dukh hota zaror hai lekin huamare pass aur bhi trading karne ka moqa hota hai. Is waja se hum is loss ko cover kar sakte hen.








































    Levers aur Position Size as Istemal






    Leverage hamare apne sarmaye k aik chote se hese ko istemal karne aur financial market mi hamare trading capacity ko barhane k keye broker ya dealer se musar tareeqay se qaraz lene ka amal hai.Hum aksar awqat internet par dekhte hen k broker apne platform ki tashheer k leye advertise dete hen k $500 se account Shoro karen aur 400 persent tak leverage hasil karen. Agar che ye such hai k kuch brokers ne chote level k traders se shorat ki hen, aur unhen bare tijarati accounts me tabdeel kar deya hai. Lekin rato-raat karor-patti banne ka khwab us waqat aik daraone khwab me badal jata hai, k jab leverage ka zaiyaa istemal aur ghalat istemal business account ko mukamal khatam ya wash kar deta hai.Leverage ka sahi istemal hamare account to safety ko batati hai. Ye bhi haqeeqat hai k hum jitna bare leverage ka account banayengay to us se humen munafa hasil karne k chances bhi ziyaa hot hen, lekin haqeeqat me aisa mumkin nahi hai. Q k hamare open shops kabhi bhi har waqat munafa me nahi reh sakte, is waja se bare leverage k istemal k waqat loss bhi bara hota hai. Agar aik trader apne account leverage ka sahi istemal karte howe sirf 2 percent hi risk leta hai to wo hamesha bare loss se mehfoz rahega. Lekin agara je k bar-akas wo 10 ka risk leta hai ,to us sorat me loss bhi pehle wale risk se 500% ziyaata hoga. Yani agar aik trader 2% leverage k istemal pe agar loss ki sorat mi $2 ka loss uthata hai, na 10% leverage ka risk uthane wale ko $10 ka loss hoga.Forex trading market me aik trader ko jitna ho sake seekhne ki koshash karni chaheye, lekin us k sath sath, apne account me jitna ho sake sarkaya kari kare, aik behtareen aur sahi leverage k sath trading kare aur risk management k sakht qawaneen, jis k apnane se traders kamyab hote hen, par lazmi amal katna chaheye.Munasib account capitalization
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    جواب: Re: Risk management in forex trading

    Foreign exchange buying and selling ka busniess ek kamyab busniess hain foreign exchange trading important getting to know karna parta hain foreign exchange trading head hardwork kare foreign exchange buying and selling critical widespread pratice kare foreign exchange buying and selling head pratice learning karna parta hain forex trading vital tough paintings kare agar forex vital kamyabi panna hain tu tough work karna parta hain mastering nhe hain tu kamyabi b nhe hain forex trading key tough paintings kare getting to know karna parta hain foreign exchange buying and selling critical difficult work karna parta hai forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain foreign exchange trading valuable learing okay loiye pratice karna parta hain foreign exchange head tough paintings karna parta hain foreign exchange ek kamyab busniess hain commonplace examination karne grain shippers assessment kar ok kamyab ho skte hain foreign exchange buying and selling vital traditional pratice krna must hota hain

    The excellent approach to Trade on MACD Pointer in foreign exchange trading market:

    foreign exchange buying and selling key preferred pratice karna parta hain forex trading head pratice nhe hain tu kamyab mil skti hain forex trading important studying karna should hota hain acha and kamyab dealers banna hai tu forex buying and selling important preferred patice kare foreign exchange trading important getting to know karna parta hain foreign exchange essential achi kamyabi panna hain tu mastering karna parta hain foreign exchange predominant getting to know nhe haintu kamyabi b nhe hai foreign exchange buying and selling head pratice karna need to hota hai har kamyab providers foreign exchange buying and selling head kamyab ho skte hain foreign exchange buying and selling exam karna parta hain foreign exchange buying and selling head evaluation ki jati hain tu kamyabi mil skti hain forex ek kamyab busniess hain forex trading head assessment karna parta hain forex buying and selling difficult paintings kare typical pratice kare foreign exchange trading head learing kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Risk management in forex trading

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nomikhan58 پيغام ديکھيے
      Forex trading market me sare traders trading ko seekhne ya apne experience ko increase karne par ziana tar tawajah dete hen, wahan par traders aik aham aur zarori juzz yani risk management ko nazar andaz kar dete hen. Forex trading me taqreeban ziada tar traders ya khas kar new traders hamesha market me apni tawajah technical analysis for kids hai, ya wo aise technical tools ya technical indicators ki talash me hot hen, jis se wo apni har aik trade ko lazmi kamyab banaye, halankeh haqeeqatan aisa mumkin nahi hota hai, aur traders ziyaa munafay k chakat me apne pas maojood sarmaye ko bhi zaya kar jate hen.Jab traders aise risk lena shoro kar dete hen, jo us k account me maojood sarmaye k mutabiq na ho, loss ki sorat me koi khas mansoba bandi ya technique nahi ki ho, traders kabhi loss ki haqeeqat ko qabool hi nahi karta ho, ya trading I bare risk to nuqsan se na ashna ho, to forex trading market me kamyabi ka zatya kabhi nahi bante.Forex trading market me tamam traders kamyab nahi ho sakte, bohut sare loss me bhi hot hen. Hamesha aik trader ko market me entry katne se pehle kamyabi aur nakami dono ko apne zehen me rakhna zarori hai. Agar traders ko kamyabi aur nakami dono qabool nahi hai to wo kabhi bhi kamyab nahi ho sakte hen. Aik kamyab trader k leye loss ko har sorat qabool hona chaheye, bulke kaye maqon par to musalsal loss bhi ho sakti hai, jab trading market hamare khilaf ho.Forex trading ko kamyab banane k leye je ko teen hison me taqseem kia ja sakta hai, sarmaye ka tahafuz aur taraqi, stop loss ki tarteeb aur muanafay k ahdaaf.




























      Sarmaye as Tahafuz or Taraqi



      Forex trading market me traders apne samaye ko us waqat mehfoz bana sakta hai, jab bhi wo ziyata munafay ya chand hafton me ameer banne ki koshash nahi karega. Aksar awqat merchant kisi media channels, signal providers gher mayari, kuch tijarati taleemi compneya k lalach me a jate hen, q k wo kehte hen k hum thore se sarmaye ko bohut jald lakhon me tabdeel karwa sakte hen, jo k asal se haqyakeqat hok hen. Traders jab haqeeqat ki bajaye lalach me parh jate hen to apne account ko proper money management ya risk k mutabiq istemal nahi katrte, to us ko aksar loss ka samna ho sakta hai. Trading ki behtareen hikmate amli k leye zarori hai k traders apne samaye ko (khas kar chote (small) account holder) ko ahista ahista taraqi de, yani mamoli margin se apne account me izafa karen. Jab bhi traders gher haqeeqi dawon me nahi paregy, aur proper market k hisab se chalengay for us waqat traders is riski business me kamyab ho sakte hen.Hamari awaleen tarjeeh hamare tijarati sarmaye ka tahafuz hai. Trading k leye sarmaye k bagher, hum kisi bhi trading sargarmi me hisa nahi le sakte hen. Agar aik trader apne account ka istemal behtareen hikmate amli se card hai aur trading position ko account k mutabiq rakhta hai to loss hone se bhi us ka account itna ziata mutasir nahi hota hai k jitna aik dosra trader bagher risk management k trading me loss uthata hai .















      Losses:






      Traders ko ye wazih katna chaheye k wo aik trade par kitna loss bardasht kar sakta hai. Traders aksar awqat apne trading entry point aur exit position ya waqat par bohut ziyaa waqat lagate hen aur aksar k trader exit point ko nazar tak kar dete hen. Aik kamyab trader k leye zarori hai k wo apne trading profit k sath sath loss k bhi exit position pe ghawar kare.Ziada tar traders ko loss ko kam karne ka kaha jata hai, hum apne trading loss ko us sorat me kam kar sakte hen jab hum ye tasleem karengay k mojoda market k halat hamare trading k mutabiq nahi hen aur hamara trade hasare me hen, to humen shop ko near ya us ka kuch hisa khatam karna chaheye. Ye sab loss ko qabol karne , trader ko ghalat sabit karne aur apne agley trade ki taraf bathne k ishare hote hen. Je ummeed par trade latkhane ka koi faida nahi hai, k trades hamare haq me wapis a jayrngay, yahan pe khone wala sarmaya hum kisi aur trade par faide k leye istemal kar sakte hen. Ziada waqat loss me rehni wale shops humen zehni torcher bhi karti hai, q k hum baar baar us ko loss me dekhte howe pechtate hen, aur agar loss maze barh raha ho to ye humari aur bhi energy zaya karti hai. Stop liss hamesha humen je tarah ki tension se door rakhta hai, humen har shop k sath stop loss ka istemal yaqeeni banana chaheye.Nuqsan ki sorat me ; aghaz me jis position pe hamari trades khatam ho jayi hai, ye stop loss ki position hoti hai. Ye wo position hoti hai jahan pe hum kisi bhi trade ka loss bardasht kar sakte hen. Is leye is position pe trades ya to close ki jati hai aur ya kuch kam ki jati hai.Stop loss ki miqdar bare account me ziyaa aur chote account me kam hogi. The ratio of risk and reward to mutabiq stop loss set kia jata hai, jo humen boht ziata behtar parta hai. Stop loss hit hone oe humen dil chota nahi karna chaheye aur nahi je ko har waqat dil pe lena chaheye. Loss ka dukh hota zaror hai lekin huamare pass aur bhi trading karne ka moqa hota hai. Is waja se hum is loss ko cover kar sakte hen.








































      Levers aur Position Size as Istemal






      Leverage hamare apne sarmaye k aik chote se hese ko istemal karne aur financial market mi hamare trading capacity ko barhane k keye broker ya dealer se musar tareeqay se qaraz lene ka amal hai.Hum aksar awqat internet par dekhte hen k broker apne platform ki tashheer k leye advertise dete hen k $500 se account Shoro karen aur 400 persent tak leverage hasil karen. Agar che ye such hai k kuch brokers ne chote level k traders se shorat ki hen, aur unhen bare tijarati accounts me tabdeel kar deya hai. Lekin rato-raat karor-patti banne ka khwab us waqat aik daraone khwab me badal jata hai, k jab leverage ka zaiyaa istemal aur ghalat istemal business account ko mukamal khatam ya wash kar deta hai.Leverage ka sahi istemal hamare account to safety ko batati hai. Ye bhi haqeeqat hai k hum jitna bare leverage ka account banayengay to us se humen munafa hasil karne k chances bhi ziyaa hot hen, lekin haqeeqat me aisa mumkin nahi hai. Q k hamare open shops kabhi bhi har waqat munafa me nahi reh sakte, is waja se bare leverage k istemal k waqat loss bhi bara hota hai. Agar aik trader apne account leverage ka sahi istemal karte howe sirf 2 percent hi risk leta hai to wo hamesha bare loss se mehfoz rahega. Lekin agara je k bar-akas wo 10 ka risk leta hai ,to us sorat me loss bhi pehle wale risk se 500% ziyaata hoga. Yani agar aik trader 2% leverage k istemal pe agar loss ki sorat mi $2 ka loss uthata hai, na 10% leverage ka risk uthane wale ko $10 ka loss hoga.Forex trading market me aik trader ko jitna ho sake seekhne ki koshash karni chaheye, lekin us k sath sath, apne account me jitna ho sake sarkaya kari kare, aik behtareen aur sahi leverage k sath trading kare aur risk management k sakht qawaneen, jis k apnane se traders kamyab hote hen, par lazmi amal katna chaheye.Munasib account capitalization
      Yes dear forex market Mein risk ko manage karna hota hai agar Ham is market Mein Apne account ko acchi tarike se manage Karke trading karte hain to uski or hokar Ham Apne account per reading kar sakte hain market mein jo trader over trading karte hain ya Jyada risk lete hain vah Apna nuksan bhi kar sakte hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X