Introduction.
Aj hm bt kre ge candlestick chart pattern ka forex me kya kam he. candlestick chart pattern bhi high low open or close price ko dekhata hai. har candle stick ki body opening or closing prices ko dekhata hai jb k candle stick ki wick high or low prices ko indicate krta ha.har candle stick ka rang lago karda tartebaat par depend krta ha lakin ziada tar charting pakeg pehly sy tay shodah colours green & red colour estaal karen green candle stick is baat ko indicate karte hein k price open sy ziada close ha is ko bullish candle stick kaha jata ha or red candle stick is baat ko indicate krta ha k close open sy ziada ha or bearish pattern ko indicate karta ha.Candle stick chart ab tak sab sy ziada makbool chart ha forex technical analysis mein use hota ha Q k trader ko ziada information dyta ha or trading karna ziada asan hota ha Q k trader is ko aik nazar mein daikh kar samajh jata ha aur trading me thoda bahut mahir bhi khud ko samjhta ha.
Wite Is Line Chart Kia Ha?
freinds Line chart aam tor par close prices ko dekhata ha har close hony waly prices ki aik mosalsal line hoti ha jis ko last close price ky sath monsalik kea jata ha jis ko follow krna asan hota ha Is kisam ky chart main ziada tar television newspapers or dosray web subject ky lia istmal hota ha Q k yh asaan sa chart hai yh candle stick ya bar chart ky mokaballay mein kam information dyta ha line chart ka aik or faida yh ha k opar dekhay gay blue colour k chart ki tarah aik ghair janab dar rang montakhib kr ky trading emotions ko sanbhalny mein madad dayta ha aur ye bahut kaam ki cheaz
Bar Chart Kia Ha.
Bar chart ky mokrar karda period k lia high low open or close hony waly prices ko dekhata ha vertical line bar chart k high or low price k zarey banai gai ha bar k left taraf k dashen opening prices dekhaty ha or bar chart k right taraf k dashen closing prices dekhaty hain yh identify krny mein kabil hona k aya bar close hta ha ya down hta hai trader ko market k period k jazbaat sy inform krta ha bar chart candle stick chart sy milta julta ha yh us time nazar ata ha jb dono ko sath sath daikha jay lakin bar chart market k saf nizary k lia behtar ha chart k jallay huy rang ko hata kr trader aik he point mein market k trend ko daikh sakta ha aur jaan sakta ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим