"Breakouts" in forex trading !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Breakouts" in forex trading !
    Assalam-U-Alaikum !

    Umeed hai ap sab theek hon gy dosto ziyada tar traders forex trading main apni trade us waqt active krte hain jab market kisi resistance level ya support level ko breakout krti hai isliye aj main apse breakouts k bary kuch information share krta hun.



    Breakouts & its Types in Forex :


    Forex trading me chart pattern par trading k dowran qeematon ka breakout hota rehta hai. Breakout currency pairs pe trading k dowran un ki supply aur demand me tabdeeli k bare me batati hen. Ye tabdeeli market k qeematon ko kisi aik side pe move karwati jahan pe traders k pas profit hasil karne ki opportunity hoti hai. Breakout aik bohut important factor hai, q k qeematen kabhi bhi hamesha aik hi position pe trades nahi karti. Jab bhi qeematen kisi range k darmeyan makhsos peroid tak trade kar jaye to us k baad wo lazmi kisi aik semat pe chalna shoro karti hai, jis k breakout kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	grade13-reversal-breakout-after (1).png
Views:	4
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12564945


    Forex trading me qeematon k main breakout do qisam k hote hen:


    1). Continuation Breakout in Forex :


    Baaz awqat jab qeematen kisi aik side pe ziada movement kar jati hai, to market aksar kuch waqat k leye sans (rukh jati hai) leti hai. Aisa us waqat hota hai jab buyers aur sellers ye dekhne k leye rukh jate hen k agay kia karna hen, jis k result me qeematen "Istehkam (Consolidation)" kar jati hai, yani apni movement mehdod ya pause kar deti hai. Is dowran agar trader ye faisela karte hen k pehle wala trend thek tha, aur qeematon ko usi semat me mazeed agay jana chaheye, to is ka result aik tasalsul (continuation) ka breakout hota hai.


    Click image for larger version

Name:	grade13-continuation-breakout-after.png
Views:	11
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12564947


    2). Reversal Breakout in Forex :


    Tasalsul (continuation) breakout ki tarah reversal breakout k leye bhi market me qeematon ka aghaz aik long term trend me same hi hota hai, lekin jis position pe traders (buyers aur sellers) ye dekhte hen k agay kia karna hai, aur wo faisela karte hen k qeematon ka pehle wala trend thek nahi tha, is leye is ko wapis jana chaheye, to result k tawar par reversal breakout hota hai.

    Click image for larger version

Name:	forex-breakout-strategy-768x574.png
Views:	1
Size:	55.2 کلوبائٹ
ID:	12564948


    3). False Breakout in Forex :

    False breakout us waqat hote jab bhi qeematen kisi khas level (support, resistance, triangle, trend line, etc.) ko breakout karti hai lekin us semat me agay nahi barhti (chalti) hai. Ye breakout aksar aik chote (small) spike ki sorat me hota hai, jis k baad qeematen wapis apne trading range me chali jati hai.

    Click image for larger version

Name:	grade13-false-breakout.png
Views:	8
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12564949


    Breakout Types as a Directions:


    Forex trading me aam tawar par qeematen do sematon me se ksis aik semat ki taraf breakout kar jati hai, jis ki tafseel darja-zel hai;


    1). Bullish Breakout [Upward Breakout]


    Bullish breakout us waqat hota hai jab bhi qeematon continuation ya reversal breakout k baad upward move karna shoro kar deti hai. Continuation breakout me to qeematen pehle se hi bullish trend me hoti hai lekin reversal breakout me qeematen bearish trend se bullish me badal jati hai.


    2). Bearish Breakout [Downward Breakout]


    Bearish breakout me qeematen continuation ya reversal breakout k baad lower ya downward chalna shoro kar deti hai. Continuation breakout me qeematen to pehle se hi bearish hoti hai lekin reversal breakout me qeematon k trend bullish se bearish me badal jata hai
    Last edited by ; 25-10-2022, 01:55 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot;Breakouts&quot; in forex trading !

    ""Breakouts In Forex Trading ""



    AoA my dear friends...
    Ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge aur apna Kam imandari aur struggle ke sath kar rahe honge aur ek se ek aisa business Hai Jis per ham jyada se jyada traders for studying mein apni trade use waqt active Karti Hain jab market Kisi residence level ya sport level ko break out karti hai isiliye aaj main Apne break out ine forest trading ke bare mein ek topic discuss karna chahti hun kya pata yah topic aap logon ke liye ek achcha businessman banane ke liye kam a sake aur meri is information se aapko fayda hasil ho sake..



    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	1
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12428763

    Types in Forex and Breakouts:




    Forex Forex trading mein chart pattern for trading ke darmiyaan kintu ka break out hota rahata hai break out currency pairs trading ke dauran unki supply aur demand mein tabdili ke bare bare mein batati hai yah tabdili market ki kintu ko Kisi ek side per moment karvati Hai jahan per traders ke pass point ya profit hasil karne ki opportunity Hoti Hai break out ek bahut important factors hai aur traders ka ek achcha hissa hai kyunki main kabhi bhi hamesha ek hi position per trade Nahin karte inki position change hoti rahti hai jabki Kisi range ke darmiyan mahsus period tak jaen to Uske bad vah lajmi Kisi ek simit mein chalna shuru ho jaati Hai jiske break out kahan jata Hai yah kuchh pata nahin chalta jab ham focus karte hain training per to jiske break out kahan jaate Hain.


    Forex trading making to keep breakout 2 kism ki Hoti Hai ek Hoti Hai contaminations break out aur dusri Hoti Hai reversal break out in Forex



    1=Continuation Breakouts in forex:

    2= Reversal Breakouts in Forex:





    1= Continuation Breakouts in Forex:




    Bazo kachalu kimaten Kisi ek site per jyada moment Kar jaati Hai to market access kuchh baat ke liye sans ruk jaati Hai aashiya mein baat to hota Hai jab prayers and sellers yah dekhte hain ki uski break out ninja for extering ruk jaati Hai To aage kya karna hai jiske result making aisa karte Hain Ki pahle wala chahie to uska result ek tasvir continuation Ka break out hota Hai.

















    2= Reversal Breakouts in Forex:




    Continuous break out Ki Tarah reversal break out ke liye bhi market mein market mein Kim Tu ka ehsas ek long trim term trend mein sem hi hota hai lekin Jis position mein imparators bears and sellers yah dekhte hain ki aage kya karna hai aur vah faisla karte Hain Ki kintu ko pahle wala trade theek nahin tha isiliye usko wapas Jana chahie to result ka break out hi hota hai.














    Breakouts ki direction:






    Forex trading mein aamtaur parking se do simit mein kisi ek simit ki taraf breakout Kar jaati Hai jisse Ki tafs***** jail hai.

    Police breakout use waqt hota Hai jab bhi kimaten continuous ya reversal break out ke bad aap words move karna chhod deti Hai ya shuru Karti Hai continuous break out mein To kimaten pahli se Hi bullet train mein hi hoti hai lekin reversal break out mein kimateen bearish mein badal jaati Hain..




    Breakout making continuations are reversal break out ke baad never downwards chalna shuru hokar deti Hai continuous break out to make him to pahle se Hi barish hoti hai lekin reversal break out bullish se barish mein tabdil ho jaati Hai.








    .
    • #3 Collapse

      Re: &quot;Breakouts&quot; in forex trading !

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mrarshad پيغام ديکھيے
      Assalam-U-Alaikum !

      Umeed hai ap sab theek hon gy dosto ziyada tar traders forex trading main apni trade us waqt active krte hain jab market kisi resistance level ya support level ko breakout krti hai isliye aj main apse breakouts k bary kuch information share krta hun.



      Breakouts & its Types in Forex :


      Forex trading me chart pattern par trading k dowran qeematon ka breakout hota rehta hai. Breakout currency pairs pe trading k dowran un ki supply aur demand me tabdeeli k bare me batati hen. Ye tabdeeli market k qeematon ko kisi aik side pe move karwati jahan pe traders k pas profit hasil karne ki opportunity hoti hai. Breakout aik bohut important factor hai, q k qeematen kabhi bhi hamesha aik hi position pe trades nahi karti. Jab bhi qeematen kisi range k darmeyan makhsos peroid tak trade kar jaye to us k baad wo lazmi kisi aik semat pe chalna shoro karti hai, jis k breakout kaha jata hai.

      [ATTACH=CONFIG]147602[/ATTACH]


      Forex trading me qeematon k main breakout do qisam k hote hen:


      1). Continuation Breakout in Forex :


      Baaz awqat jab qeematen kisi aik side pe ziada movement kar jati hai, to market aksar kuch waqat k leye sans (rukh jati hai) leti hai. Aisa us waqat hota hai jab buyers aur sellers ye dekhne k leye rukh jate hen k agay kia karna hen, jis k result me qeematen "Istehkam (Consolidation)" kar jati hai, yani apni movement mehdod ya pause kar deti hai. Is dowran agar trader ye faisela karte hen k pehle wala trend thek tha, aur qeematon ko usi semat me mazeed agay jana chaheye, to is ka result aik tasalsul (continuation) ka breakout hota hai.


      [ATTACH=CONFIG]147604[/ATTACH]


      2). Reversal Breakout in Forex :


      Tasalsul (continuation) breakout ki tarah reversal breakout k leye bhi market me qeematon ka aghaz aik long term trend me same hi hota hai, lekin jis position pe traders (buyers aur sellers) ye dekhte hen k agay kia karna hai, aur wo faisela karte hen k qeematon ka pehle wala trend thek nahi tha, is leye is ko wapis jana chaheye, to result k tawar par reversal breakout hota hai.

      [ATTACH=CONFIG]147605[/ATTACH]


      3). False Breakout in Forex :

      False breakout us waqat hote jab bhi qeematen kisi khas level (support, resistance, triangle, trend line, etc.) ko breakout karti hai lekin us semat me agay nahi barhti (chalti) hai. Ye breakout aksar aik chote (small) spike ki sorat me hota hai, jis k baad qeematen wapis apne trading range me chali jati hai.

      [ATTACH=CONFIG]147606[/ATTACH]


      Breakout Types as a Directions:


      Forex trading me aam tawar par qeematen do sematon me se ksis aik semat ki taraf breakout kar jati hai, jis ki tafseel darja-zel hai;


      1). Bullish Breakout [Upward Breakout]


      Bullish breakout us waqat hota hai jab bhi qeematon continuation ya reversal breakout k baad upward move karna shoro kar deti hai. Continuation breakout me to qeematen pehle se hi bullish trend me hoti hai lekin reversal breakout me qeematen bearish trend se bullish me badal jati hai.


      2). Bearish Breakout [Downward Breakout]


      Bearish breakout me qeematen continuation ya reversal breakout k baad lower ya downward chalna shoro kar deti hai. Continuation breakout me qeematen to pehle se hi bearish hoti hai lekin reversal breakout me qeematon k trend bullish se bearish me badal jata hai
      Break out ki information aapke liye sabse important information ho sakti hai kyunki Jab aap break out ko acchi Tarah focus kar lete hain to ismein aapko bahut jyada features available ho sakte hain break out basically aise areas ko kaha jata hai jismein market mein kuchh important zones ki information aapko available hoti hai aur ine level ke break out hone per aapko market mein entry Dena hoti hai usko aapane acchi Tarah Ki nice aur identify karna hota hai iski bagair aapko market mein kabhi bhi kamyabi hasil Nahin ho sakti hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: &quot;Breakouts&quot; in forex trading !

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mrarshad پيغام ديکھيے
        Assalam-U-Alaikum !

        Umeed hai ap sab theek hon gy dosto ziyada tar traders forex trading main apni trade us waqt active krte hain jab market kisi resistance level ya support level ko breakout krti hai isliye aj main apse breakouts k bary kuch information share krta hun.



        Breakouts & its Types in Forex :


        Forex trading me chart pattern par trading k dowran qeematon ka breakout hota rehta hai. Breakout currency pairs pe trading k dowran un ki supply aur demand me tabdeeli k bare me batati hen. Ye tabdeeli market k qeematon ko kisi aik side pe move karwati jahan pe traders k pas profit hasil karne ki opportunity hoti hai. Breakout aik bohut important factor hai, q k qeematen kabhi bhi hamesha aik hi position pe trades nahi karti. Jab bhi qeematen kisi range k darmeyan makhsos peroid tak trade kar jaye to us k baad wo lazmi kisi aik semat pe chalna shoro karti hai, jis k breakout kaha jata hai.

        [ATTACH=CONFIG]147602[/ATTACH]


        Forex trading me qeematon k main breakout do qisam k hote hen:


        1). Continuation Breakout in Forex :


        Baaz awqat jab qeematen kisi aik side pe ziada movement kar jati hai, to market aksar kuch waqat k leye sans (rukh jati hai) leti hai. Aisa us waqat hota hai jab buyers aur sellers ye dekhne k leye rukh jate hen k agay kia karna hen, jis k result me qeematen "Istehkam (Consolidation)" kar jati hai, yani apni movement mehdod ya pause kar deti hai. Is dowran agar trader ye faisela karte hen k pehle wala trend thek tha, aur qeematon ko usi semat me mazeed agay jana chaheye, to is ka result aik tasalsul (continuation) ka breakout hota hai.


        [ATTACH=CONFIG]147604[/ATTACH]


        2). Reversal Breakout in Forex :


        Tasalsul (continuation) breakout ki tarah reversal breakout k leye bhi market me qeematon ka aghaz aik long term trend me same hi hota hai, lekin jis position pe traders (buyers aur sellers) ye dekhte hen k agay kia karna hai, aur wo faisela karte hen k qeematon ka pehle wala trend thek nahi tha, is leye is ko wapis jana chaheye, to result k tawar par reversal breakout hota hai.

        [ATTACH=CONFIG]147605[/ATTACH]


        3). False Breakout in Forex :

        False breakout us waqat hote jab bhi qeematen kisi khas level (support, resistance, triangle, trend line, etc.) ko breakout karti hai lekin us semat me agay nahi barhti (chalti) hai. Ye breakout aksar aik chote (small) spike ki sorat me hota hai, jis k baad qeematen wapis apne trading range me chali jati hai.

        [ATTACH=CONFIG]147606[/ATTACH]


        Breakout Types as a Directions:


        Forex trading me aam tawar par qeematen do sematon me se ksis aik semat ki taraf breakout kar jati hai, jis ki tafseel darja-zel hai;


        1). Bullish Breakout [Upward Breakout]


        Bullish breakout us waqat hota hai jab bhi qeematon continuation ya reversal breakout k baad upward move karna shoro kar deti hai. Continuation breakout me to qeematen pehle se hi bullish trend me hoti hai lekin reversal breakout me qeematen bearish trend se bullish me badal jati hai.


        2). Bearish Breakout [Downward Breakout]


        Bearish breakout me qeematen continuation ya reversal breakout k baad lower ya downward chalna shoro kar deti hai. Continuation breakout me qeematen to pehle se hi bearish hoti hai lekin reversal breakout me qeematon k trend bullish se bearish me badal jata hai
        Dear friends forex market Mein break out Kafi Jyada important hote hain Kyunki market Mein Jab Bhi Koi break out Hota Hai Uske bad market Kafi Jyada movement Karti Hai Jis per Ham trade Laga sakte hain Hamen is market Mein trade Lagane ke liye break out Ka Intezar Karna hota hai Jiske bad Ham is market Mein acchi tarike se kam kar sakte hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X