what is triangles trading???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is triangles trading???
    assalium o alekum

    dear forex member
    umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mahnat s apna work krrhy hn gy jesa k ap janty hai k hmy weekly bounce hasil krny k ly daily three post share krni hoti hai aj ka jo topic p hum nat kr k apna knowladge ko increase kry gy hmra topic hai triangle trading k bary study kry gy chlty h aj k topic ki trf



    introduction


    Dear forex members Triangle pattern ko bahut Sare log channel pattern bhi Kahate Hain Kyunki Jab market is situation Mein movement Karti Hai To usmein Ek channel bhi banta hai sometime Jab ismein bullet train hota hai to uska slopes upwords hota hai Jisko aap ascending Triangles ke naam se Jante Hain. aur Jis trend Mein iska slope downward hota hai usko aap descending Triangles ka naam Dete Hain ismein aapko do different lines draw Karni hoti hai jo aap high prices aur low prices per Rah karte hain aur Market ki total movement Iske Darmiyaan hi hoti hai Inko aap resistance line aur support level bhi Kaise sakte hain.


    types of triangle trading


    Dear friends Forex trading main market main banny waly boht se patterns main aik pattern Triangle hai jis se hum apni trading ko es ko follow kar k apni trading kar skty hain forex main triangles 3 types k hoty hain jin ko smjh kar hum apni trade karty hain.

    1: Assending triangles.

    2: Descending triangles.

    3: symmetrical triangles.


    Assending or Dessending of triangle trading

    ASSENDING TRIANGLES

    Dear friends Forex trading main assending triangles main market aik channel main move katy karty aik kam distance areas main ja kar rokti hai osk bad apni movement change karti hai jis ko hum hum assending kahtu hain jis main hum es k word se he smjh skty hain k market nechy se oper jati hai tu osko hum assending triangles kahty hain jis main market ka break out hmaisha oper ko hota hai q k aghr market nechy se oper ja rahi hai tu mazzed oper jany k chances hoty hain.


    DESSENDING TRIANGLES


    Daer Friends FOREX trading main market oper se nehy ati hai tu aik channel main move karty karty aik triangles banati hai jis ko hum dessending triangle kahty hain jis se hmain es bat ki confirmation milti hai k hum apni trading main ayes trade lgaty hain k es ka break out nechy hoga tu hum tab tarde open karengy jis se hmain faida hoga dessending main market hmaisha apko support par reverse main milti hai jahan par ap apna take profit set kar skty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is triangles trading???

    Yes dear, jab hum forex market ki movement ko observe kerty hain to is main aisy pattern bhi ban rehy hoty hain jo aik triangle ki shape main hoty hain ky market bari movement kerty huey kisi bhi direction main movement kerti hai aur phir slow movement continue ker leti hai ky her new candle previous candle sy size main small hoti hai aur last per bahot hi minor si candle banti hai jis ky bahd market ki bari movement expected hoti hai tou isterha sy creat hony waly triangle patterns three types ky hoty hain

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221026_1741_49_2740.jpg
Views:	1
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12428867

    Ascending Triangle

    Descending Triangle

    Symmetrical Triangle

    Ascending Triangle pattern:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221026_1741_49_3891.jpg
Views:	1
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12428868

    Is pattern mein be market bar bar oper jati hai or hr bar usi point sy market neechy aa jati hay, es mein b agr line draw kr lein tu support or resistance ke line me triangle nazar ay g, aur market oper jati ho howe nazar ay ge, ascending triangle me market neechy sy oper jaty howe triangle bna kr dobara oper jati hay, Agar yah triangle Upar ki taraf price ko Breakout rahti hai to iska matlab hai ki ab aap friend start ho chuka hai aur Hamen Buy Ki trading leni hai

    Descending triangle pattern:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221026_1741_49_5453.jpg
Views:	1
Size:	3.6 کلوبائٹ
ID:	12428869

    Jab market Mein bearish trend hota hai to us mein ap descending Triangles ko easily found kar sakte hain is mein Jab market ki movement ko aap aap line draw Karke judge karne ki koshish Karte Hain To ismein Ek triangle ban jata hai jo aapko market Mein bearish trend bata raha Hota Hai, Market ki movement Jab Upar Se niche ki taraf move Hoti Hai To candlestick ka ek Aisa pattern banta hai jis se Ham down trend ki indication lete hain aur Yahan per candlestick Ek triangle banati Hain Jisko Ham descending triangle Kahtay Hain,

    Symmetrical Triangle pattern:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221026_1741_49_4732.jpg
Views:	1
Size:	17.8 کلوبائٹ
ID:	12428870

    Yeh aisa pattern hay jis mein market ki movement up aur down mein apni movement ko Bar Bar change karti hai to vahan per candlestick ka aisa pattern banta hai jis mein Hamen market ka level up or down trend donon Mein Milta Hai To Yahan per Agar Ham apni trading ko scalping karte hue perform Karte Hain To Hamen bahut hi Acha fayda Milta Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: what is triangles trading???

      اصل پيغام ارسال کردہ از: laibaRafiq پيغام ديکھيے
      assalium o alekum

      dear forex member
      umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mahnat s apna work krrhy hn gy jesa k ap janty hai k hmy weekly bounce hasil krny k ly daily three post share krni hoti hai aj ka jo topic p hum nat kr k apna knowladge ko increase kry gy hmra topic hai triangle trading k bary study kry gy chlty h aj k topic ki trf



      introduction


      Dear forex members Triangle pattern ko bahut Sare log channel pattern bhi Kahate Hain Kyunki Jab market is situation Mein movement Karti Hai To usmein Ek channel bhi banta hai sometime Jab ismein bullet train hota hai to uska slopes upwords hota hai Jisko aap ascending Triangles ke naam se Jante Hain. aur Jis trend Mein iska slope downward hota hai usko aap descending Triangles ka naam Dete Hain ismein aapko do different lines draw Karni hoti hai jo aap high prices aur low prices per Rah karte hain aur Market ki total movement Iske Darmiyaan hi hoti hai Inko aap resistance line aur support level bhi Kaise sakte hain.


      types of triangle trading


      Dear friends Forex trading main market main banny waly boht se patterns main aik pattern Triangle hai jis se hum apni trading ko es ko follow kar k apni trading kar skty hain forex main triangles 3 types k hoty hain jin ko smjh kar hum apni trade karty hain.

      1: Assending triangles.

      2: Descending triangles.

      3: symmetrical triangles.


      Assending or Dessending of triangle trading

      ASSENDING TRIANGLES

      Dear friends Forex trading main assending triangles main market aik channel main move katy karty aik kam distance areas main ja kar rokti hai osk bad apni movement change karti hai jis ko hum hum assending kahtu hain jis main hum es k word se he smjh skty hain k market nechy se oper jati hai tu osko hum assending triangles kahty hain jis main market ka break out hmaisha oper ko hota hai q k aghr market nechy se oper ja rahi hai tu mazzed oper jany k chances hoty hain.


      DESSENDING TRIANGLES


      Daer Friends FOREX trading main market oper se nehy ati hai tu aik channel main move karty karty aik triangles banati hai jis ko hum dessending triangle kahty hain jis se hmain es bat ki confirmation milti hai k hum apni trading main ayes trade lgaty hain k es ka break out nechy hoga tu hum tab tarde open karengy jis se hmain faida hoga dessending main market hmaisha apko support par reverse main milti hai jahan par ap apna take profit set kar skty hain.
      Dear forex market Mein different Triangles ban rahi Hoti Hai jinhen dekar Ham is market Mein trade Laga sakte hain Hamen is market Mein TRAI angle Ko Dekhkar trade karne mein Kafi Jyada help milati Hai Hamen is market Mein triangle pattern per trade karne se Kafi Jyada profit ho sakta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X