What is Balance,equity And free margin and examples?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Balance,equity And free margin and examples?
    What is Balance,equity And free margin and examples:

    Balance:
    Bonus trading account me milny wala total bonus jo hamary account me transfer kia jata hay ye hamara balance hota hay aur agar investment ki jaye to jetni ham ne investment trading account me ki hoti hay ye be real account ka balance hota hay.yeh balance ap ka deposit hota ha ke agr ap ne 100$ deposit kiey hain tu ap ka balance 100$ ho ga balance me changes tub hoti hain jub ap open trades ko close kartay hain.
    For Example:
    Dear Ap ka balance 100$ ha ap ki open trade me profit 20$ ka ha ap open trade ko jub close karay gay tu open trade ka profit ya loss balance me add ho jaya ga tu 20$ profit add hone ke bad balance 120$ ho jaye ga.

    Click image for larger version

Name:	234.jpg
Views:	1
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12564971
    Equity:
    Trades me jo balance invest ho jata hay equity me majooda balance show hota hay, jab key trades me siraf profit ya loss hi show ho sakta hay.yeh equity ap ka current balance hota ha ap ka open trade me jo bhi profit ya loss ho raha hota ha wo ap ki equity me add ya subtract ho raha ho ga.
    For Example:
    Dear ap ki equity 100$ ha tu ap ki open trade me 20$ ka profit ha tu equity 120$ ki ho gi agr open running trade me 20$ ka loss ha tu equity 80$ ki ho gi jub ap sari open trades Close kar de gay tu ap ki current equity ap ka balance bhi ban jaye gi

    Click image for larger version

Name:	tytr5y.png
Views:	2
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12564972
    Free margin:
    Jub ap ke capital me 100$ ho gay tu ap ka free margin bhi 100$ ho ga free margin ka use trade open karne ke liey use hota ha free margin kitna use ho ga open trade par yeh lots size or leverages par depend karta ha ap ka open trade me jo profit ya loss hota ha wo bhi free margin me add ya subtract ho raha hota ha.leverage size key base par jo hamy fix trading margin (loan) dia jata hay es ko free margin kaha jata hay, leverage size par depend karta hay ye free margin kam be mil sakta hay aur zeyada be mil sakta hay.
    For Example:
    Dear members ap ke pass 100$ free margin ha or ap ne aik trade open ki jis me 20$ margin used ho gaya tu ap ke pass 100$-20$=80$ free margin reh jaye ga.phir kuch time bad agr open trade me 10$ ka loss ho raha ho tu wo bhi free margin se subtract ho ga 100$-20$-10$=70$ free margin reh jaye ga
    agr ap 10$ trade loss me close kar detay hain or koi bhi trade open nehi ha tu ap ki equity ap ka free margin ho ga 100$ me se 10$ loss hone ke bad equity 90$ reh jaye gi tu ap ka free margin bhi 90$ ho ga os wakt jub koi bhi trade open nehi ho gi

    Click image for larger version

Name:	ghgfk.png
Views:	5
Size:	2.4 کلوبائٹ
ID:	12564973
    Explanation:

    Dear Forex members in chezon ky bary m agr haamara data use nhi ho sky ga to ham kesy reliable balace equity d free margin ko smjhna bahot asn hai agr p market ma trade open krni ki soch rakhty ho to apko equity apky trade lot size lgany kay bad jo lot size ap mazeed kitini lot lga skty ho us ko equity kaha jata hai aor free margin bhi lot size ky bad jo show rha hota hai apka balance equity aor free margin same chez hai is leay apkotrading ke liye hamare pass jo balance baki hai jata hai usko free margin kaha jata hai aur equity jo trade open karne ke bad hamari remaining hoti hai usko capital balance bhi kaha ja sakta hai yah sari baten basic trading knowledge mein aati hai jo hamen Pakistan forex form nahin baithe hain aur ine ko use karke ham Forex trading market mein trading kar rahe hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Balance,equity And free margin and examples?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Km2006 پيغام ديکھيے
    What is Balance,equity And free margin and examples:

    Balance:
    Bonus trading account me milny wala total bonus jo hamary account me transfer kia jata hay ye hamara balance hota hay aur agar investment ki jaye to jetni ham ne investment trading account me ki hoti hay ye be real account ka balance hota hay.yeh balance ap ka deposit hota ha ke agr ap ne 100$ deposit kiey hain tu ap ka balance 100$ ho ga balance me changes tub hoti hain jub ap open trades ko close kartay hain.
    For Example:
    Dear Ap ka balance 100$ ha ap ki open trade me profit 20$ ka ha ap open trade ko jub close karay gay tu open trade ka profit ya loss balance me add ho jaya ga tu 20$ profit add hone ke bad balance 120$ ho jaye ga.

    [ATTACH=CONFIG]147675[/ATTACH]
    Equity:
    Trades me jo balance invest ho jata hay equity me majooda balance show hota hay, jab key trades me siraf profit ya loss hi show ho sakta hay.yeh equity ap ka current balance hota ha ap ka open trade me jo bhi profit ya loss ho raha hota ha wo ap ki equity me add ya subtract ho raha ho ga.
    For Example:
    Dear ap ki equity 100$ ha tu ap ki open trade me 20$ ka profit ha tu equity 120$ ki ho gi agr open running trade me 20$ ka loss ha tu equity 80$ ki ho gi jub ap sari open trades Close kar de gay tu ap ki current equity ap ka balance bhi ban jaye gi

    [ATTACH=CONFIG]147676[/ATTACH]

    [ATTACH=CONFIG]147677[/ATTACH]

    Balance equity aur margin yah aise options Hain jo aapko matter trader 4 mein available hote hain inki complete information aur Idea important hota hai kyunki jab tak aapke pass in se related almost hundred percent information Nahin Hoti hai use time tak aapko market mein effective trading karne ke liye kuchh problems ho sakti hai aapko hamesha market mein consistantly basis per kuchh working karna hoti hai aur recording bhi decision making karna Hoti hai Jab tak aapko market mein decision making karne ka idea Nahin hota use time tak Punjabi hasil Nahin ho sakti.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is Balance,equity And free margin and examples?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Km2006 پيغام ديکھيے
      What is Balance,equity And free margin and examples:

      Balance:
      Bonus trading account me milny wala total bonus jo hamary account me transfer kia jata hay ye hamara balance hota hay aur agar investment ki jaye to jetni ham ne investment trading account me ki hoti hay ye be real account ka balance hota hay.yeh balance ap ka deposit hota ha ke agr ap ne 100$ deposit kiey hain tu ap ka balance 100$ ho ga balance me changes tub hoti hain jub ap open trades ko close kartay hain.
      For Example:
      Dear Ap ka balance 100$ ha ap ki open trade me profit 20$ ka ha ap open trade ko jub close karay gay tu open trade ka profit ya loss balance me add ho jaya ga tu 20$ profit add hone ke bad balance 120$ ho jaye ga.

      [ATTACH=CONFIG]147675[/ATTACH]
      Equity:
      Trades me jo balance invest ho jata hay equity me majooda balance show hota hay, jab key trades me siraf profit ya loss hi show ho sakta hay.yeh equity ap ka current balance hota ha ap ka open trade me jo bhi profit ya loss ho raha hota ha wo ap ki equity me add ya subtract ho raha ho ga.
      For Example:
      Dear ap ki equity 100$ ha tu ap ki open trade me 20$ ka profit ha tu equity 120$ ki ho gi agr open running trade me 20$ ka loss ha tu equity 80$ ki ho gi jub ap sari open trades Close kar de gay tu ap ki current equity ap ka balance bhi ban jaye gi

      [ATTACH=CONFIG]147676[/ATTACH]
      Free margin:
      Jub ap ke capital me 100$ ho gay tu ap ka free margin bhi 100$ ho ga free margin ka use trade open karne ke liey use hota ha free margin kitna use ho ga open trade par yeh lots size or leverages par depend karta ha ap ka open trade me jo profit ya loss hota ha wo bhi free margin me add ya subtract ho raha hota ha.leverage size key base par jo hamy fix trading margin (loan) dia jata hay es ko free margin kaha jata hay, leverage size par depend karta hay ye free margin kam be mil sakta hay aur zeyada be mil sakta hay.
      For Example:
      Dear members ap ke pass 100$ free margin ha or ap ne aik trade open ki jis me 20$ margin used ho gaya tu ap ke pass 100$-20$=80$ free margin reh jaye ga.phir kuch time bad agr open trade me 10$ ka loss ho raha ho tu wo bhi free margin se subtract ho ga 100$-20$-10$=70$ free margin reh jaye ga
      agr ap 10$ trade loss me close kar detay hain or koi bhi trade open nehi ha tu ap ki equity ap ka free margin ho ga 100$ me se 10$ loss hone ke bad equity 90$ reh jaye gi tu ap ka free margin bhi 90$ ho ga os wakt jub koi bhi trade open nehi ho gi

      [ATTACH=CONFIG]147677[/ATTACH]
      Explanation:

      Dear Forex members in chezon ky bary m agr haamara data use nhi ho sky ga to ham kesy reliable balace equity d free margin ko smjhna bahot asn hai agr p market ma trade open krni ki soch rakhty ho to apko equity apky trade lot size lgany kay bad jo lot size ap mazeed kitini lot lga skty ho us ko equity kaha jata hai aor free margin bhi lot size ky bad jo show rha hota hai apka balance equity aor free margin same chez hai is leay apkotrading ke liye hamare pass jo balance baki hai jata hai usko free margin kaha jata hai aur equity jo trade open karne ke bad hamari remaining hoti hai usko capital balance bhi kaha ja sakta hai yah sari baten basic trading knowledge mein aati hai jo hamen Pakistan forex form nahin baithe hain aur ine ko use karke ham Forex trading market mein trading kar rahe hain.
      Dear friend forex market Mein Jab Ham Apne account ko use kar rahe Hote Hain To Apne account ki Tamam information hamare pass show ho rahi hoti hai ki hamare pass is time Kitna balance available hai aur Humne kitne margin ke upar trade ki Hui Hai Hamen Apne account ki Tamam information Samne Najar a Rahi hoti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X