: Discussion about Gap Up Movement and Gap Down Movement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    : Discussion about Gap Up Movement and Gap Down Movement
    Assalamu alaikum dear forex friends jab aap forex trading market mein kam karte hain to market ki movement ko aap acche tarike se dekh rahe hote hain kyunki analysis karne ke liye aap market ke har pattern ko samajhne ki koshish karte Hain to some time aapko market mein gap bhi najar aata hai aaj main aapko market ki usi gap to bare mein kuchh important information provide karungi aaj Ham baat karenge gap aur gap down movement to bare mein aur main ummid Karti Hun ki Meri yah information aapko ise apni working mein include karne mein bahut jyada madad degi







    Gap Up Movement:







    Dear friends Forex trading market jab weekend par apni closing Karti hai to do din ke gap ke Baad next working door the jaise hi market open hoti hai to ismein aapko gap pattern najar aata hai market next business de mein vah level jis per pichhle working de closed hui thi usse agar upar open ho to isko gap opening ka naam dete Hain aisi situation mein aapko jo candlestick pattern najar aata hai ise police ke kar candlestick pattern ke naam se jante Hain yah pattern aapko bull trend ki confirmation deta hai dear friends jab aapko market mein gap Nazar Aaye use waqt aapko market mein bye ki entry leni chahie agar aapko support level ke upar gap aap candlestick pattern najar aata hai to is surat mein aapko bahut acchi entry milati hai aur market se aap use waqt achcha profit hasil kar sakte hain .














    Move space down:


    Dear friends Forex trading market jab weekend per close hoti hai to aapko higher price ke baad achanak market jaise hi open hoti hai to down movement karti hai to use waqt aapko gap down move najar aati hai forest training market mein closed ke bad next working day jab market open ho aur apni move down start kar de use waqt aapko yah gap najar aata hai use waqt aap market mein sel ki entry Le sakte hain aap apne profit ko increase Karke Fark market mein maximum benefits hasil kar sakte hain gap down pattern ko hum bearing sticker candlestick pattern ka naam bhi dete Hain.
















    Identifying these patterns:


    Dear friends forex trading market mein gap of or gap down ko identify karna bahut hi aasan hota hai kyunki jaise hi market open hoti hai to aap is pattern ko aasani se identify kar sakte hain aur jab aap market mein is technic ko samajhte Hain to aapko bullish kicker aur bearish kicker ke andar ik pattern ko bahut acche tarike se samajhna chahie isase aap maximum benefits hasil kar sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X