Explaining Swing Trading ;-
Swing trading aik trading ki aisi strategy hai jo k ek short term ya aik moderate term mein aap ko profit de sakti hai. Is mein ki janay wali trades aap ko ek din ya taqreeban ek week tak k time mein acha profit day sakti hay.Is mein scalping ky muqable mein aap kamm amount kama sktay hain.
Profit ratio using Stretegy ;-
Lekin aap yeh baat note kar lain ky aap ko is mein profit ki ratio boht kamm rakhni chahiye. Professioanl traders is kay through maximum thirty percent annual profit apny zehn mein rakhtay hain kyun kay is mein ziyada risk nahin liya ja skta.
Swing trading may aap small amounts of profits earn kerty hain. Or market ki swing movemnt ko watch krty hain sirf or average se andaza lagaty hain is ky ilawa baqi patterns par koi khas twajoh nahin di jati.
Big Risk for Small Accounts ;-
Sirf market ki swing movemnt ko analyze kar kay hi trading ki jati hay. Is trading mein aap ko aik din mein bhi profit mil skta hai. Lekin yeh profit baqi techniques say liye jany waly profit say kamm ho skta hai. Aur aap ko kamm profit par hi trade close kr deni chahiye or zeyaa risk nahin lena chahiye.
Swing trading kay liye aap ky pas account balance ziyada hona chahiye tab hi aap is strategy ko istemal kar sakty hain. mini accounts par swing trading karny ka koi faeda nahin or swing trading choty account kay wash hony ka natija ban sakti hai. aik andazy kay mutabiq Professional traders ka yeh mananna hai kay agar aap swing trading strategy pr chalna chahty hain to aap ky pas 5000usd se 8,000usd tak ka balance hona must hai.
Aik aam trader k pas itni amount hona assan nahin hai. Yeh technique ziyada big traders hi easily use kar sakty hain. Or choty accounts parr swing trading say avoid kerna chahye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим