Without Wick Candles
Forex trading me candles ka istemal trading k dowran technical analysis me kia jata hai. Candles ki tarteeb mukhtalif tarah ho sakti hai, jiss main koi long wick candles, bagher real body k candle, aur bagher wicks k real body wali candles hoti hen. Bagher knot ya shdow k candles ko Marubozu candles kaha jata hai. Ye candles chart pattern par bohut ziana khareedari ferokht k diwran banti hai. Bagher wicks k candles k banne ki waja bhi yahi hoti hai, k uss mukhtakhib time frame me khareedari ya ferokht ka amal bohut ziyaa hota hai.
Without Wicks Candles ki Aqsaam
Bagher wicks k candles ki do aqsaam hen, yes k uss k real body k color k mutabiq hot hen. Yai ya to ye candles bullish ho sakte hen aur ya bearish, jin ki tafseel darjazeel hai;
Marubozu bullish candleMarubozu bull candles wo candle hoti hai, yes buyers ki pressure ki waja se banti hai, ye candle top aur bottom par bagher wicks ya shdow ki hoti hai, jiss se candle ki shakal aik cylander jaise lagti hai, aur color iss candle ka bullish ya white/green hota hai.
Marubozu bearish candle
Marubozu bear market candles me bohut ziata selling pressure ki waja se banti hai, jiss se candles ki color black ha red hoti hai. Ye candle bhi bagher upper aur lower wicks ki waja se aik cylander jaise dekhti hai.
Without Wicks Candles par Trading
Without candle wicks bohut ziaata powerful candle hoti hai jo k trend ki mazboti me in ka aik aham roli hota hai. Ye candles aggar market k intehaye kam ya ziata area me paye jati hai to ye trading me bara positive signals bhi genrate karti hai. Jaise agar aik bullish Marubozu candles bottom prices me banti hai to iss ka matlab hota hai k ab trend bullish hone wala hai, jis se market me buy ki entry ki ja sakti hai. Issi tarah se bear Marubozu sirloin agar prices k top par banti hai to waha par is par sell ki entry ki ja sakti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим