Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Bearish Spike candlestick pattern Kya Hai Hum iss par kaise trading Karke profitable ho sakte hain.
Bearish Spike Pattern:
Bearish Spike candlestick Kisi bhi range ke single season candles take a Jo Ek up Trend ke bilkul Upar jahir hota hai yah candle price ke top per ek strong resistance level banati Hai Jiske bad market Mein bearish active Hona start ho Jaate Hain yah candle trend reversal ki Nishan Dahi Karta Hai candles ki real body ke upar Shadow Ek Ishara Hai buyers ne price ko Upar Le Jaane Ki Koshish ki lekin din ke ektatam ke bad vah nakam Ho Jaate Hain Kuchh practice ke mutabik bearish spike candlestick ko Pichhle season ke ektatam ke Waqt Ke Sath bhi pesh Kiya Jana chahie Barish Spike ka upri Saya Iske real body ke lambai se kam az kam dugna Hona chahie.
Candles Formation:
Bearish Spike candlestick Dekhne Mein dusre candles Jaisi Dikhai Deti Hai Lekin price ke top per ya bullish trend Mein banne ki vajah se ek strong reversal ka kam Karti Hai candle price ko Upar side per reject Karti Hai jisse maujuda trend Badal Jata Hai yah Ek single candle pattern Hai Jiski formation darja zail Tara Se Hoti Hai.
Bearish Spike candlestick Ek small real body wali candle Hai Jiske upper side per Ek long Shadow hota hai candles ka Shadow candles ke real body ke dugna ya usse Bhi Jyada Hota Hai Jab Ke candles ke lower side per Koi Shadow Nahin Hona chahie lekin Agar Banta bhi hai to bahut jyada large size mein nahin Hona chahie jisse candle ki formation change hone ka Hadsha Ho.
Explaination Of Bearish Spike Pattern:
Bearish Spike candlestick small real body wali single candle pattern hai jo ki upper side per Ek Lamba Shadow ya Saya rakhti Hai candle ka Saya Hamesha candle ki real body Se Jyada hota hai candles ke banne ki Piche ki psychology Kuchh Yun hoti hai ki Jab Bhi Ek season ya ek din ke dauran price pahle upward movement karne ke bad Wapas Apne open price ke kareeb Aakar close Ho Jaati Hai jisse candles ke upper side per Ek Lamba Shadow ya Saya ban jata hai yah candle normal price chart per Jyada Mujhe Sar sabit Ho Nahin Hoti Hai Lekin candle ke Trend ke top per high price area Mein banne per Bearish trend reversal ka kam karti hai.
Trading With Bearish Spike Pattern:
Bearish Spike candlestick pattern trading Mein Sel ka signal generate Karta Hai Jis per market Mein confirmation ke bad entry ki Ja sakti hai candles ka long time frame Mein Hona zaroori hai jabki confirmation candles ka lajmi bearish real body Mein Hona chahie Jab ke sath sath candle ke Lower per bhi close honi chahie yah single candle pattern hone ki vajah se indicator se bhi trend confirmation Lena jaruri hai Jaise RSI macd cci indicator aur oscillator per value Over-Bought zone Mein hona chahiye candle ke bad bullish candle banane ki condition Mein trade entry Nahin Karni chahie candle per stop loss sabse top position ya candle ke high price jo kTrend ke liye resistance zone banta hai isase 2 pips above set Karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим