Spinning top candlest pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spinning top candlest pattern
    AOA
    INTRODUCTION
    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe khush rahe aur mahfuj Rahe aaj is topic ko main aapke sath share karna chahta hun vah Hai spinning top candlestick pattern jab yah pattern trading chart per banta Hai To hamen is pattern ke mutabik apni trade ko kaise profit table banana Hai isko discuss karenge aur understand karne ki koshish karenge

    DEFINITION OF SPINNING TOP CANDLE PATTERN
    Chart per banne jaane wale yah aisi candle stick hoti hai jo buyers aur sellers ki equal distribution and exist ko show karte hain yah candles small body aur long wicks per mushkil hoti hai isliye iska volume previous candle se jyada hota Hai is period mein Ban jaane wali candles buyers aur sellers ke behaviour ko show Karti Hai yah batati hai ki market mein both bear and bulls Aaye To Sahi lekin exit bhi ho gaye hain yani vah Kisi result per Nahin pahunche yah candle ke banne ke bad hamen trend reversal ka signal Mil jata Hai Lekin yah candle bazate khud hamen Kisi bhi trend ka Nahin batate kyunki price opening and closing sem point ke close hone ki vajah se ismein Koi future Nahin milati jiske Liye hamen technical indicators ka use karna hota hai jisse hamen trend ke reversal aur continuation ka signal mil sakta h
    Click image for larger version

Name:	spinning-top-685x1024.png
Views:	4
Size:	377.7 کلوبائٹ
ID:	12564979
    INDICATION OF SPINNING TOP PATTEN

    Jab long up ya down trend mein slow movement start ho to iska matlab trend ki weakness ki indication hai aur jyadatar iske bad Is Tarah ki candles ke banane se hamen trend ki reversal dekhne Ko milati Hai
    Click image for larger version

Name:	Spinning-Top-1.png
Views:	2
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12564980
    SPINNING TOP VS DOJI CANDLE

    Spinning top aur doji candle kyu same lagti hain lekin inmein kuchh Fark Hai do jism aur body aur small Vicks per mujhmein per Hoti Hai jab ke spinning top industry ki body to sambhal hoti hai lekin iski long shape hi hoti hain
    Click image for larger version

Name:	Doji.jpeg
Views:	1
Size:	194.6 کلوبائٹ
ID:	12564981
    TRADING WITH SPINNING TOP CANDLE
    Is wali candle ki formation ke bad hamen puri trade mein enter Nahin hona chahie balki iske bad jab train reversal start ho jaaye to tu aur morvish candles ke bad sel ki rate leni chahie jab ke spening top ke andar stick ke higher point per stop loss use karna chahie
    Click image for larger version

Name:	Spinning-Top-Stop-1024x570-2.png
Views:	2
Size:	27.4 کلوبائٹ
ID:	12564982Click image for larger version

Name:	Spinning-Top-Stop-1024x570-2.png
Views:	2
Size:	27.4 کلوبائٹ
ID:	12564982
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spinning top candlest pattern

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Taimoor123 پيغام ديکھيے
    AOA
    INTRODUCTION
    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe khush rahe aur mahfuj Rahe aaj is topic ko main aapke sath share karna chahta hun vah Hai spinning top candlestick pattern jab yah pattern trading chart per banta Hai To hamen is pattern ke mutabik apni trade ko kaise profit table banana Hai isko discuss karenge aur understand karne ki koshish karenge

    DEFINITION OF SPINNING TOP CANDLE PATTERN
    Chart per banne jaane wale yah aisi candle stick hoti hai jo buyers aur sellers ki equal distribution and exist ko show karte hain yah candles small body aur long wicks per mushkil hoti hai isliye iska volume previous candle se jyada hota Hai is period mein Ban jaane wali candles buyers aur sellers ke behaviour ko show Karti Hai yah batati hai ki market mein both bear and bulls Aaye To Sahi lekin exit bhi ho gaye hain yani vah Kisi result per Nahin pahunche yah candle ke banne ke bad hamen trend reversal ka signal Mil jata Hai Lekin yah candle bazate khud hamen Kisi bhi trend ka Nahin batate kyunki price opening and closing sem point ke close hone ki vajah se ismein Koi future Nahin milati jiske Liye hamen technical indicators ka use karna hota hai jisse hamen trend ke reversal aur continuation ka signal mil sakta h
    [ATTACH=CONFIG]147689[/ATTACH]
    INDICATION OF SPINNING TOP PATTEN

    Jab long up ya down trend mein slow movement start ho to iska matlab trend ki weakness ki indication hai aur jyadatar iske bad Is Tarah ki candles ke banane se hamen trend ki reversal dekhne Ko milati Hai
    [ATTACH=CONFIG]147691[/ATTACH]
    SPINNING TOP VS DOJI CANDLE

    Spinning top aur doji candle kyu same lagti hain lekin inmein kuchh Fark Hai do jism aur body aur small Vicks per mujhmein per Hoti Hai jab ke spinning top industry ki body to sambhal hoti hai lekin iski long shape hi hoti hain
    [ATTACH]147695[/ATTACH]
    TRADING WITH SPINNING TOP CANDLE
    Is wali candle ki formation ke bad hamen puri trade mein enter Nahin hona chahie balki iske bad jab train reversal start ho jaaye to tu aur morvish candles ke bad sel ki rate leni chahie jab ke spening top ke andar stick ke higher point per stop loss use karna chahie
    [ATTACH=CONFIG]147697[/ATTACH][ATTACH=CONFIG]147697[/ATTACH]
    Yes dear forex market Mein spinning top candlestick pattern Ko Hum bahut hi acche tarike se use kar sakte hain Kyunki yah pattern Hamen bahut acchi trades deta hai aur is pattern Ko Dekhkar Ham is market Mein trade Laga sakte hain tab Ham apni trading strateg mein Aisi Ko Dekhkar trade open kar sakte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X